Тёмный

Ep-6 मछली पालन मे तालाब के प्रकार🐬🦀 | Types of Pond in Fish Farming | Fish Farming Business Training 

RM Fisheries
Подписаться 64 тыс.
Просмотров 10 тыс.
50% 1

मछली पालन मे तालाब के प्रकार🐬🦀 || Types of Pond in Fish Farming || Fish Farming Business Training ||
#fishfarming #fishfarmingtraining #machlipalan
fish farming yaani machli palan bharat desh mein ek bohot hi tezi se badhne wala business ya व्यवसाय hai. fish culture karne ka tarika bohot hi technology based hota hai. Biofloc fish farming, pond fish farming RAS ye sab fish farming technology ke kuch examples hain
मछली पालन ट्रेनिंग कोर्स में आप क्या सीखेंगे :
Fish farming business in india
Why Fish Farming Business
Machli Palan kaise kare
How to start Fish Farming
Fish farming at home
Fish farming ki poori jankari
Site selection for fish farming
machli palan keise kare
Pangasius fish farming
IMC fish farming
singhi fish farming
panda fish farming
Murrell fish farming
Tilapia fish farming
fish farming in Biofloc
RAS fish farming
Machli Palan ka tarika
Feeding in fish farming
how to prepare fish feed
machli ko kya khilaye
fish farming in Uttar Pradesh
fish farming in Madhya Pradesh
fish farming in Chhattisgarh
fish farming in Maharashtra
fish farming in Bihar
fish farming in jharkhand
fish farming in Andhra Pradesh
fish farming in Gujarat
fish farming in Rajasthan
videos mein Machli palan training yaani fish farming ki offline aur practical training ke baare mein bataya gaya hai
4 din ki is fish farming ki training mein aap kaafi kuch sikhenge ki jeise machli palan ka business start kare ya keise fish farming business ki shuruaat kare
1 ekad mein kheti karne se munafa kam hota hai 1 ekad mein machli palan karne se adhik munafa hota hai
catla fish ki stocking batai gai hai... mein aapko step by step spawn se fingerling tak ki growth vidoes k madhyan se dikhaunga
ek saal mein keise do crop li jae.... video mein batai gai saari baareekiyon ko dhyan se samjh kar hi koi kadam uthayein
pichle video mein bataya gaya tha ki keise overstocking se aapko fish farming mein sabse bada loss ho sakta hai. sahi stocking keisi honi chaiye
machli palan mein daana yaani ki fish feeding kis prakaar se karwani hai wo bataya gaya hai.
aksar feeding sahi se na karwane se fish farmers ko fish variation ka saamna karna padta hai...jo ki nuksaan karwata hai baad mein...
kai aisi badi mistakes k bare mein bataya gaya hai jo ki responsible hai fish farming failure k lie..... fish farming pond yaani machli palan ka sahi tarika bataya gaya hai. fish farming mein water parameters ki poori jaankari aapko hamari ek series mein aasan tarike se milegi.
fish farming at home ya commercial fish farming ho....fish farming in Andhra Pradesh ho ya fir Fish farming in Tamilnadu, Fish farming in Uttar Pradesh ho ya fish fish farming in Chhattisgarh or Fish farming in Karnataka ho ya fir fish farming in Orissa ya bhale hi fish farming in West bengal ho.
ek ekad mein kitni machli daalni hai ye dekhne k lie hamare aur video par bhi nazar daalein.....agar machli palan mein munafa karna hai to is fish farming technical channel ko subscribe bhi kare lein
machli palan mein subsidy yaani government subsidy in fish farming par bhi jald hi ek naya video upload hoga
Singhi, Pabda, koi, Desi magur par bhi jald hi video daale jaenge
Agar aapko Grass carp fish farming bhi karni hai to machli palan ki poori jaankari ke lie bhi sampark karein
Grass carp kya kya khati hai ya fir grass carp machli palan
weise to hum fish farming ke dauran paani ka accha khayal rakhte hain aur talab ke pani ka pH, ammonia, Hardness TDS oxygen level sab check karte hain lekin zinda machli transport karte samay humein kuch aur baaton ka khayal rakhna padta hai
aisa tarika aap Kai machliyon mein apna sakte hain jeise Pangasius ya fir pankaj machli ya pangas fish , Monosex GIFT tilapia, Pabda, Singhi, Sanwal, IMC, Rohu Catla, Mrigal, Common carp, Grass carp
fish farming in Biofloc aur Biofloc tank setup keise karein ya fir Biofloc in pond ye sab to sab batate hain lekin hum yaha fish farming training mein aapko bohot hi saral tarike mein machli palan keise karein ye sikhate hain
Catla rohu mrigal k spawn ko keise bada karein uski bhi poori jaankaari training mein di jati hai
agar aap bhi machli palan ya fish farming business shuru karna chahte hain to fish farming business keise shuru karein ye sirf RU-vid pe na dekhein balki hamare training program ko join karein
7000717794

Опубликовано:

 

30 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 32   
Далее
Se las dejo ahí.
00:10
Просмотров 4,5 млн
Дикий Бармалей разозлил всех!
01:00
I Took An iPhone 16 From A POSTER! 😱📱 #shorts
00:18