Mere ghar ke pass ev open area me park karan padega, ab tho barish ka season start hone vala hi ky agar vida ko rain cover dalke open areya me bariah me rakhne se koyi dikkath ho gi kya. Aur charging ke leye batteries nikalte time agar battery pe halkase barish ka pani se bhignse kuch dikkath ho gi kya, my vida plus lenaka irada hi lekin sahi parking nahi hy na is leye darthahu plse raply Tq
Me aaj service centre gaya tha , unhone tcu to update kiya lwkin wo 4.0.1 krke de diya h. Bol rhe h ki 4.1.28 abhi system me nahi aaya h... Aisa bhi hota h kya...?