Thanks dear, kya aapne hamara aaj ka new dress design tutorial dekha? aap hamare channel pr jakar aaj ka new design video zarur dekhe and us video ko apna dher sara pyar de like cmnt zarur kre 🤗🥰💖
Pahle kamr aapne 40 inch kata h fir wo 27 inch bn jata h patti lagne k baad 30 inch bn jata h ye kase hua? Jab 40 inch kata h total to uska half 20 hona chahiye 27 kase hua plz reply belt se bilkul smjh nhi aaya
It means aapne vdo dhyan se nahi dekha ya fir aapka calculation correctly nahi he koi baat nahi me dobara bta deti hu, 👉 40 hip measurement he, 40 ÷4=10+3=13, so humne 13 ke round pr waist cut kiya open krne pr 26 huwa but curve shape me cut hone ki wajha se 1 inch badh gya jo 27 inches hogya, so hume sidhi patti ko 27 inches pr cut krna hoga
Mam body measurements ke hisab se hip size agar 40 ya 42 ho to isame kitne inch ki loosing add karni chahiye aur croch area kitna lena hoga please reply
Apne hip ke hisab se kamar ka nishani lagaya h. 40÷4=10+2=12 Ab 12 ko 4 se divide karenge to48 kamar ayegi Kyu samjhaye please Pata nhi sabko kya achcha laga is cutting me Measure me hi gadbar h
Aapke samjhne me hi gadbad he🤔👉 48 inches me 28 inches ki elastic aayegi, elastic dalne ke liye extra fabric chahiye hota he he taki jab hum pehne to hip se asani se chhadhta huwa jaye or kamar pr elastic fix ho jaye understand 🤨. Aen went hi kuch bi comment krne se matlab, RU-vid pr kisi ka tutorial dekhne aati ho to dimag ka ismal kro or samjho