Yes aap ka hai par mujhe samaj ma nahi aa raha ki RU-vid pa konsi video dalu asahi time pass ka liye video daldi muja nahi patha tha kie aap ka parrot mera liya lucky banjayega
@@PSREdits-ws6ntZoomi parrot to hai hi lucky 😊koyi baat nahi aap ka bhala hota hai to kya burayi hai .. Magar Zoomi ka naam to aapko dalna chahiye .. uski mahenat hai