Anubhavji, gulab jamun and kala jamun me yeh bhi difference hota hai ki kala jamun ke mawa me sugar dali jati hai and it is fried at a very low heat to caramelize the sugar. Always love your videos!
Amazing or awesome today of the best Connaught place office special food walk nicely, presented, interesting, informative, mouthwatering, enjoyable I am watching this video Just right now bhaut umada and shandaar, jabardast happy eatings 👍👌😊😃😋😍❤️
Anubhav sir, main kuch din pehle Kanpur gaya tha aapki saari recommended chaat places explore ki aurr like Kanpur style Bina chaat mix kiye. Bahut accha laga.❤
Anubhav Ji Connought place ki purani dukan ki zaika waise bhi mashur hai aur apne iski ekbar firse video banakar ismai tadka laga diya apka bhut bhut dhanyabad ❤
Main 13 saal ki umar se cooking kar raha hu aur mujhe ye kaam bohot pasand hai. Maine decide kar liya hai ki mujhe Chef hi banna hai, chahe kuch bhi ho. Lekin mere parents kehte hai ki bawarchi ban ke kuch nahi hoga, wo chahte the main bhi engineering karu, jaise mere bade bhai. Mere bhai ne mujhe samjhaya aur bola ki apni talent abhi se dikhana shuru karo. Isliye maine 9th me cooking channel shuru kiya, lekin mummy-papa ne mana kar diya aur kaha pehle padhai par dhyaan do. 10th ke baad maine apna naya RU-vid channel "Cooking Beast Ayaz" shuru kiya aur tab se regular videos dal raha hu. Likes aur views kam aate hai, par mujhe apni skill dikhana hai kyunki cooking mere liye sabse zyada zaruri hai. Sjd food
Anubhav ji aapse ek nivedan hai ki jab inn sab dukanon per jayein ek sujhav unko avashya dein ki kam se kam ek haanth se jisse serve kar rhe usmein gloves jaroor pehne , thoda Hygiene maintain karne ke baare mein jagrook karein unko.
I think maybe I should be really good gora and when I can afford to go to Nepal again come to Delhi on the way. Then I can book and see you and you can take me round some amazing food places and temples and local areas and teach me how to say your food is better than British food and your all great 😂😋😋👍
Chalo koi ti ayse jagha gaye ye delhi mai jo mugaliya Muslim area nahi hai. Aaj jaake inko delhi ke chole bhature ya kulche dikhe jo 90% delhi wale bahar ja ke khate hai na ke mutton chicken Biryani jo kabhi kabhi hi khate hai
Bhai Dilli ka street food bahut Ganda hai, unhygienic food hai. Dilli ka environment bahut hi dusty and polluted hai, pta nhi health minister iss par dhyan kyu nhi dete.
I also went bhogal k chole bhature canught place and there were so many rats roaming around where food items and utensils were kept unhygenic 🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮🤮