Тёмный

Daflon Role in Piles Management | Surgeon Dr Imtiaz Hussain 

Surgeons of Sir Ganga Ram Hospital
Подписаться 85 тыс.
Просмотров 153 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

12 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 528   
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number +923216303551 par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@asifalamtax5533
@asifalamtax5533 6 месяцев назад
Allah pak dr shab ko khush rakhai dunia o akhirat ki naimto say nawazay ameen
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Boht shukriya
@basitriaz6539
@basitriaz6539 Год назад
Very informative and Good video series on piles/constipation related issues.I don't think that in Pakistan any Doctor or Surgeon has done such a nice video series on these issues for the benefit of general public and specially patients. Very well done. May Allah give you reward for your efforts.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Thanks for the positive feedback
@maryamnoor-es7kh
@maryamnoor-es7kh Год назад
Dr... focus more on practically resolve issues of your patients.... only videos are not enough for patients to treat... plz don't have dual face...
@shahzaibluckyboy4846
@shahzaibluckyboy4846 Год назад
@@drimtiazhussain sir muje bawaseer ka problem hai kabhi kabhi bleeding hiti hai aur maqad wala part b swelling hai meri age 29 hai kiya mai daflon use kar sakta hu aur kaise karu k swelling khatam ho sath agar koi tablet hai to kindly bta de Allah apko jazay e khair dy
@tradepeak9001
@tradepeak9001 Год назад
p lol polo
@tradepeak9001
@tradepeak9001 Год назад
l ok oo polo lool lol
@raomujahid3250
@raomujahid3250 6 месяцев назад
Aj shabbe barat ha es k sadqy .Allah pak ap ko sehat izzar or mazeed kamyabi dai bht informative video.. wo b es dour ma..
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 месяцев назад
Boht shukriya
@user-zu2sm7fx4u
@user-zu2sm7fx4u 3 месяца назад
Dr sahib dood K sath ya pani K sath
@khairmohammadjamali7851
@khairmohammadjamali7851 9 месяцев назад
Very good .thanks Dr sb.ap ko Allahpak tandurast lambi umar dy.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Thanks
@SaleemKhan-pj3xn
@SaleemKhan-pj3xn 8 месяцев назад
Daflon 500mg 3 months se ziyada use kar sakti hai k nahi Wait for Dr sab k respond in Comment
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Daflon 500mg ko long-term use karne ke regarding, har case alag hota hai aur ispar doctor ki salah leni chahiye. Generally, agar kisi ko varicose veins ya hemorrhoids jaise masail hain aur doctor ne Daflon prescribe kiya hai, to wo is dawai ko 3 mahine ya usse zyada samay tak istemal kar sakta hai, agar doctor ki raye ke mutabiq koi zaroorat hai. Magar long-term use karne se pehle, patient ko regular follow-up appointments par doctor se milna chahiye taake doctor dawai ke istemal ka asar monitor kar sake aur koi side effects ya complications ka pata chal sake. Isliye, Daflon 500mg ya kisi bhi dawai ko lamba samay tak istemal karne se pehle, doctor se zaroor consult karna chahiye.
@liaquatkhan7798
@liaquatkhan7798 Год назад
Useful information , very excellent .
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Glad it was helpful!. Don't forget to subscribe.
@m.a.yousufkhan2044
@m.a.yousufkhan2044 3 месяца назад
جزاک اللہِ خیر
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 месяца назад
Shukriya
@MuhammadHassan-zj4uy
@MuhammadHassan-zj4uy Год назад
Dr sahib mja bawaseer thi m na sagittal operate krway tha 3 mohka tha mja qabaz ho jati m n ap ki bt suni aj mja aik qatra blood aya ratha clr surkh tha m ap mashwra sa dafflon lon ga m parashan ho giya tha thanku dr agr ap majeed advice kranga m ap ka shukariya ada kronga
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Thanks. Follow karein in instructions ko
@mirzazain7853
@mirzazain7853 7 месяцев назад
Salm dear mujh. Ek mohka hai bass jalan k sath hai darad hai ap ka kia masgwara hai
@g8616
@g8616 6 месяцев назад
Dr. Sir, mene 2 stunt dale h, ecospain, brillinta blood thinner ki medi. le raha hu. rosuvas, beta locker, bhi, mujhe stool m bahu khoon aya h. Kya m deflon 500 le sakta hu. Pileski shikayat h. Mujhe blood thinner ki medicine rokni padegi.meri age 73 h, 50 mcg thyroxine, 0.4mg urimax bhi leta hu
@raoj6117
@raoj6117 Год назад
Your videos are very informative, keep up the good work sir!
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Thanks for the feedback.
@user-vo6gx6yw4b
@user-vo6gx6yw4b 6 месяцев назад
Allah Pak ap ko slamt rakhy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Thanks for the appreciation. Please don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@SumitraPaneru
@SumitraPaneru 3 месяца назад
Thank you sir for ur valuable video 🙏
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 месяца назад
Thanks
@mahmoarif9656
@mahmoarif9656 Год назад
ہیلو، ڈاکٹر، مجھے زیادہ خون نہیں آتا، بس کبھی کبھی، تھوڑا تھوڑا، کیا مجھے یہ گولی استعمال کرنی چاہیے؟
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Baghair doctor ki hidayat kay kabhi koi medicines khud say na lein pehly check up karwaein
@mahmoarif9656
@mahmoarif9656 Год назад
@@drimtiazhussain شکریہ ڈاکٹر، ہم ڈاکٹر کے مشورے سے کہتے ہیں۔
@umerjaan8038
@umerjaan8038 4 месяца назад
Ye tablet heart attack ki reason tw nhi bnti please. Guide us
@zeeshanalikhan7401
@zeeshanalikhan7401 Год назад
Hi sir .. my mother has 1 piles and she has bp/sugar, can my mother take daflo 500g tablet.. Please reply sir.
@abusaif2604
@abusaif2604 12 дней назад
AOA. Thanks Doctor Sab. میرا بیٹے کی عمر 13 سال ہے اسکو پاخانہ کے بعد خون کے قطرے آتے ہیں۔ خون کے قطروں سے اسکو درد وغیرہ نہیں ہوتا۔ معدہ میں اچانک درد کے بعد اسکو واش روم جانا پڑتا ہے۔ پھر نرم پاخانہ کرنے کے بعد اسکو خون آتا ہے۔ ڈاکٹرز کو دکھایا ہے مگر ٹھیک نہیں ہو رہا ہے۔ اب اسکا کلونوسکوپی کا بتا رہے ہیں۔ پلیز آپ مشورہ دیں کہ اس کا علاج کیا ہے اور یہ کونسی بیماری ہے۔
@fouziakausar8027
@fouziakausar8027 8 месяцев назад
Sir mera menses cycle bahut long ho gata ha kia ya gtn ka side effect to nai i just use gtn
@hyperboy7478
@hyperboy7478 4 месяца назад
Dr sahb jasy pakhana atta ha dard shoro hu jata ha r phr jaln hte rehte ha bleading b halki htte ha plz medicine bta dain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 месяца назад
Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@rubakhan7171
@rubakhan7171 Год назад
hello sir mera 2nd c section hua hai or mujhe stool pas krne ma bht mushkil ho rhe hai wash room rozz ata hai stool b soft ata hai lekin completely pas nhe hota zorr lghta hai pait thek say saf nhe hota rectum ma stool reh jata hai fingers ki helps say stool clean krna prta hai main buhat pershan hn ye sub kya hai piles nd hemorrhoids IBS constipation kya hai ye kuch samjh nhe aa rha mujhe asa kabi nhe hua operation k 16din bad say ye ho rha hai or 4month hogay still asa he hai kya krun main buhat pershan hn plz reply krdy tronolane tube b use kr rhe hn but koi faida nhe ho rha😢😭
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Cream ya koi bhi medicines use karny say pehly kisi surgeon say check up kal
@rubakhan7171
@rubakhan7171 Год назад
@Rizwan zubair jee
@zaroo_ki_Enjoyment
@zaroo_ki_Enjoyment Год назад
Hello reply please
@rubakhan7171
@rubakhan7171 Год назад
@@zaroo_ki_Enjoyment jee
@zaroo_ki_Enjoyment
@zaroo_ki_Enjoyment Год назад
@@rubakhan7171 ab kasi condition h apki
@ayan-sz3km
@ayan-sz3km 7 месяцев назад
Allah apko dono jahano me jza dy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Thanks
@user-dq5td1vv7s
@user-dq5td1vv7s 5 месяцев назад
JazakAllah
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Shukriya
@avinashjadhav2146
@avinashjadhav2146 4 месяца назад
Thank you 🎉🎉 Perfect Explanation.....!!!!!!
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 месяца назад
You are welcome!
