aap masha allah hamisha araam se pakar kete hain..aur aap ke video's ke khaas baat ye hai ke hame seekne ko zaroor melta hai.bhot mehrbani hashim bhai.
Aoa bhai g mery 1, 2 joray anday tuo dety hain pr un main sy bachy nhi niklty doste khety hain narr change kr doo pr woh main ny krna nhi usi joray ky bachy leny hain koi ellaj hai iss ka
sir g mere pas aik purana nar kabootar achi nasal ka hai lekan pata nahi us mei kia masla hamosh beta rehta hai aur wo masti bilkul nahi karta bus hamosh beta rehta hai me ne ap k video k mutabiq dawayyan bhi de hai lekin koi farq nahi howa agar hosake to help me ....