Bhai Ye Method Kafi Devices Me Work Nahi Kar Raha And Abhi To Kisi Bhi Device Me Install From Storage Ka Option Nahi Aa Raha But Community Pr Bhi Yahi Method Diya Gaya Hai
Hi bro Mera phone install from storage nahi dikahara Android 12 se 11 ko down grade karne ke liye 4 din se dekhra hu Aur local install option grey colour me dikha touch bhi nahi horaa Please reply me sir😔😌
Hallo bhai plz reply kiya hum realme x50 pro ko sidha android 12 se android 10 par downgrade kar sakte hain ? Plz bhai reply android 12 me mobile ek dum bekar ho gaya gya hai gaming me realme x50 Pro se badiya realme 8 me chalta hai realme x50 pro me android 10 me 60 fps aate the or ab 35-43 ke bich me rehte hain 😫😫😫😫 Plz bhai reply
I don't have the 'install from storage" option on my recovery mode after updating to android 12. I tried the 1st method which was the "Local Install" but it still says software update failed
Realme 8i my mobile Maine roll back kiya tha per A.41per a chuka hun is per Meri sim vagaira kuchh Kam nahin kar rahi hai sim band ho chuki hai sar iska Koi solution nikaalo video bnao is per 2.0 se Ham kaise nikale 2.0 stable update mein kaise jaen A46
I've downloaded realme UI 3.0 early access on my realme x3 and my Airtel sim is not been recognised and I'm unable to make calls...Should i downgrade or wait until bug fix update?
Realme UI 3.0 is very bad for me.😐 overheating issues. app Crashed issues. Battery draining fast. app opening problem. some apps is not working. very very bad update 😐
Bhailog koi dikkat nahi ayegi rollback krne me aaram se karo koi problem nhi hoyegi Maine Kiya Aaj rollback ke 20 din baad yaha aap sabko bata raha hu ekdm makkhan chal raha hai phon pubg bhi ek makhan hai aur best quality Bhai log mujhe bhi follow karlo agar phone aacha chala tho follow kar lena 🙏🙏🙏 mujhe malum sab aa log accha use kar paoge mai warranty leta hu follow kar lena bhai h
Bhai phle tum about phone me jao Jo built version hai uspe 4 baar click kro aur developer mode on karo uske baad jo rollback file hai usko jaha download hai usko bahar copy karo uske baad about phone me Jaa ke ui 3 pe click karna uske baad 3 bindi pe jaoge tho local install karna uske baad jaha rollback file rakhe ho uspe click kr dena thoda tym lagega but ho jayega bro uske install pe click karna bhai Maine Kiya hai mera phone ekdm best chal raha hai aaj 20 din baad apko mai bata raha hu please mujhe bhi follow karna aur suno jab accha phon chalega taab follow kar lena 🙏🙏🙏ya tho pahle hi kar dena accha chalega hi iski warranty Mai leta hu bhai sahi taarika yahi hai ki aap apne about phone se hi rollback kare h
If You Update your phone Android 11 to 12 then you should downgrade but if your Realme Phone Come with Android 12 then don't do it.Because they Obtimize the phone according to Android version and Android 11 Phone Cannot Run properly if you update it to Android 12 in budget phone.
@@vedgaming2.063 bhai, Mera v 9 5g hai. Lekin waha pe 3 dot pe click karne ke baad "local install" option aa to Raha hai , lekin click ho nhi pa Raha hai. Aapne kaise kiya?
Check this video file search method ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-fPdBOqLAOOQ.html then search and slide to bottom then you get full process for your device Please subscribe for more 💖
Bhailog koi dikkat nahi ayegi rollback krne me aaram se karo koi problem nhi hoyegi Maine Kiya Aaj rollback ke 20 din baad yaha aap sabko bata raha hu ekdm makkhan chal raha hai phon pubg bhi ek makhan hai aur best quality Bhai log mujhe bhi follow karlo agar phone aacha chala tho follow kar lena 🙏🙏🙏 mujhe malum sab aa log accha use kar paoge mai warranty leta hu follow kar lena bhai