@avinashjadhav2146
@avinashjadhav2146 4 месяца назад
🙏🙏
@fidadawar2234
@fidadawar2234 8 месяцев назад
کیا ہم daflon کیساتھ کوئی دوسرا ٹبلیٹ استعمال کر سکتے ہیں جیسا کہ flagyel استعمال کرسکتے ہیں یا نہیں
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Surgeon say check up.kay baad decide ho ga
@kabirahmedchoudhury457
@kabirahmedchoudhury457 9 дней назад
sir, mera Kabir ahmed chiudhury me bohoot din se heamorrid bimari me daflon 1000 mg market se lay hoo filal me 1tablet ek din me lerahahoo please muje dose ki bari me batay
@syedameerhussainshahnqvi5382
@syedameerhussainshahnqvi5382 6 месяцев назад
Thank you sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Thanks for the appreciation. Please don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@farhadfitness
@farhadfitness 7 месяцев назад
Dear sir Assalamualaikum sir Mai izhar husain Sir mujhe pate se bahut paresani h Mara pate saaf nahi hota h Mujhe latreen nahi hoti h Latreen jata hu to hawa pass hoti h lakeen latreen nahi aati Mujhe lagta ki lateen ki time me latreen raste m sujan aajati h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. aur phr hum say check karwana hai to hmara number description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
@pyaraladdu831
@pyaraladdu831 3 месяца назад
Mai indai se hu abhi saudi me rahti hu mujhe havg bleeding ho rahi pakistan ke dr ne likha h yah dawa kya sahi h mujhe yqeen nhi peroid problm me ussd kar sakte h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 месяца назад
Haan, Daflon (jo ke flavonoid medication hai, specifically diosmin aur hesperidin) ko piles (bawaseer) ke treatment ke liye periods ke dino mein bhi use kar sakte hain. Daflon ko commonly venous insufficiency aur hemorrhoids (piles) ke treatment ke liye prescribe kiya jata hai aur isko menstrual cycle ke dino mein lena mamnoon nahi hai. Lekin, kuch cheezon ka khayal rakhna zaroori hai: 1. **Doctor se Mashwara**: Daflon ka use karne se pehle apne doctor se consult karen, especially agar aapko periods ke dino mein kisi qisam ki medical concerns ho. 2. **Side Effects**: Daflon ke kuch side effects ho sakte hain, jese ke gastrointestinal discomfort ya dizziness. Agar periods ke dino mein aapko in side effects ka samna ho, to apne doctor se discuss karen. 3. **Menstrual Symptoms**: Agar aapko periods ke dino mein zyada bleeding hoti hai, to ye dekhna zaroori hai ke Daflon ka is par koi asar to nahi pad raha. Halankeh Daflon ko menstrual bleeding pe koi direct asar nahi hota, lekin kisi bhi nayi medication ka use karte waqt apne body ke reactions pe nazar rakhna zaroori hai. Aam tor par, Daflon ko periods ke dino mein use karna safe mana jata hai, lekin hamesha apne healthcare provider se discuss karna behtar hota hai taake aapko individual advice mil sake.
@muhammadabidusman4766
@muhammadabidusman4766 10 месяцев назад
Sir, may I ask a question? Can DAFLOON 500mg play any role in healing of fissure without cream?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
Not really. GTN has major role
@muhammadabidusman4766
@muhammadabidusman4766 10 месяцев назад
@@drimtiazhussain thanks sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
Welcome
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@Anam12344
@Anam12344 9 месяцев назад
GTN cream ka kiya use he
@pushpanishad2203
@pushpanishad2203 11 месяцев назад
How many days we can use Daflon Sir. Can it be taken alone. Please reply sir 🙏🙏🙏
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
Can be used alone. Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty
@usmansajid9394
@usmansajid9394 13 дней назад
السلام علیکم ورحمة اللہ وبرکتہ ڈاکٹرصاحب قبض اکثرہوتی رہی پہلے اورساتھ بلیڈنگ بھی ہوتی رہی شربت وغیرہ سے عارضی طورپہ فرق پڑتارہااب دوہفتے سے باہروالی سائیڈ پہ ایک موقہ بناہے اورجلن کےساتھ بلیڈنگ کےساتھ سٹول پاس ہوتاہے اورسٹول پاس کرنے کےبعد سارادن پاخانے کی جگہ کےاندر بہت زیادہ تکلیف ہوتی رہتی پلیز اس کا کوئی علاج بتادیں۔جزاک اللہ
@neloferanwerneloferanwer1697
@neloferanwerneloferanwer1697 4 месяца назад
Sir agr just pain hooo......or bleeding ho ....or pain b bht zayda hoo...to kya yeah tblts use kr sakhty Hain..😊
@GraphicApplicator
@GraphicApplicator 7 месяцев назад
Good information, thanks doctor
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Always welcome
@cutesthub8621
@cutesthub8621 27 дней назад
Muje yeh abi start hua ha pakhana krne k bad alaka jalan hota ba dard or bleeding nai hoti or pakhanay wali jaga pe chota se gohst nikla haa me kya kron sr plz guide i am 22 years old
@vijaykumardev1345
@vijaykumardev1345 Год назад
Sir fistula me sitz bath ke time fitkari paani me de sakte hai please reply.fitkari me healing properties hai ya nahi?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Fitkari ki bjaey betadine daal lein. Ya keval neem garam pani mein baith jaein
@Dr.RehanSpeaks
@Dr.RehanSpeaks 6 месяцев назад
Great brother
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Thanks
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Thanks for the appreciation. Please don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@Dr.RehanSpeaks
@Dr.RehanSpeaks 4 месяца назад
Sure brother
@SaleemKhan-pj3xn
@SaleemKhan-pj3xn 8 месяцев назад
Dr sab daflon 500mg 3 months se ziyada use kar sakti hai k nahi Wait for Dr sab k respond in Comment
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Daflon 500mg ko long-term use karne ke regarding, har case alag hota hai aur ispar doctor ki salah leni chahiye. Generally, agar kisi ko varicose veins ya hemorrhoids jaise masail hain aur doctor ne Daflon prescribe kiya hai, to wo is dawai ko 3 mahine ya usse zyada samay tak istemal kar sakta hai, agar doctor ki raye ke mutabiq koi zaroorat hai. Magar long-term use karne se pehle, patient ko regular follow-up appointments par doctor se milna chahiye taake doctor dawai ke istemal ka asar monitor kar sake aur koi side effects ya complications ka pata chal sake. Isliye, Daflon 500mg ya kisi bhi dawai ko lamba samay tak istemal karne se pehle, doctor se zaroor consult karna chahiye.
