Assalamu alaikum jnab Ahsan sir main apki video se bahut jankari mila. Sir main Kolkata me opretri karta hun kya ap mujhe apne sath rakhkr mujhe bhi sikhayenge.?
Ap ko sidhi bat bata batata hun wo ye k cam sett ko bhandna wo ye k ap ne needal bar koi bi mm ka ho 200 mm ya 210 mm ho Apne needal bar ko 13. 9 Sy ly kar 14.1 tak needal bar adjust kary koi bi 13.9 ya 14.1 adjust kar or bhandh dy
Main aap Sabko yah bata raha hun ki maine 100 per isko Bandha Hai Maine mm Ne Dilwar ka Nahin Dekha aur Maine Tarika bhi bataya ki is tarike se isko bandh le Baki agale video mein main aapko isko naap tolkar iska mm bhi bataunga ki aapke samajh mein a Jaaye aap Sabke comment Se Mujhe yah laga ki ab main isko theek se MM me bataunga