Bilkul Dil ko chhune wala behtarin gana hai Mr jugal Kishore ji aoum Ms sampada goswami ji aap. Sabhi ko bahut bahut dhanyabad aoum tahe Dil se sukriyai is behtarin aoumanmohak. Gana ke liye 🙏🙏❤️❤️ binay Kumar choubey from Patna Bihar
it's my great pleasure and honour to praise your such an soothing and melodious voice jugal bhai bahut khoob Allah aap ki aawaaz ki jaadugari aise hi barqaraar rakhe aameen
Superb singing Jugal ji. Carry on with your beautiful singing. You are spreading happiness all around. May God continue to bestow you with best health and huge success !
Kia baat hai sir mene ye suna nahin tha aap ki awaz mein Maza aagaya Kal isi song ke hawale se mene msg Kia tha Kia baat hai waah sir aise hi gatay raheiey
ohohohohoh salute to this renditions for bringing such an great song for us jugal bhai pehle toh aapka badappan hai jo aap ne meri farmaish ka gaana gaaya aur dhanyawaad bahut bahut is gaane ka aur aapki aawaz ka intezaar hi tha aur sampada ji bhi kamaal hai bahut khoob
Jugal ji..superb voice...high pitch song ko bahot khoobi se nibhaya..lekin sampada ji ke liye ye pitch suit nahi kar eaha...actually in this song Rafi ji and Lata ji sung this song on different pitches...
Jugal JI excellently sung, bahut hi difficult song hai ye, mai to hamesha hi kehta aaya hun ki aap Rafi Sahab ke bahut closely gaate hain. aapne har chhoti-chhoti harqaten ko cover kiya aur bakhubi nibhaya hai
👌👌 Ek Baar Kahna chahunga Ki Rafi Sahab Ko jitne bhi Singers gate Hai Zahir Hai unme unki khud Ki voice Hoti Hai bawaood totly Rafi Sahab Ko copy bhi Nahi Karta phir awaz Rafi Sahab se touch Hoti Hai iska MATLAB Rafi Sahab Ki voice Ek tarah Ki Nahi thi
Wonderful effort at a lovely song. Something is missing at 2:00, where Sampada-ji misses the bracketed portion here: "Jhankar ki si dhardhari hain [than mein..ho..pyar ki inheen ] dhadakti, dhadakti fizaaon mein rehne ki raat aayi". This is probably a recording issue.