As a Naga manu, Hindi doh jaruri hai sabko sikhna chahiye jitna ho sake isliye ki jab hum Nagaland ke bahar kuch kam se yh padhai karne jate h tb unse communicate karne keliye easy hoga haan Hindi jaruri hai English bhi sabhi ko pta nhi hotai wha aur jo Bhasa bhi sikho khudke benefits keliye hi toh hai hume ignore nhi krna chahiye THANK YOU ❤
@@lungchey8840 hum Naga Hindi bolna nahi chahiye, kyuki hum Naga India Wale se koi miljul nahin hai.hum Naga log Chinese se barabar hai. Hindi sikhna bhi zaruri nahin.