@@muneebahmad2994 brother I know you have experienced it that's why I was asking your Pov: pros and cons because the directorete test is coming and I will apply for it
@@shayanalisafdar8045koi worth nai hai. Data science infused ho chaki hai economics me or gcu ko kakh pta nai hai. Sirf economatrics ka subject acha jo jamshed sir parha rahy hn.
Or you create the value-up of the degree yourself. The first thing is that no one can benefit from the degree-up until you have acquired the ability yourself.
I am from sialkot and their are only few universties like umt ,grand asian, uskt ,gcu etc then i choose umt bcz software engineering is not in gcu so i want to become a software engineer and the thing is that all universties are same and if we talk about job market it depends on your skill so work hard and their are alot of youtube channels who are teaching coding so after your experience no one talk about your university i know very well how our education system is by the way it is pathetic universties are not teaching they are only doing business and alot of favourtism may allah give them hadayat
Thek hai UMT b meray bhai ny yaha sy BSCS kia hova hai aur aj wo Software house main job kar raha hai skills matter karti hai University nahi aur UMT study point of view sy sahi hai aur skill level b inka thek hai baki aagay jitni ap effort karo
truth about ucp environment likn whn ka study structure or labs ki conditions bht achi han mein khud ucp k musical or westren mahool se bht pareshaan hun likn parhai k standards kafi achy han !!!!
Degree ka mtlab hi hota tha ky aik aisa certificate jo iss baat ka saboot de ky apne iss field mein kaam kya aur koi na koi skills gain kein lekin afsoos aaj ky dor me Pakistan me degree aur skills mein utna hi farq hai jitna farq din aur raat me hota hai afsoos hota hai😢
Ucp ki ek khas bt y h k yhn study system bht acha h yhin pdh rhai wo alg bt h k modern mahool bht dia hua jo k glt pr study wise ucp is good university Hr koi pdh bi nei skta ucp ab faltu m fee bdha rhai 20 lac for just cs
I watched both of the vlogs titled "Fazool Universities in Pakistan". I have been working as a lecturer in some of the universities in Lahore. I get agree with you, though there can some of the universities be added in this list.
No doubt Pakistan mein private uni bhttt fahashi pehlaa rahi hein islamic country hony k bawajood concerts ho rhy hein lrky lrkian naach rahy hein aur aik singer ko 1 ya ady gntaa bulaa k lakoon pesy dety hein k youngsters attract hon to ziada students ayein...mein b superior mein admission lea tha 2020 mein phly mein satisfy nahi thee superior jany ko bcz mein es uni ka name kbi phly nahi sunaa tha meray marks sahi thy F.S.C matric mein but admission late krwany ke wjaa sy mein govt mein admission nahi ly skii...late admission ke wja sy mera admission superior mein krwa dea gaya...meray ghr Waly khty thy nahi sahi lgyy ge to koi nahi change kr lein gy...but mein jb First semester wahan praa to i was 💯 satisfied q k prahi achi the teachers mehnti thy..q k private uni mein teachers sy pocha jata camera lgyy hoty thy teachers ko monitor kea jata tha...Yeh department k HOD py bhtt depend krta...Agr department ka HOD honest ho to us department ke prahi bhtt achi hotie... Alhmdullilah study k about hmari HOD bhtt concern thein thori daer baad hmari HOD change ho gaein wo b theek thein but wo itni active nahi thein jitni phly wali HOD her chez ko monitor krna ...sb kuj dekhna...Phir atii hai bari concerts ke...Yeh Jo uni k chairman sb hoty un ko esy fahishi phlny sy lgta k students attract ho kr aein gy...hrr saal aik concert hotaa hr department k alg alg concert hota aur us ke fee ticket 3000 hotie the...Hm apny teachers sy baat krty thy hmein concerts jany ka shoq nahi hm achi family sy belong krty hein...agy sy sunny ko milta tha k beta hm kuj nahi kr skty...hmein peechy sy order hein...kabi yeh kaha jata tha k ap k portal py fee add kr dein gy agr nahi krwaye to kbi kaha jata tha ap peesy jama krwa dein nah ana.In short teachers ko b majboor kea jata tha by uni ...club member ko pesy jama krny k lea bkari bna dea jata tha k hrr students sy pesy submit krny hein aur jo nahi dy raha us ka hmein btaoo...aur marks km deny ka bolty thy... Islami jumharia Pakistan hony k bawajood yeh haalat hai in ko koi pochny wala nahi nah he govt koi in idroon pr pabandi ayyd krti hai...Pryyy likhy jahil...jo lrki/lrka practicing hony ke Koshish kr raha hota apny ap ko es vulgur mahol mein..bchany ke koshish kr raha hota yeh talimi nizam us ko b grkk kr k rkh deta...Is mahol mein apny imaan ko salamat rkhna he asli imaan hai..Allah hm sb ko siraat- e- mustaqeem pr chilaye..Ameen
Bilkul Sahi kaha ap nai Mai nai khudh isi wajah sai riphah Mai admission lia hai kui Kai wahan aisa Kuch scene nahi hai kaafi acha mahool hai no concert and follow Islamic rules😊
@@asmamalik3032degree ki value good hai aur ranking bi Achi hai... Lakin boht sary department bilkul bi achy ni Hain ....mtlib practical ni hota aur confidence building ni Hoti.... Bat actually yeh hai k wo kehty Hain na k scope bnty Ka apna hota hai to ap apni field mein jitni mehnt krein Gy utna hi apka career bright Hoga... Mehnt does mean only high gpa Mehnt means k gpa, hard work, practical work, confidence building, seminars and conferences mein bolna seekhna , research krna seekhna, true concepts seekhna research articles likhna seekhna , English bolna seekhna aur kal KO abroad scholarship kesy hasil Krni hai yeh seekhna aur kal KO Kisi gair Muslim ko Kuch smjhana prh jay video ya audio Py to yeh seekhna..apni field sy earning krna seekhna....aur apni field k ilawa Baqi fields jesy freelancing aur online and offline business seekhna aur earning krna..... Halal haram mein frq krna seekhna ... science k Saath aik Muslim ki true identity bi seekhna .......
