Mein mahzrat Chahta hoon.mufti Sahab aap NB bhi bayan krein toh ksi aik mozo pr bayan Kia karein Aap Ka bayan samajh mein nhi aata ke bayan kis Mozo pr ho rha hai
Acha bahi mujhy batao tamam ahle sunnat Ka aqeeda hai ky saydna Abu bakkar Sadiq r.z Afzal basher bad ez anbiya hain. Phr kyun hazrat Ali, aur hazrat imam Hassan, Hussain ky sath alhe slam (a.s) Kathy Hain aur Hassan Askari, jafir, imam Mahdi in sab ky sath bhi alhe slam (a.s) kahty Hain. Jab ky hazrat Abu bakkar Sadiq ky sath razi Allah anha r.z.Ya ziadti Nahi hai Kia.?? Jab Afzal basher bad ez anbiya saydna Abu bakkar Hain to UN ky sath kyun Nahi Kathy.??? Me to AJ sy Abu bakkar Sadiq a.s likhoo ga.😊
Arey pyaare movlana sb jab kabhi jis subject ke topic par bayan ho meharbani hye ke usi topic pe baat kia karo . Aap shuru karthy Bismillah se par khatam kisi avur ke naam se. Bichare bachey confuse hojatjy hye .
Mufti tRiq sahab kya satyagay ho khA hazrat Umar faruq ki baat karrhete the aur duniya dari ki baat karne Lage peer pigambaro ki baat karte duniyA dari me kiyon gush jate h hame lagta h ki aap ki tabiyat thik nahi raheti h faltu ki baat kar ke dimaag ke kide giradiy 😲