Тёмный

जीव आत्मा के जन्म से पहले की सम्पूर्ण यात्रा || प्रशांत मुकुंद प्रभु 

ISKCON Dwarka
Подписаться 1,9 млн
Просмотров 3,8 тыс.
50% 1

ISKCON Dwarka Live
Ekadashi Story
#iskcondwarka #iskcon #iskcondwk
L I K E | S H A R E | S U B S C R I B E | C O M M E N T
___________________________________________________
**Website - iskcondwarka.org/
**Facebook - / iskcon.dwarka
**Instagram - / iskcon.dwarka
**Twitter - / iskcon_dwarka
**Donate For Sudama Seva -
iskcondwarka.o...
If you want to share your heart out, call us - 9971766666

Опубликовано:

 

15 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 33   
@SurinderKumar-cg8lw
@SurinderKumar-cg8lw 8 дней назад
Hera Krishna prabhu ji. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌷🌹⚘️🌷🌹⚘️🌷🌹🌹⚘️🌷🌹🌷🌹🌷🌹🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️🙇‍♀️
@pawangavde8897
@pawangavde8897 8 дней назад
Hare Krishna Prabhuji ❤❤❤❤
@lipunkumar9606
@lipunkumar9606 8 дней назад
Dandvat pranam prabhuji 🙌💙
@KrishnaHela-y4c
@KrishnaHela-y4c 8 дней назад
Hare Krishna prabhuji 🙏 ♥️ 🥀🥀🥀🏵🥀🥀🥀🥀🌸🥀🥀🥀🥀🥀🌸🪷🥀🥀🥀🥀🥀🥀🌸🥀🥀🥀🥀🥀🌸
@shishupalruel4389
@shishupalruel4389 9 дней назад
हरे कृष्णा,प्रभुजी। दण्डवत प्रणाम
@komalbedigupta8391
@komalbedigupta8391 9 дней назад
Hare Krishna Prabhuji 🙏🏻
@nalinseth123
@nalinseth123 8 дней назад
Hare krishna prabhuji dandwat prnam from NOIDA Thanks prabhuji
@preetichoudhary8171
@preetichoudhary8171 6 дней назад
Hare Krishna prabhuji panchang prnaam 🙏🙏 wonderful class prbhu ji thank u 🙏🙏
@richakhetan1260
@richakhetan1260 6 дней назад
Haribol katha Prabhuji Pranam,🙏
@SunilSingh-iw8hw
@SunilSingh-iw8hw 7 дней назад
Hare Krishna parbhu jee 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@ananthasayana_Krishnamurthy
@ananthasayana_Krishnamurthy 9 дней назад
HARE RAMA HARE RAMA RAMA RAMA HARE HARE.🙏 HARE KRISHNA HARE KRISHNA KRISHNA KRISHNA HARE HARE.🙏
@rinkirajak9750
@rinkirajak9750 9 дней назад
Hare krishna prabhu ji apko parnam
@shobhagupta958
@shobhagupta958 8 дней назад
Very knowledge giving lecture
@raghavgoel3926
@raghavgoel3926 9 дней назад
Hare Krsna prabhuji pranam, thank you for such an eye-opening katha which reminds us that this samsar is just a dukhalayam where there are only janma-mrityu-jara-vyadhi which can't be cured by even the so-called greatest scientists. Some points are: 1) Iccha aur dvesh, ye humari diseases hai since time immemorial, aur jab tak hum Hari-Guru-Vaisnava ki kripa se inse paar nahi paate, tab tak ppunarapi jananam chalta rahega. 2) Bhakti ke liye Aparadh-bodh aadi hona bhi bhot avashyak hai, parantu sirf isi ka bodh karke pareshan hona, aur jo vastavik prayojana-bodh hai, agar vo nahi karenge to Bhakti mei anand nahi aa paayega, jisse Dheere dheere hum kahi Bhakti hee na chod de. 3) Jo Guruji Diksha ke madhyam se vastavik janm dete hai dusra janm, ye Guruji ki aisi kripa hai ki Duniya-Bhar ke heere-jawarat se bhi ye nahi chukaya ja skta, vo bhi anekon karodon janmo mei bhi nahi. 4) Hum ye cheez to shravan to kar lete hai ki ye sansar Dukhalayam hai, par hume aaj tak realize nahi hui ye baat, tabhi hum subtly Bhautik sukh ki kaamna karte hai, isliye ye sansar abhi tak nirras laga nahi, parantu jis din vastavik Saubhagya utpann hoga, uss din ye sansar dukhalayam lagne lagega aur Sadhu-sang mei Hari-Guru-Vaishnava ki seva se Srimad Bhagavatam ki sharan grahan karke ye dukhalayam Rasalayam ban jaayega. 5) Indriya-Bhog to ati-neech yoniyo mei bhot adhik matra mei hai, indriya-Bhog to tucchh hai, kintu ye Manushya shareer bhot Bhagyo se milta hai, isliye ati-sheegra Guruji ki sharan grahan karke Bhagavatam ka raspaan karna chahiye aur isse sansar se Vairagya utpann ho jaayega aur Krsna prem ki vriddhi hogi.