@@asmamalik3032degree ki value good hai aur ranking bi Achi hai... Lakin boht sary department bilkul bi achy ni Hain ....mtlib practical ni hota aur confidence building ni Hoti.... Bat actually yeh hai k wo kehty Hain na k scope bnty Ka apna hota hai to ap apni field mein jitni mehnt krein Gy utna hi apka career bright Hoga... Mehnt does mean only high gpa Mehnt means k gpa, hard work, practical work, confidence building, seminars and conferences mein bolna seekhna , research krna seekhna, true concepts seekhna research articles likhna seekhna , English bolna seekhna aur kal KO abroad scholarship kesy hasil Krni hai yeh seekhna aur kal KO Kisi gair Muslim ko Kuch smjhana prh jay video ya audio Py to yeh seekhna..apni field sy earning krna seekhna....aur apni field k ilawa Baqi fields jesy freelancing aur online and offline business seekhna aur earning krna..... Halal haram mein frq krna seekhna ... science k Saath aik Muslim ki true identity bi seekhna .......
You are saying the bitter truth Bhai ma chahta ho Punjab university old+new campus k relevant video bnao plzz university ka environment, study, tests is sab ko expose kro plzzz❤🙏
Mai hud Soch Raha hn admission laina Ka Balka samjho lai Lia ha ..... Baqi ap mehnat Karo Value degree ki nai Balka insan ki Hoti ha Jo vo HUD banata ha
@@MaryamNoor-123 regarding sciences there is no such university that provides proper material for lab procedures, the course books followed by universities are decades old. We are taught old editions of books that are not enough. Government sector has teachers that prefer ego over student mental health. Teacher bachon ke sath zid laga ke bethte hain. And future bhi nhn hai koi sciences main siwaye teaching ke that to is extremely hectic aur financially bhi koi itna hass nhn hai aap ne university main admission lena hai i will suggest ke don't choose sciences (i am a government university student of microbiology semester 6). Main aapko dra nhn rahi naa hi khof zada karne ke koshish kar rahi hun bus aapko agah kar rahi hun ke pakistan main sciences ka scope nhn hai educational system support nhn karta sciences ko if you are serious about you future do a great research aur agar aap sciences main jana chahte hain to private universities are better wahan bachon ko sikhaya jata hai, wahan ek layout follow hota hai recent knowledge deliver hota hai naa ke 15 saal purana, aur science main discoveries to upto date hi pta hone chahiye. Punjab university research sector ke hisaab se better hai but you will learn a lot yeh nhn kaha jaa
میرا ایک کزن بدقسمتی سے یو سی پی کا گریجویٹ ہے وہ ایک کمپنی میں انٹرویو دینے گیا جاب کے لیے انٹرویور پینل نے ڈگری دیکھی اور کہا چل میرا پتر تو چھٹی کر.... باقی اندازہ لگا لیں 😁
Bs in universities ka yehi kam hai ....Art aur Education k name bi behayai pehlao 😢😢😢😢 Aisi hi universities sy phir thkr qism k directors niklty hain jo aisy dramas likhty aur direct krty hai.....😢😢jinko dekh k bndy ka apna character weak hojata.....😢
The islamia university of Bahawalpur ko bhe include kr lo waha py bhe same hai bs classes Hoti hain no practical Main Bs-Ai ka student hon or humary department main computer lab he nhi hai 😂😂
Assalam u Alaikum Kiya ucp se bscs karna theek hai.theoratical aur practical mei uni kitni focused hai Kindly aap sab apna honest opinion share kijiye ga
Iqrar ul Hassan Bhai app hmary national hero hain app ka hr kaam qabil tareef hae aur sb sy acha kaam is fraud ko by nqaab kia laqin please word kuta insaan ky liay na use krain chaye koi bhi ho gali na dian manty a app ka gusa hona sahi hae ye shuf shuf apni mistakes ko qabool nhi kr raha insha'Allah aik din ye jail main zaroor hoga (Ameen)