GN sir mai 24 sal service karkey retirement ho raha hu.mera date of birth 1jully1978 hai jo ki 46 years age ho raha hai.Kya mai NOC lagakar 2025 up pcs exam de sakta hu please reply sir imidetly Kya form filup accept karega.
Sir RPF me SI ki bharti kab kab niklti hai,aur physical test kya kya hoga, written exam me kitna % pr selection hoga Ex service man ke kya kya chhut hai pl bataye
Sir bohar police si me ex service man ka kota hai Or bihar state govt kitna percent kota deti hai exservice man ko Sir mai 7 yrs complete hai aur mai 17 yrs complete karke niklana chahta hu
Sir mera age abhi 46 sal hogaya mein sI keliye Ja saktha hum Ex leliye kya padna padega our online aplication ka site kya aplication ka last date kab tak hai cheek kar ke badana sir
Si me usse apply nahi kar sakte sir , sirf kuch hi aisi vacancy h jisme vo eligible h , lekin haldi hi naya update milne waha - retired soldier ko alag se digree di jane ka , lekin kitna time lagega kuch kah nahi sakte
Sir video me puri detail se to bataya h , or notification bhi dala tha , ex servicemen ka PET nahi hota , PMT hota h , or height 165 lete h baki category wise relax bhi milta h 163, 160
Unke liye sirf departmental vacancy hi nikalti h , baji sabhi vacancy me koi chhut nahi h , jaise jo railway me h usko sirf railway ki upper level ki vacancy me hi chhut milegi bas , baki kisi other dept ki vacancy me koi chhut nahi h
Nahi sir pata military se retired soldier ko ex servicemen quota nahi milta , inki already service kafi lambi hoti h , inke paas usi service ko 60 yrs tak karne ka option hota h , isliye unko quota nahi milta , lekin kuch private sector or kuch govt sector me aisi vacancy aati h jinme inko relaxation mil jata h
क्या अग्निवीर को ex servicemen quota मिलेगा / agniveer quota / Agniveer 4 sal ke bad kya karen ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-YEuvMKLrwsE.html
Sir jai hind sir me retried hoke 1 year hua me category Haring loss huaa h2 (p) hu 10% disablety hai round of 50% diseblety hai attrivell to military service hoi RPF me apply kar sakte hai sir 16 years service Kiya hai sir
Aap chahe to apply kar salte ho lekin apko medical out kar dega sir , aapko police or force chhod ke kisi or govt job ke liye apply karna chahiye , kafi job h
Ramram sir mein abhi arty se pension ay hum 5 machine hogaya 28 sal serve kiya mera age abhi 46 chal raha hai mein mera Rank Nb sub southe railway mein Aplication kismen karoo our kab karoom,kisse karoom ap mob no dijiye
Pahle ex-servicemen select karo fir option milega , waise kosis karta hu video dalne ki , kisi cafe wale se ya emitra wale se try karo na , vo bhar denge
Nahi sir pata military se retired soldier ko ex servicemen quota nahi milta , inki already service kafi lambi hoti h , inke paas usi service ko 60 yrs tak karne ka option hota h , isliye unko quota nahi milta , lekin kuch private sector or kuch govt sector me aisi vacancy aati h jinme inko relaxation mil jata h
Sir sayad 10th walo ko graduate certificate nahi milta , 12th walo ko milta h , 10th walo ko Higher Secondary Education ke Equivalent certificate dete h
Bhar do form to , form bharne me koi problam nahi h , aage chalke medical me dekh lena kya hota h , waise agar abhi fit ho to ho hi jayega , agar nahi ho to fir defence ko chhod ke kisi or vacancy ke liye try karna
Ram Ram shab hav shyam singh negi dehradun 26 yes army musicians western & indian pipe band course 5 yers experience i have any job plz message ram ram sir,
@@Fauji-Lifestyle-सपना-वर्दी-काsir kuch bande sena me non matric bhi hai lekin wo log faouj me graduation kar liye hai to wo SI ki bharti dekh sakte hai plz reply
Ha RPF me ex-servicemen ko cast wise age relax diya h , apko 1 bar official notification ko acche se padhna chahiye , aap telegram pe msg kar sakte h , agar jyada jarurat ho to call kar sakte ho
Sir lekin vo sirf ex-servicemen ke liye hi h , baki ki bheed nahi h usme , or abhi ye bharti aa gayi agli bharti aane me kafi time h, to jinke liye h unke liye to jabardast moka h , agli bharti tak to age nikal jayegi na