Alhamdulillah beta aap logo ki wajah se jo baget me bakre lena chahate the wo log bhi janwar kharid rahe hain ye sab beta aap logo ki wajah se mumkin m ❤
Bhai zara tum logo ko batao jo bakre k sing pe recently colour laga hua jo rehta h zyadatar bakre ki sing tuti hui rehti h M SEAL ki sing bana kar bechte h
Ye sab chutiya pa mumbai walo ki meherbani hai , hai aur gaon se bakriya bechne mumbai aate hai inko bhi pata hai Mumbai walo ko bewakufo ko topi pehnao
Chand hain tara hain. Ye likha vo likha. Sab apne tasavvurat se baate karte hain. Asal maqsad kya hain? Daam badhane ke siva! Ghalat chozoko badhao/ failao mat. Qurbani ka in chizose kya lena dena?