@mehwishusman1747
@mehwishusman1747 Год назад
Agr 3baby girl ko fissure constipation ki wajah SE hojaye osko Kia de ? MERI beti her wkt shikyat krti k Poti wli jga Mama drd horha.Doc said zakhm GTN cream di pr wo ab b kehti drd
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Ap bachon kay surgeon ko check karwaein medical specialist ki bjaey
@mohammadburaq4826
@mohammadburaq4826 5 месяцев назад
Assalam-0-Alikum Sir 14 age k bachi ko ye medicine dy sakty hain abhi kya advice kr rhy hain kindly reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
14 saal ki umar mein piles ka masla aam nahi hota, lekin agar kisi larki ko ye takleef hai, toh pehle uski wajah ka pata lagana zaroori hai. Daflon tablet aam tor par bade logon ko piles ya varicose veins ke ilaj mein istemal hoti hai, lekin bachon ya teenagers ko dene se pehle hamesha doctor se mashwara lena chahiye. Bachon ki medications ka dosage aur istemal unki umar aur halat ke mutabiq hona chahiye. Isliye, apne doctor se munsalik salah lena behtar hoga.
@mohammadburaq4826
@mohammadburaq4826 5 месяцев назад
Thank you Sir
@user-ig4tu7do5r
@user-ig4tu7do5r 5 месяцев назад
Sir Kya internal hemorrhoids mein stool ka Rasta band ho jata hai jesey he push karte hai stool pass nahi hota Rasta band ho jata hai plzz reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Is trah hona nahin chahiay. Piles kay sath qabz ho to aisa ho sakta hai
@awaispasha942
@awaispasha942 4 месяца назад
ASLAMU ALAIKUM SIR YA TABLET KAHAN SE MELY GY BHAI MAIN BOHT PRESHANI HON
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 месяца назад
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@shamshadabbasi5255
@shamshadabbasi5255 Год назад
Hello Dr. Sahib, I am from Saudi Arabia. There was bloody hemorrhoids before, but now I have a lot of pain on the one side with stool
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
You should get examination from general surgeon
@AjarAbbas110
@AjarAbbas110 7 месяцев назад
Mashalah boht sir boht zabrdast 👍👍🙌
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Thanks
@sardaralikhan6008
@sardaralikhan6008 6 месяцев назад
Thanks sir g..😊
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Thanks for the appreciation. Please don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@AbdurRahman-qo8zy
@AbdurRahman-qo8zy 10 месяцев назад
Respected Doctor I am from karachi . I have hamorrhoids and doc suggested me Cap.Phlogin SR100 but I am worried about its side effects as I have fatty lever disease and little high BP. I am not using any other medicine . Should I use
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
Phlogin is not used for the treatment of Haemorrhoids. It's better you should have proper examination from general surgeon
@AbdurRahman-qo8zy
@AbdurRahman-qo8zy 10 месяцев назад
@drimtiazhussain I had proper examination from senior surgeon he was of the opinion that i have hemorrhoid+fissure and he also suggested diltiazem gel + phlogin+nuberol forte and isphagol.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
If a senior general surgeon has advised you then follow his prescription.
@farinaandalib9582
@farinaandalib9582 Год назад
Dr Sahab mery Ghar me ek mareez hai Jo is waqt is taklif me mubtala hai building to bilkull nhi ho rahi pr taklif or jalan ki had na poochein stool pass karte waqt Jo halat ho rahi hai wo bata nhi Sakti Kia wo deflon kha Sakti hai jab k wo sans ki mareez hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Unki anal fissure ho ga aur daflon.faida nahin dy gi. Behtre hai unko general surgeon say check up karwaein. ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-E0aV6ojpWQc.html Yeh video bhi dekhein. ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-qBYSpO5zZkU.html Yeh bhi
@farinaandalib9582
@farinaandalib9582 Год назад
@@drimtiazhussain Asslamoalikum. Dr Sahab app Ka hospital kanha hai me app se baat karna chahti hoon
@muhammadakram-ie1jw
@muhammadakram-ie1jw Год назад
Very informative sir thx
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Thanks for the feedback
@muhammadakram-ie1jw
@muhammadakram-ie1jw Год назад
@@drimtiazhussain sir BAAT BN NE rhi .stool ps honty se zakhm taza ho jata Hy jis se gilti heel NE ho rhi ..SB med use kr li .GTN. 5% .anti bio..pain kiler...hot bath etc .sir ager opt b kraty he to zkhm fr b Hona Hy ...me smjhta ho es ka koi elaj NE Hy ....JB TK pakhana bnd NE hota ..Jo impossible Hy ..Allah he koi sbab lga skta Hy ..sergn elaj be bus he..2 maah se hm yehi KR RHY he ...but be Sood ..ye ointment zkhm ko khoshak NE hony deti ..3.4 dfa pioden . Tenchet...detol se saf krte he. ..smh se balatr Hy sir ..
@mubasharhassan6496
@mubasharhassan6496 Год назад
Poti wali jaga pay dard ho raha hai kya ye kha skata hu
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Nahin.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Pehly kisi general surgeon ko check karwaein
@Niaz_Gull_Magsi4
@Niaz_Gull_Magsi4 4 месяца назад
Dr sahib kya daflon k sath skin problem k lye velosef use kr skty hen
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 месяца назад
Jo bhi medicines lein check up kay baad lein. Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 месяца назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-ac7ahr4gN-w.htmlsi=R4mvOPfVCVVEI9T3 Yeh message dekhein
@nafeesabbas3306
@nafeesabbas3306 Год назад
Ap daflon tblt Lyn ..fruits use kryn or rat ko grm dodh m ispagol Lyn ....1wek .....MJ b same condition thi 2nd baby hva tu m ny b bhht pain tolerate Ki h ab bhtr hn
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Good for you.
@AliKhan-by4bt
@AliKhan-by4bt 11 месяцев назад
@nafeesabbas3306 can you tell me ap ne daflon ki dose kesy li kitni tablets kitne days kitne time!?
@abdulrahmansalim9773
@abdulrahmansalim9773 10 месяцев назад
WACHA UHANISI HII SIO NGOMA ZA AFRICA 😊😊
@GULNAZ-tb8si
@GULNAZ-tb8si 8 месяцев назад
Thanks sir but muje just pain h wo ab kb tk theek ho ga na to bleeding h na qbz
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 месяцев назад
Aapko yeh masla ho sakta hai, Hum bina check kay koi advice nahin day sakty.. Hum aapko recommend karunga ke aap apne area ke kisi qualified general surgeon se consult karein aur unse apne pareshani ka proper check-up karwaye.
@areeshaumeed7245
@areeshaumeed7245 3 месяца назад
Mokkay h paishab k bad blood atta or jallan b kbhi kbhi hotti plz sir iska solution bta dai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 месяца назад
Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@muhammadrafiullahkhan9014
@muhammadrafiullahkhan9014 15 дней назад
Ye teblet hol sel ret mein Mumbai me kaha milegi mujhe Leni hai aagah fRmYen
@aslamoalaikum3106
@aslamoalaikum3106 7 месяцев назад
Sir Barre sorakh se neeche wali side p swalling hi oor pain bi hi kia medicine Len sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Koi bhi medicines check kay baghair use na karein
@user-vo6gx6yw4b
@user-vo6gx6yw4b 6 месяцев назад
Sir akli yehi tablet leni h ya is k sath koi or b
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Is kay sath kuch aur ehtiaatein bhi hain jo surgeon say check up kay baad ki ja sakti hain
@aiyazakbar6800
@aiyazakbar6800 2 месяца назад
Sir Early Varicosele main Isko use kar sakte hai kya
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 месяца назад
Early varicocele ke liye Daflon (diosmin/hesperidin) tablets ka istemal kiya ja sakta hai, lekin yah primarily venous insufficiency aur hemorrhoids ke liye use hoti hai. Varicocele ke treatment mein iski effectiveness kaafi had tak limited aur inconclusive hai
@aiyazakbar6800
@aiyazakbar6800 2 месяца назад
@@drimtiazhussain to aap bataiye konsa tablet sahi rahega grade 1 k liye
@mypurplelife3663
@mypurplelife3663 6 месяцев назад
Feed kerwany wali mothers use kerskti hn ?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 месяцев назад
Daflon tablets aam tor par wasiqa taur par varicose veins, piles (bawaseer), aur dusre masail ke ilaj mein istemal kiya jata hai. Agar kisi ko varicose veins ya piles ki shikayat hai aur unki doctor ne Daflon prescribe kiya hai, to wo in tablets ka istemal kar sakti hain. Magar kisi bhi dawai ka istemal shuru karne se pehle, apne doctor ki salah aur hidayat zaroor leni chahiye. Wo behtar taur par aapki medical history aur maqami halat ko mad e nazar rakhtay hue aapko behtar mashwara de sakte hain.
