Main nah garm suger water main gulb jamn dalya toh wo hard ho gaya boht.pata nahi in youtuber k pas kon sa jado hai marya kabi b gulab jaman soft nahi bantya.
gulab jamun hard ki sirf aak waja hay ap nai gulab jamum ka batter hard banaya. is leyai hard huyai. or gulab jamun garam chashni mai he dalay jatay hain. ager ho saky tou meri gulab jamun ki new video daikh lain us mai mai nai zeyada detail say bataya hay.