Aap itne gande comment mat karo kyunki agar aap ko bhi aise comment kare hote to aapko bura nahin Laga hota Insaniyat batao Aisa samjho ki aapke do dharm hai ek aapka Jo Dharm hai aur ek Insaniyat lnsan ho Insaniyat batao ek Insan ka farz hai dusre Insan ko Khush karna naraj nahin😊❤😊❤ aap meri baat se sahemat ho to like karo Insan Insaniyat batane se paap nahin milta hai Islam Dharm Kaun sa bhi Insaniyat batana jaruri hai aapko baat nahin milega