Achcha Rk diesel Garage... Abi ek-do dino se mera BOLERO SLX BS3 2015 MAKE CRDI ENGINE GADDI.. chalte waqt...achanak Gear no.1 & 2 dono me se kisi me bi pickup achanak chala jata hai...engine to *ON* hota hai par accelerator full press karne se bi kamm nahi karta hai... Toh me gari ko *OFF* karke firse dubara *ON* karke firr 10-15mints tak gari ekdam thikthak chala leta hu... Aur jaise charai charta hu firse thori duur jakey wahi problems shuru hota hai... Me firr wahi technique chalata hu.. Lockdown ke chalte mera area me filhal kafi dino se kae ane-jane ka allowed nahi hai...to pls suggest me mujhe kya karna hai iss problem ko solve karne ke liye...aur han jabse aisa problem aya hai...sath me mera *Tanki-motor yani Fuel-pump* me se halka-fulka sound bi ane laga hai... Pls suggest me bhaijaan
Mere pass xylo d2/2012 model hai gari start hone ke bahd tik tik ki awaz Karti hai aur chalane me jatka de ke white smoke dete hai clutch dbane par nahi karti kai problem ho sakti hai
Same problem mere pass ek gadi me aa Raha hai but uska 4th number Ka enjector band tha aur Maine use service Kiya but gadi start Nahi ho PA rahi hai please aapeke pass Kuch ho to barao please
@@rkdieselgarage7617 Bhai bolero car pick-up nahible rahi 100ki speed chalne k liye 2ya3km k baad 100speed Hoti bht slow speed badti h kya problem ho Sakti h
@@mohammadibrahim4816 sabhi aache h aap khud dekho ki use kaise lena h khali daignose karna h ya programig karni h ha ak chiz or yadi aapke pas mahindra ka kam jayada h to aap Garuda lena