Hello ijaz ansari, ap sy ek request hai...meri dadi maa apky channel ki regular viewer thien, double pneumonia nd kidney problems ki waja sy unki tabiyat bht kharab hai ab or ICU mn hain...kindly unky liye dua krien or apny viewers sy b dua ki request krdein, kia pata ksi ki b dua qabool hojaye...shukria
But jo b ye sab ham social media pe dekhtay hain…this is our other side of personality for gaining views & followers. Simply kisi kam k start main 1 dafa Bismillah parhna kafi hota..baqi to ye sab dikhava hy (RAYAKARI)
Excellent recipe I tried myself as it was so easy to follow. My wife and children were very happy. Whenever we come to Pakistan will meet you in person Inshallah.
Ghar mein dakhil hote ya aik kamre se doosre m to salam karne k baad surah ikhlas prhen awal akhir durood sharif prhe dil m rizq itna mile k parosi tak barkat jaye IA ubqari wazaif
Khana khane k baad 3 baar surah quresh parhne se 1. Khana shifa bane 2. Pait weight kam karne kly 3. Khane m zeher b mila ho to asar na kare 4. Allah rizq e ruhaani r rizq e jismaani m barkat de ubqari wazaif
Psychological disorder ya jadu jinnat nazr e bad k ly bathroom ki dua prhn sote jaagte uthte baithte wazu bewazu hr haal mn girgira k Allah ke naam k dhyan se patient khud ya ghar wale patient ka sakht tasawur kr k IA shifa mile ubqari wazaif
Be aulad afrad asr ki namaz k baad 11 baar Ya Rahman prhe sans rok kr khoob tawaju dhyan yaqeen dil ki gehraiyon se chand hafte chand mahine mustaqil mizaji shart h IA mann ki murad zrur mile ubqari wazaif
Aulad ki berahravi k ly 2 tasbeeh surah ikhlas prhen awal akhir durood sharif prhe hazrat Umar ra ki rooh ko hadya krn k meri aulad k sar pr hath rakh dn IA aulad ko farmanbardari rehmat barkat takht bakht mile jin ki aulad ni wo apni naslo ka tasawur kre unhe IA aulad mile ubqari wazaif
Masha Allah bhai hmesha ki tarha bht achi recipe... Allah Pak salamat rakhy ap ko..... Beetroot halwa bnana sikha dain plz... Mjhe jo b bnana ho aap ki recipe try krti hon Aj dil kiya halwa bnaon search kiya tu ap ki recipe nhi mili
I love fried rice ..mny hmesha baher k khaye hn but ghr me asy ni bnty.mgr mjy ap py belive h ap jo bataty ho wesy hi bnta h khana .mny ap sy hi sb seekha h. But I'm sick on bed rest .thik hokr bnaongi
Walikum asalam....aap ki sari recipe bohat achi hoti hain or different style me hoti hain....mujhy aap ki yeh baat bohaat pasand hain aap bartan ko achi tarha se saf krty koi cheez zaya nhi hone thy... thank you so much itni achi recipe share ki....
Ijaz bhai m ny ek br fried ric khye thy unka colour grey tha or uska tst bht mzy ka tha m ny bht try kia wesy ric bnany ka nhi bny kesy bnain gy k color b grey rhy uska