Main 1994 main discharge aya. Sarvice 10sal7maine tha sarvice element /disability element ppo main 60% likha hai. 2002 maiy 20% for life. grant hua hai. Lakin savice pension basic 18059/- mil raha hai. Disability pension abhi tak nahi aa raha hai. Abhi Kia korna hai? Pl inform.
Jai Hind sir, Mai PIVD L5- S1 me P3(P) hu. Meri service 20 years hai, co sahab ne shelter appointment unwilling Kiya hai.RMB opinion me Dr ne para 33 me serial number a,b,c,d kar sabhi me 5% Diya hai.maine surgery unwilling Kiya hai.injury report nahi hai. Mujhe kya milega.
Jai Hind Sir I am ex nk Roshan Lal Sir retired, December 1993 My RMB was there in 1996 but at the time my RMB was not there but I had a court case in 2019. Phr mere RMB hua me 20% disability mile But till now I have not received disability pension. When I talked about my records, they told me that my case has been filed in Humna MOD. Sir, did I get disability pension? Invalid pensioner retire, hu It's been 6 years sir, I haven't received pension yet.
Sir mera 15 sal 3 month hogaya mai 4 month MH admit tha P2 p hum merko Ghar Jana hai mereko pension milaga sir please reply karo Clk mereko pension nahin milega batarhahai
Sir, Mera case may court order invalid pension for whole life diye hai . May 1year 8moths 27days service karneke bud na na case may invalid out hua tha 1993 may. Mere ko invalid pension kitna milega.
Sir LMC pension out Ko disability pension nhi mil rhi hai to AGIF ka compensation to milna chahiye, jo ki may 2018 tk milta tha. Ya to SHAPE 1 Krke pension out karna chahiye.
Sir ji main 24yrs 20day service karke havaldar bank se 2022 August mein retire hua hun sar ji meri abhi tak RMB nahin Hui hai meri disability hypertension diabetes obesity P2 permanent hai kya mujhe disability pension milegi sir reply please
2022 retirement---- still RMB pending ... ? If normal retirement, no disability pension. Impairement relief admissible subject to disability attributable/aggravated by military service.
Sir Mera IMB ho raha hai ads case me 15 sal se pehle. Lekin kahin pension document mein on request likha hua mil jaaye to kya vah premature me count hoga
Sir mara migrain ka category hai uss mai “activated by military service” nhi likha hai uss mai “disability” likha hai aurr board section mai bol raha hai ki iss category mai kuch nhi mila ga kyu ki a “migraine “ ka hai category. Sir kya kara abi
Sir mai Hav suni sah 24 sal service kar ke 31 jul ko out hua hu Mai battal casualty hu Mera Assiment 16% diya hai Mere ko desebelety pension milega ki nhi
Sir mai 31 March ko pension Aya unwilling karke PPO me no shelter appointment in regt likha hai.disability 37 percent hai.atribute hai.lekin abhi tk kuch bhi nhi mila hai
Sir mai pension aiha 10% disabilities mai pension ahia Attribute to milatary service na koi disability pension.. Na koi Civil mai job Mil raha hai civil mai required shape 1 hota Na hamari pass etana talent hota ki Civil services Crack koru...ita better to come in Shape 1
Sir Mera disability 30% Tha aur Maine khud rejain de Dia Tha aur mere sarvic 7sal 6moth Tha muje only disability ellimint mill raha hai Kia muje sarvic ellimint mill sakta hai
Jai Hind sir sir mein Ex Nk G C MOHAPATRA sir mein shelter appointment mein discharge Aya huin aur mujhe 29% Mila hai kya mujhe disability pension milega
Sir mai 17.5 sal me Hav se ghar ja chuka hu 31 july ko primary hypertension ka p2p tha aur invalid out hua hu aur fild HAA ME catgary hua par kuch nahi diya hai aur mere sath jo hai 6 year service hai same category usko diya ja raha hai meri catgary ko NANA kar diya gaya hai mai ky karu please batayen
sir meri pehle 40% disability tha,abhi mera re category huva or 12% kr diya or mera disability bhi kt ho gya,m 3 year kr k imb out huva hu, please kuch batye m kya kru
Defence pension ki alag cpc honi chahiye kyoki civil service walon se compilation karke sarkar defence pension ko kam kam kar rahi hai. Offrs aur jco,s/ors ki pension mai bahut antar hai ismen bhi do alag formule ka istemal karke jco,s/ors ko loot rahe ho. Ath ek hi formula istemal kare nahi to budget jyada hissa offrs lelenga aur niche wala yani ki pbor hamesa ghate mai rahaten hai, offrs ki pay scale highest hoti hai phir unke liye alag formula kyon use Kiya jata hai, kya sarkar mili bhagat se kam karati ya dabav mai yahi Rona hai desh jawanon ka kyonki pratinidhitv mai rakha hi nahi jata hai. Atah sarkar se nivedan hai ki Bina bhedvaw ke kam kare aur pbor ka apman na kare. Dhanyavad
Jain sar sar Maine aapka bahut video dekha sar subscribe bhi hai mere pass aapka channel sar main yah Janna chahta tha ki main disability hun aur mera RMB ho gaya hai to sar aur main Apne rang ki puri karke a Raha Hun to kya mere ko Apne Jaise maine bhi last video dekha hai aapka ki disability pension to milega nahin Puri karke aaye ya parmeshwar aaye to samajh mein a Gaya sar ki nahin milega but sar man Lo abhi mere ko release kitna milega jo abhi aapane bola sar usne Mera 24% abhi Diya hai sar to sar main Janna chahta hun ki mera maximum mere ko relief Kitna mil sakta hai per Jay Hind sar
Sir aap khud bhi service kiya hai aap kya batana pahele bade bade Ghar se officer hote the aur badle main payment pension kuch nahe lete the tokan mony leta tha aur aaj ka sab nahi kuch % ka bahut hi kharb halat hai
If not attributable not aggravated it is zero. If Attributable or aggravated, your disability pension will be 30% of your service pension plus DR at current rate.
Yah dire dire ap ka sab kuch band karenge yani desh ki army ka vedha garak kar rahe hai inko desh ke jawanon se kuch Lena dena kuch nahi hai inko paise chahiye tabhi yah agniveer lekar aye hain is govt ne offers rank offers pension two mai hamari pension Manish kar ex-servicemen ko paise de diya jcos rank ki MSP ek MNS ko de diya jo Ek MNS AC room mein baith kar 8hrs duty karti hai usko jcos rank ki MSP de diya yani jcos rank ki MSP 5200 hai aur ek MNS ki10800