Asalamalikam bahi jan app ka shikar dhekh k maza ayya par aik request hai choti manchali waspish chori diya kirrain aur khoshish kirrain k had se Zeeda shikar mat kirrain is machilion ki naal katam honnay ka dar Hota hai … Pakistan m logo zeeda shikar kir k birds ki kahin nasalain katam kir di hain ….jo galat baat hai . Thora shok shikar kirrain aur Allah ki Banani hui makhlook ka khalyal rkhain jazakAllah payaray bahi …. Allah ap khush rakhain 🧡