@latapal2202
@latapal2202 9 дней назад
Hare Krishna provu koty koty panchanga pranam neben thank you for your information ❤
@yash1406
@yash1406 9 дней назад
Hare krishna 🎉🎉
@kanchanbholla1645
@kanchanbholla1645 6 дней назад
Hare krishna 🙏
@priyankabhalla1974
@priyankabhalla1974 7 дней назад
Hare Krishna Prabhu ji pranam You took Very elaborate and divine class on Shrimad Bhagwatam shlok sankhya 3.31.26 with lots of valuable teachings. As told by you in this katha regarding 3 types of jeev, we realise that you are actually Nitya Sidh chosen by God to enlighten Nitya badh jeev like us एसबी 3.31.26 शयितोऽशुचिपर्यङके जन्तु: स्वेदज-दूषिते। नेशः कण्डूयनेऽङ्गानामासानोत्थानचेष्टने ॥ 26 ॥ अनुवाद पसीने और कीटाणुओं से भरे गंदे बिस्तर पर लेटे हुए, बेचारा बच्चा खुजली से राहत पाने के लिए अपने शरीर को खुजलाने में भी असमर्थ है, बैठने, खड़े होने या यहां तक ​​कि हिलने-डुलने की तो बात ही छोड़िए। Kapil Bhagwan Devhuti mata ko bataya hai yeh shlok Manav jeevan ki mehatavta samajh aa jaye to hum kewal wahi karya karenge ji karne yogya hain. Shastron ke anusar hain...jaisa ke Bhagwad Geeta 16.23 me bataya gaya hai. अध्याय 16.23 य: शास्त्रविधिमुत्सृज्य वर्तते कामकारत:। न स सिद्धिमवापनोति न सुखं न परां गतिम् ॥ 30 ॥ अनुवाद जो मनुष्य शास्त्रों के आदेशों को त्यागकर अपनी इच्छानुसार आचरण करता है, उसे न तो सिद्धि प्राप्त होती है, न सुख, न ही परमगति। *Bg. 7.27 इच्छाद्वेषसमुत्थेन द्वन्द्वमोहेन भारत । सर्वभूतानि सम्मोहं सर्गे यान्ति परन्तप ॥ २७ ॥ Translation O scion of Bharata, O conqueror of the foe, all living entities are born into delusion, bewildered by dualities arisen from desire and hate. * Hamare sansar me aane ka karan icha and dwesh hai .Yeh sanskar hum me abhi bhi hai. * Bhagwan ne sabse pehle apna swaroop vaibhav failaya. Fir tadroop vaibhav failaya. Vishnu ji me 60 gun hai,Krishan ji nij dham Vrindavan me 64 gun exhibit karte hain. * Venu madhuri, roop madhuri, prem madhuri, raas madhuri ko chupa liya tad roop vaibhav me apne Vishnu roop me * Krishna keh rahe tum mera hi ansh ho. Satchitanand ho. But fir bhi sab dukhi ghoom rahe hain . * Chatur mukhi Brahma bhi mohit ho jaate hain Bhagwan ki srishti se. Aise bahot saare Brahma hain alag alag loko ke jo Bhagwan ki ek jhalak paane ko atur rehte hain. Pranam karte hue sab Brahma ke mukut takrane se zor se tankar hui. * 3 type of jeev banaye Bhagwan ne...Nitya mukta jo Bhagwan ke Parshad ban kar nitya sewa karte hain jaise Yashoda, Nand. * Kuch jeev Bhog ki icha se, malik banne ki icha se is Prithvi lok par aye ..Nitya badh bab gaye * Kuch jeev ko Bhagwan ne Nitya sidh banaya jinko sewa di gayi nitya badh ko gyan de kar Bhagwan ke dham wapis laane ki . * Ved ka arth hai gyan, Vedna matlab pain jahan ved ka gyan nahi wahan dukh hai. * Chaitanya Mahaprabhu ne tattva diya achintya abhed bhed tattva. Hum samaan bhi hain Bhagwan ke but different bhi hain. Hum अणु है भगवान विभु हैं . * Shastra hum par nahi rahe. Bhagwan ki 2 shakti sansaar me kaam karti hai. Avaranatmika shakti and Prekshatmika shakti. Jaise hi jeev atma ka janam hota hai..atma Satchitanand hoti hai but avaranatmika shakti se covering ban jaati and Prekshatmika shakti neeche ki