Pata h koi bhi ho ghar ma sa koi ak member bhi chala jya bhaut dukh hota h bhai 😢or Ghar Khali Khali rata h kuch dino ka lya miss jrur karta h 😢 bhagwan dadi ki atma ko santi de thankyou
bhagwan ji dadiji ki aatma ko shanti de unke liye 2mint ka moan vart krughi m please bhagwan ji kisi bhi family ko uske Ghar se dur mat kro pta hai mujhe sab p kya biti hai dadi kitni pyari Hoti hai aapne pota poti se pyar krti hai bhagwan ji dadiji ki aatma ko shanti