@user-vo6gx6yw4b
@user-vo6gx6yw4b 6 месяцев назад
Mirch m bs red chli sy aviod krna h ya he trah ki mirch sy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Red chilli to avoid karein
@AyyanandRafayvlogs
@AyyanandRafayvlogs Месяц назад
daflon500mg haemorrhoids ko reduce bhi kare ge?
@user-xp5yd9jh2c
@user-xp5yd9jh2c 6 месяцев назад
Thank you so much dear sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 месяцев назад
Most welcome
@sobiafaraz5257
@sobiafaraz5257 10 месяцев назад
Kia ye chornic fisher me b use kr sakty h
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
Yeh usually fissure ki bjaey piles/ haemorrhoids mein use karty hain
@AbdulKhan-qd8mg
@AbdulKhan-qd8mg 4 месяца назад
can heart patients after angioplasty take these tablets??
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 месяца назад
Heart patients who have undergone angioplasty should consult their healthcare provider before starting any new medication, including Daflon tablets. Daflon is primarily used to treat venous disorders such as varicose veins and hemorrhoids. While it may not directly affect heart health, its potential interactions with other medications or conditions should be assessed by a healthcare professional to ensure it is safe and appropriate for the individual's specific medical situation.
@SaleemKhan-pj3xn
@SaleemKhan-pj3xn 8 месяцев назад
Sir Daflon 500mg use for 3 months Is k bad mokay tik nahi hoga Phir kiya karay Dr sab response with in Comment Thanks Dr sab
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Bleeding ruk jati hai is say. Moky khatam nahin hoty
@AbdulJabbar-gv6kr
@AbdulJabbar-gv6kr 4 месяца назад
Sir pakhane wali nali me zakham ho to ye tablet use kar sakte hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 месяца назад
Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@newaccount-sp9cu
@newaccount-sp9cu Год назад
Corinic fissure k lye kream k ilawa kon c tabletes use krsaktay hyn ..
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Check up kay baghair koi medicines use na karein
@aliajan9510
@aliajan9510 7 месяцев назад
Kya fisher Mai ye tablets Ka sakty hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Yeh ziada tar piles ya haemorrhoids mein use hoti hain. Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@onlyjuttshook
@onlyjuttshook Год назад
Asslamo alaikum! Sir kya menstrual cup k use se bi piles ka masla ban sakta hai .??
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Aisa hota to nahin
@user-tn6bt2wp9q
@user-tn6bt2wp9q Год назад
Sir pichla kuch arsa mujy constipation hoe js sy bhr ak fissur ka moka tha jo k healed tha k constipation k bd inside anal ak moka bna B main na constipation treat ki lakin ab wh internal moka prper stool pas nai hony dta esy lgta ha andr jga kam ha stool pas krny k leyay what should i do?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Get examination and check up from general surgeon
@AkbarAli-qb7uk
@AkbarAli-qb7uk 10 месяцев назад
Sir daflon tablet kab kha sakte hai please reply
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
Piles ya haemorrhoids mein
@mahqar
@mahqar 11 месяцев назад
Dr sb Great effort to understand the whole concept
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 месяцев назад
Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again
@muhammadrafiullahkhan9014
@muhammadrafiullahkhan9014 15 дней назад
Very good hol se men mumbai me Kahan milegi
@UsmanKhan-xk6ch
@UsmanKhan-xk6ch 10 месяцев назад
Thanks sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
Welcome
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 10 месяцев назад
Welcome
@ayubhussain3224
@ayubhussain3224 Год назад
Mashallah Zabardast, Dr sb
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Thanks for the feedback.
@aligujjar1165
@aligujjar1165 Год назад
Sir g daflon k sath hum koi kabazkosha syrup istmal kr skty hain Laxobiron Lilac wagera Or sir Omeprazole b ik time kha skty hain
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Kar sakty hain
@Hania-pari
@Hania-pari 4 месяца назад
Sir aap kaun se hospital mein kis time baithte ho
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 4 месяца назад
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
@mehwishusman1747
@mehwishusman1747 Год назад
Pregnancy me Hum Kia use kry Daflon ki jgaaa ??????
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-olIrMprBHR4.html Yeh video dekhein
@user-ff5sf8kv5n
@user-ff5sf8kv5n 6 месяцев назад
Thnks sir
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Welcome
@dradnan-zc2ms
@dradnan-zc2ms Год назад
Informative regarding dealing daily family medicine opd in Indus hospital Shah Jamal, muzaffargarh .
@thebeautybountysalon4328
@thebeautybountysalon4328 Год назад
Me usay use kr rhi hun but mujhe constipation start ho Gai hy ab Kya Kia jae
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Ap check up karwaein general surgeon ko
@mustehsinkhan8780
@mustehsinkhan8780 Год назад
Very info vdo great work from great person
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Thanks for the feedback. Keep sharing
@shahzadchaudhary7835
@shahzadchaudhary7835 Год назад
Good information
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Thanks
@loverboy8994
@loverboy8994 9 месяцев назад
salaam sir mujhay bahot zyda pain he pakhana krnay k baad bahot zyda pain hota he bahot zyda jo kai ghanton tak rahta he kaya kroon sir plzzz help
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Fouran surgeon ko check karwana zruri hai
@DreamgirlAngle
@DreamgirlAngle 6 месяцев назад
Sir koi achi or fast recovry wali tube bta denn..
