Тёмный

Dil Se Utar Bhi Nahin Jata | Ahmad Faraz 

Kitab e Maazi
Подписаться 392 тыс.
Просмотров 522 тыс.
50% 1

Ahmad Faraz the Legendary Poet of Urdu Adab
Dil Se Utar Bhi Nhi Jata
Recital Ahsan Shakeel
Qurbat Bhi Nahin Dil Se Utar Bhi Nahin Jata
Wo Shakhs Koi Faisla Kar Bhi Nahin Jata
Aankhen Hain Ki Khali Nahin Rahti Hain Lahu Se
Aur Zakhm-e-judai Hai Ki Bhar Bhi Nahin Jata
Wo Rahat-e-jaan Hai Magar Is Dar-badri Mein
Aisa Hai Ki Ab Dhyan Udhar Bhi Nahin Jata
Hum Dohri Aziyyat Ke Giraftar Musafir
Panw Bhi Hain Shal Shauq-e-safar Bhi Nahin Jata
Dil Ko Teri Chahat Pe Bharosa Bhi Bahut Hai
Aur Tujh Se Bichhad Jaane Ka Dar Bhi Nahin Jata
Pagal Hue Jate Ho Faraz Us Se Mile Kya
Itni Si Khushi Se Koi Mar Bhi Nahin Jata
Facebook : / kitabemaazi
Instagram : / kitabemaazi
Twitter : / kitabemaazi
For Business inquiry or Fan Mail
Call or WhatsApp: +260975146772
Disclaimer under section 107 of the Copyright Act of 1976,

Опубликовано:

 

20 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 249   
Далее
How to Build a Homemade Bike Using a Barrel
00:21
Просмотров 1,6 млн
Aa Kay Dekho To Kabhi | Adeem Hashmi | Sad Poetry
2:02
Peerzada Qasim - Ghazal - Sab jabr'e waqt ki .. ..
8:36