Pawanji namaste Please reply karna 🙏🏻🙏🏻 Mera suspension ka acha kaam hua hai Per mera gaadi ka steering chalate time pe right mein automatically ghumta hai to muze steering pakd ke gaadi chalana padta hai. Wheel alignment sab barobar kiya hai tyres bhi ache hai. Please problem kya hai bataye 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Mera cruiser ki ek or jyada problem hai pawan ji gaadi ki service centre 200 mk hai pump or egiar dono servising kiya fir bhi duwa kaala Or jyada aata hai?
Sorry pawan ji or ek problem hai. Main highyalty thandi jagaha me hun mera cruiser morning me start hone me lamba self karna padta hai self bandej jane ki dar hai kya karan hai baki gadi to aram se start hoti hai please bataye