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 6 месяцев назад
Sub say pehly check up karwaein
@DreamgirlAngle
@DreamgirlAngle 6 месяцев назад
Sir mera c section hoa tha 2 month pehly
@DreamgirlAngle
@DreamgirlAngle 6 месяцев назад
To mujy qabz hoi thi us k bad mujy pajhany me jln shro hoi phr ek do dany feel hony lgy
@shaguftashagu5340
@shaguftashagu5340 3 месяца назад
Sir mujy moky h or both Dard h to koi dawai baty
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 месяца назад
Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@NasirAli-vl4kj
@NasirAli-vl4kj 7 месяцев назад
Sar 10 den pihly mira afrishan hova hy likn vse din mojy kabaz hy my ny bohot midesan use ke tek nahe hoge mojy bohot taklip hy my kiya karo pleez
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Apny surgeon say rabta mein rehna boht zruri hai
@Kuromi_1122a
@Kuromi_1122a Год назад
Much informative
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Thanks
@DrMubeenNasir
@DrMubeenNasir Год назад
Very informative video sir 👏 🎉
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Thanks
@samirpandey741
@samirpandey741 8 месяцев назад
Thanku sir ap kha se hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 месяцев назад
We are lahore based
@sanams-nq3bn
@sanams-nq3bn Год назад
حاملہ خواتین استعمال کر سکتی ھین
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 11 месяцев назад
N for Anal Fissure in Breastfeeding Default (GPT-3.5)  Can GTN be used in breast feeding mom for anal fissure ChatGPT I am not a doctor, but I can try to provide some general information. GTN (glyceryl trinitrate) is sometimes prescribed to treat anal fissures in non-breastfeeding individuals. However, if you are a breastfeeding mother and considering this treatment, it's essential to consult with a healthcare professional. They can assess your specific situation and recommend a safe and appropriate course of action that won't harm your baby through breastfeeding. Always seek medical advice for personalized guidance.  Can GTN be given while breastfeeding? ChatGPT The use of GTN (glyceryl trinitrate) while breastfeeding should be discussed with a healthcare professional. While GTN is generally considered safe for use in breastfeeding mothers, it's essential to consult with a doctor or a lactation consultant to ensure it's appropriate for your specific situation. They can provide guidance on the dosage and monitor any potential side effects to ensure the safety of both you and your baby during breastfeeding. Never start or stop any medication during breastfeeding without professional advice.  Does the surgeon recommend that a patient with GTN anal fissure do this while breastfeeding? ChatGPT The recommendation for a patient with a GTN-treated anal fissure who is breastfeeding should come from a healthcare professional, specifically a surgeon or gastroenterologist who is familiar with the patient's medical history and current condition. The decision to continue or discontinue the use of GTN while breastfeeding depends on various factors, including the severity of the condition, potential alternatives, and the individual's overall health. It's crucial to have a discussion with the surgeon or healthcare provider who prescribed GTN to determine the most suitable course of action for both the mother and the baby's well-being.  Is it possible to join GTN officially? Can it affect babies while breastfeeding? ChatGPT It seems there may be some confusion. GTN (glyceryl trinitrate) is a medication used to treat conditions like anal fissures. The use of GTN should be done under the guidance and prescription of a healthcare professional. When it comes to breastfeeding and the use of medications like GTN, it's important to consult with a healthcare provider who can assess the specific situation and provide guidance on its safety and potential impact on the baby. Always seek professional medical advice to ensure the well-being of both the mother and the baby during breastfeeding.  What Healthcare Professionals Surgeons Say About GTN Infections While Breastfeeding ChatGPT Healthcare professionals, particularly surgeons or gastroenterologists, may have varying opinions and recommendations regarding the use of GTN (glyceryl trinitrate) for anal fissures in breastfeeding mothers. Their advice can depend on factors such as the patient's specific medical history, the severity of the fissure, and alternative treatment options. Generally, if a surgeon prescribes GTN for a breastfeeding mother, they would likely consider it safe when used as directed and monitored closely. However, individual recommendations can vary, so it's crucial for the patient to have a detailed discussion with their healthcare provider to make an informed decision that prioritizes the well-being of both the mother and the baby.  How can GTN and breastfeeding affect children? ChatGPT GTN (glyceryl trinitrate) is a medication typically used to treat certain medical conditions like anal fissures. When used as prescribed and under the guidance of a healthcare professional, the impact on breastfeeding infants is generally considered to be minimal or negligible. However, there can be potential concerns: Absorption: GTN can be absorbed through the skin, and there's a possibility that a small amount could be transferred to the infant through breast milk. The extent of this transfer would depend on factors like the dosage and application method. Side Effects: While rare, infants might experience side effects if they ingest even small amounts of GTN. These side effects could include headache, dizziness, or changes in blood pressure. Monitoring: Healthcare providers typically monitor breastfeeding mothers and their infants when GTN is prescribed. They can assess any potential issues and adjust treatment if needed. It's essential for breastfeeding mothers to discuss the use of GTN with their healthcare provider. The provider can provide personalized guidance, monitor the situation, and make recommendations that ensure the safety and well-being of both the mother and the infant.  Can pregnant ladies use GTN for anal fissure? ChatGPT The use of GTN (glyceryl trinitrate) for anal fissures during pregnancy should be carefully considered and discussed with a healthcare professional. GTN is generally considered safe for use during pregnancy when the potential benefits outweigh the risks. However, its use should be supervised by a healthcare provider who can assess the specific situation and recommend the appropriate dosage. Pregnant women should not self-prescribe or use any medication, including GTN, without consulting their healthcare provider. They can provide guidance on whether GTN is suitable for your condition during pregnancy and monitor its use to ensure the safety of both the mother and the developing fetus.