aur kheenchti hai jeev ko. In dono shakti ko kaatna bahot difficult hai. Kewal sadhan bhakti ke bhajan marg se ritual se nikal ke spirituality ke marg se ja sakte hain. Siraf Bhagwad me , bhajan me nishtha kar ke is covering ko kaat sakte hain. * 84 lac yoni me 9 lac fish hain 20 lac prakar ke ped paudhe hain 11 lac prakar ke sarp kenchue hain 10 lac prakar ke pakshi hain 30 lac prakar ke 4 foot par chalne wale animals 4 lac type of manushya hain * Sanatan arth jo sada virajmaan rehta hai. Na atma kabhi marti hai na Parmatma kabhi marte hain..usko sabatan kehte hain and is sambandh ko janne ko bhakti kehte hain. * Prem sukshm azadi me hi ho sakta hai. Baandh kar bhakti nahi hoti. * Agar kisi shudh vaishnav ke anugat ho jayen, ashray grahan karen to Bhagwan kripa kar ke apne dham le ja sakte hain. * 4 prakar ke janam hain beej se, paseene se, ande se uttpan hone wale, ma ki garbh se janam hone wali yoni. * ŚB 2.3.2-7 me different dieties bataye to worship *One who desires to be absorbed in the impersonal brahmajyoti effulgence should worship the master of the Vedas [Lord Brahmā or Bṛhaspati, the learned priest], one who desires powerful sex should worship the heavenly King, Indra, and one who desires good progeny should worship the great progenitors called the Prajāpatis Etc. *Durlabh manav shareer paane ke baad bhi jeev bhog me laga rehta hai. * Janam le kar jeev itne dukh me hota hai. Poorv janam ka smaran kar rota hai to rota hai v hansta hai bacha. * Guru ki kripa ne humko shukra ki sthithi se nikaal kar savitra janam diya. Hari naam diya. Guru kripa ko diamond, ratna , mani de kar bhi chukaya nahi jaa sakta * Prabhuji is poori katha ki sabse valuable seekh yeh hai...84 lac yoni me manushya jeevan pa kar rare of the rarest manav yeh samajh paata hai ke sansaar me dukh hai. Dukhalayam ashadhvatam as told in B.Gita. * Bhagwan se kewal yeh mangna chaiye ke aaoke charan na choote and Bhaktin ka sangh ne choote * Yahan sukh mikne wala nahi. Andar baitha parmatma bhi dukh dukh ki awaz deta hai * Dukhalaya kabhi sukhalaya nahi ban sakta kewal rasalya bana sakte hain Bhagwan ka naam le kar, Hari katha sun kar . * Jaise sarp ke kaat jaane se vyakti ke shareer me poison phail jaata hai to neem khilate hain tab usko neem meetga lagta hai but dheere dheere zehar utarne par neem kadwa lagta hai to pata lagta hai ke zehar utar gaya * Aise hi humko maya roopi sarp ne dans liya hai. 4 niyam follow kar ke hum ne kaoda badha hai zehar faile nahi, harinaam ka mantra chal raha hai but check kaise karen ke maya se bahar aye hain ya nahin. To check this we should ask ourselves agar sansar me abhi bhi sukh ka anubhav ho raha hai to matlab abhi bhi maya se grasit hain hum. Jis din dukhalayam ka anubhav hoga samjho maya se nikal gaye. Paramhans ban jaata hai vyakti. * Dukhalayam ko sukhalayam banane ka athak prayas kar rahe hain but this is not possible... experiencing the pangs of material miseries give enlightenment. * Dukhayam Rasalayam me convert kewal Bhagwatam ki sharan me jaane se ban sakta hai * Jisko dukhalayam samajh aa gaya and is chakra se nikalna ho kewal Krishan ji ki sharan me jaane se hi possible hai. * ŚB 11.9.29 लब्ध्वा सुदुर्लभमिदं बहुसम्भवान्ते मानुष्यमर्थदमनित्यमपीह धीर: । तूर्णं यतेत न पतेदनुमृत्यु याव- न्नि:श्रेयसाय विषय: खलु सर्वत: स्यात् ॥ २९ ॥ Udhav ji ko Bhagwan ne geet sunaya. Tatparya bahot bahot bhagyashali hota jo manushya shareer pa kar uske arth ko samajhta hai. Ke yeh sab temporary hai..anityam hai. Nitya ki kaamna karna murkhata hai. Himko Apne saare prayas Krishan ko paane me lagana chaiye. * Karan sagar paar kar ke jab golok dham jayenge tab girenge nahi wapis kyunki Bhagwan poora check kar ke hi le kar jayenge ke koi icha baaki to nahi reh gayi hai. * Prabhupad ji ke antim words hain aur kucho icha nahi. * Vyakti ko indra tripti ke liye to bahot yoni mil jayengi but is durlabh manav shareer ko kyun waste kar rahe ho...fir se mal mootra me pare rehna padega....abhi sarvshrestha chance mila hai bhakti kar ke isme se nikalne ka. Bhagwan bhi tabhi uthayenge jab atur pukar karoge. * Beautiful eg of atur pukar given in Gaur Govind Maharaj, HH Loknath Swami ji incidence of Bhuvneshwar temple in 1977. Kaise Gaur Nitai ke liye atur pujar kari Gaur Govind Maharaj ne...and unko jab Gaur Nitai ki sewa karne ka mauka mila to unko prem ho gaya vugrah se. Tab HH Loknath swani Maharaj jab unko wapis lene aye to Vigrah itne bhari ho gaye ke apne sthan se hile nahi. Bhakt ki atur pukaar par Bhagwan ne yeh leela ki.. * Is bhakti ke beej ko sambhal lo waste nahi karo. Jo bhi karam karo uske parinaam jaan lo pehle ke kya hoga tabhi him apni bhakti ko bacha payenge and prasannta poorvak prachar bhi kar payenge Thankyou so much Prabhuji for this wonderful enlightening katha apne hridya se sunane ke liye.🙏🙏🙏🙏 * *
@happydey5745
@happydey5745 7 дней назад
Hara krishna prubuji 🌹🙏
@nishamawa8824
@nishamawa8824 9 дней назад
Wonderful session prabhu g ❤🙌👏👏👏👏👏👏👏👏
@MukeshSharma-sc4pe
@MukeshSharma-sc4pe 9 дней назад
Radhe Radhey 🙏🌺
@poonamsharma-pz7np
@poonamsharma-pz7np 9 дней назад
Hare Krishna ❤
@PavanPatil-po7wh
@PavanPatil-po7wh 8 дней назад
God krishna ❤
@PurnimaChauhan-n4s
@PurnimaChauhan-n4s 9 дней назад
Hara Krishna Prabhuji 🪷🙏
@legendaan
@legendaan 9 дней назад
Hare Ram Hare Ram Ram Ram Hare Hare Hare Krishna Hare Krishna Krishna Krishna Hare Hare🙏🙏🙏🙏🙏
@nha.mahajan
@nha.mahajan 9 дней назад
Hare Krishna prabhu ji Parnam 🙏 Wonderful class prabhu ji, This class is rich in knowledge and offers numerous learning Thanku so much prabhu ji 🙏 May Sri Sri Radha Shyam Sundar always bless you with good health, so you can continue to deliver these sacred teachings to the fallen souls, helping to awaken their barren hearts. 🙌🙌
@RekhaNegiVlogs
@RekhaNegiVlogs 9 дней назад
Hare Krishna prabhu ji dandvat parnam 😊
@ajayrohila1156
@ajayrohila1156 8 дней назад
Hare Krishna Prabhu Ji PAMHO!
@archanasrivastava1121
@archanasrivastava1121 8 дней назад
HARE krishna prabhuji pranam 🙏
@nehadas9419
@nehadas9419 7 дней назад
Hare Krishna Prabhuji 🙌
@shwetabatra7779
@shwetabatra7779 7 дней назад
Hare Krishna Prabhuji, Pranaam. 🙏
@BibekPaudel-yb5hp
@BibekPaudel-yb5hp 3 дня назад
Hare Krishna Prabhu ji 💐 🙏 🙌
Далее
# funny#daily#vlog#family#prank
00:12
Просмотров 7 млн