Hamain tou kissi Hindu dance ka patta nahin hay laiken yeh Hazara ka bhoat puraana dance hay jissay KUMBHAR kehtay hain ore shaadi behaa per kiya jaata hay. App ke paas aggar koi iss tarha ke Hindu dance ka link hay tou hamain bataaen hamm ussay zarroor daikhain gay.