@umedalilashari3575
@umedalilashari3575 6 месяцев назад
Sir bohoot Ziyada Kharish hoti hai...please Hal bata de???Anal fissure hai
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-w_gVZJ352g0.htmlsi=m9ZsFCRcbQG0Mu00 Yeh video dekhein
@Diyanoor7181
@Diyanoor7181 3 месяца назад
kya as dard km hon jy gy
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 3 месяца назад
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
@Joe23-c2s
@Joe23-c2s 3 месяца назад
Dr ager ist 4 days myn 3 time tablet na use krsakyein Sirf 2 time use ki huh morning or evening
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 2 месяца назад
Koi bhi medicines. baghair check up kay use na karein aur jaisy kahein waisy karein aur jitni kahein
@minhajhussain9224
@minhajhussain9224 9 месяцев назад
Dard ar jalan b hota hai is k lia kia dawayea batayea
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 7 месяцев назад
Examination kay baad decide hota hai
@sahnushanu540
@sahnushanu540 5 месяцев назад
Hello sir mujhy extrnal moka bna hua hy khoon to nhi ata hy leakin jalan bht hoti hy m karachi sy hu. Bht preshan hu kia main daflon 500 use kr skta hu??? Ya or koi medican jo araam dy dy mujhy please
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
@mansonchakma6028
@mansonchakma6028 Год назад
Sir I have done Longo operation in my 2nd degree piles 3 months ago but not relief completely, still one mucosa comes up during pop. Its iches, pain and swelling. Can I go for Injection Scelotherapy?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Get check up from your surgeon. He will decide
@naila122-t5k
@naila122-t5k 6 месяцев назад
feed krati hon baby ko kiya mai ly sakti hon
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 5 месяцев назад
Daflon tablet ka istemal breastfeeding mother's ke liye generally safe mana jata hai, lekin is par doctor ki salah lena zaroori hai. Daflon tablet ka primary use venous insufficiency (ragon mein khoon ka behtareen nahi phoolna) aur hemorrhoids (piles) ke ilaj mein hota hai. Kuch studies ne dikhaya hai ke daflon tablet ka use breastfeeding mothers mein safe hai aur iska koi negative effect nahi hota. Magar har individual ki health condition alag hoti hai, aur kisi bhi dawai ka istemal karne se pehle doctor se mashwara karna zaroori hai, khas kar agar aap breastfeeding mother hain. Aapke doctor aapki health condition aur breastfeeding baby ke liye sabse behter mashwara de sakte hain. Unhe batayein ke aapka kya concern hai aur unki salah ke mutabiq hi dawai ka istemal karein.
@iftikharmehmood2464
@iftikharmehmood2464 8 месяцев назад
Aoa,Dr sahib anal fisher k zakham ko theek karnay ke dawai bata dain thankyou sir plz
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain 8 месяцев назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Qmwad5nT1BA.htmlsi=1UvC-JgP2IpXB512 Yeh video dekhein
@sialkotpulstv6047
@sialkotpulstv6047 Год назад
sir mujy just pain hoti hai hamroaid k m use kr skt aho ye wali teblt or ktni din use kr skta ho
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Check up kay baad use karein.
@shahpcshahpc3408
@shahpcshahpc3408 Год назад
Thank.sir i am pak army
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Good for you
@sarailyas10
@sarailyas10 Год назад
​ can we use tab deflon in anal fissures?
@samrahassan9143
@samrahassan9143 Год назад
Assalam o Alaikum sir can a breastfeeding mother take this pill?
@drimtiazhussain
@drimtiazhussain Год назад
Is video mein detail btai hui hai. Watch complete video
Далее
How Strong is Tin Foil? 💪
00:26
Просмотров 41 млн