Тёмный

Hindu Marriage act 1955 section 9 in Hindi | Restitution of conjugal rights | HMA 1955 

Mr & Mrs LLB
Подписаться 7 тыс.
Просмотров 45 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

21 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 56   
@ramdasvarhade5763
@ramdasvarhade5763 2 месяца назад
Mym apse contact kaise hoga plz
@ramdasvarhade5763
@ramdasvarhade5763 2 месяца назад
Muje apse appointment chahiye ap jaldise muje reply dedo
@krishnapatel4112
@krishnapatel4112 Год назад
Bahot hi Achha samjati he tx
@minakshidas4994
@minakshidas4994 2 года назад
Thank you ma'am
@radhekrishnasanatan7808
@radhekrishnasanatan7808 Год назад
Thank you but if respondent doesn't go to hearing what can happen
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 Год назад
Exparte order hoga
@mrandmrs.chanana
@mrandmrs.chanana 4 года назад
Good
@PANKAJ_KUMAR-VERMA
@PANKAJ_KUMAR-VERMA 2 года назад
पुरुषो के लिए दुनिया का सबसे भद्दा मजाक सेक्शन 9 है,,
@subodhpal4257
@subodhpal4257 2 года назад
Meri shadi UP mukhyamantri samuhik vivah yojna ke tehat hui thi lekin ladki mere sath ghar nahi aayi thi waha se shadi hokar Or ek mahine bad mujse rishta tod dia hai ladki b mere sath nahi rehna chahti Or wo iss shadi ko shadi nahi manti, kya main is case me section 9 file kar skta hu...? mere pas marriage certificate h jo waha se mila tha or us din jitne jodo ki shadiya hui uski proper list hai or kuch photos hai jisme hum dono ek dusre ke gale me jai mala dalte hue bhi dikh rhe hai..
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 2 года назад
Yes u can file petition under section 9 of hma
@subodhpal4257
@subodhpal4257 2 года назад
@@mrmrsllb4247 main delhi me rehta hu or ladki UP me rehti hai or hamari shadi UP me hui th kya me Section 9 ka case delhi se dal sakta hu..?
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 2 года назад
File to kr skte ho Baad mein transfer ho skta hai ager aapki wife karwana chahe
@Rochelle1510
@Rochelle1510 Год назад
This video has more details than the other videos i have watched
@rahulwadhwa9939
@rahulwadhwa9939 2 года назад
🙏🏿🙏🏿🙏🏿🙏🏿🙏🏿🙏🏿🙏🏿🙏🏿
@manishsoni2162
@manishsoni2162 2 года назад
Superb 🤍🤍🤍 explanation 😊
@PB13_WALE_
@PB13_WALE_ 2 года назад
Time period kitna hoga mam under section 9 I mean kitne time tkk rights provide kr diye jayenge party ko
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 Год назад
Depend krta hai kitni fast chalta hai case , one year se upar bhi lg skta hai time
@PB13_WALE_
@PB13_WALE_ 2 года назад
Agr dono parties pehle hi agree ho alg hone ke liye to time kitna lgega divorce me section 13
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 Год назад
1 year separation ager hai uske baad section 13b hma mein divorce file hoga ,6 month se upar ki date lagegi ,or during that period time wave krne k liye application move krni hogi or second statement pahle hi ho jaayegi 2 month mein bhi ho skta hai divorce
@DhARAnsH14
@DhARAnsH14 2 года назад
Mam 22 july yani yesterday mujhe summum aaya h husband ki taraf se, 19 March ko usne mujhe bahut mara tha mere pas pic b hai, tb se mai mayke me rah rahi hu,or iske phle 13 July 2021 ko b usne mara tha to maine thane me jake report ki thi,usne tab Rajinama kara tha, pr fir dubara mara or me mayke aagyi hu to summun bhej dia, kya wo galat sabit hoga court me plz bataiye
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 2 года назад
Yes bilkul hoga Jo complaint aapne ki hai uski receiving le lo or Jo aapke pass photograph hai wo niklwa lo Medical ager hai to wo bhi use kro Aap kisi local Advocate se contact kro ,ager aap hmse legal advice lena chahte hai to aap Instagram or contact kro but hmari advice k liye legal advice fee hai
@DhARAnsH14
@DhARAnsH14 2 года назад
@@mrmrsllb4247 thanku so .much ma'am
@neetukumari720
@neetukumari720 2 года назад
Hii mam hmne court marriage kiya or mere husband ne is sadi ke bad dusri sadi mujhe bina btae kr li hai ab Mujhe kya krna chahie
@negidilwar9033
@negidilwar9033 2 года назад
Mere se
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 2 года назад
Aap proof collect Karo or action le skte ho Aapke maintenance k rights bhi hai
@PratikSureka
@PratikSureka 4 года назад
Super video madam ji..good advice given by good madam
@sundernagarcityboy2350
@sundernagarcityboy2350 3 года назад
क्या सेक्शन9 में स्पीडी ट्रायल की एप्लीकेशन का ऑप्शन है।। अगर डिस्ट्रिक्ट कोर्ट में सेक्शन9 अभी किया हो। या हाई कोर्ट से एप्लीकेशन भेज सकते हैं।। डिस्ट्रिक्ट कोर्ट में।।
@Jeetu0301
@Jeetu0301 2 года назад
Section 24 maintenance
@cooldudde3541
@cooldudde3541 3 года назад
Very well explained
@drsandipkolte8173
@drsandipkolte8173 2 года назад
Kya bigamy me agar patni ne agar dusri shadi ki hain.. Baad me agar pati ne bigamy ka case dal diya. Baad me biwi ne compromise karke fir pati ke pass ana chahe to aa sakti hai kya
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 2 года назад
Yes aa skti hai Kyonki second marriage to waise bhi valid nhi hai
@deepannitamukherjee2413
@deepannitamukherjee2413 3 года назад
Keya kanun ke hisab se after marriage female ko name change karana jaruri hain????
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 3 года назад
Nhi kisne kha aapko aisa bhi hai
@SantoshPatil-yd4xi
@SantoshPatil-yd4xi 2 года назад
पत्नीका सेक्शन 9 का केेस डिश मिस हो गया अब पत्नीला DV,498 मे क्या होगा?
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 2 года назад
Koi effect nhi hai section 9 ka
@Jeetu0301
@Jeetu0301 2 года назад
Court can never compel.
@shobhitgarg5707
@shobhitgarg5707 3 года назад
Nyc
@Jeetu0301
@Jeetu0301 2 года назад
Pehli wife hi case file kar sakti h
@Jeetu0301
@Jeetu0301 2 года назад
No more to retain ghar toh hi case hoga
@manghamangha5472
@manghamangha5472 3 года назад
90percent section 9. Ka case ladies ke Khilaf huwa hai unka Torture hota Raha hai 1955mein jab ye section bani 90 .percent ladies anpadh hoti thi torture ke Ke kaaran wo sasural nahi jana chaahti thi mata pita paraya dhan Samajh kar case kee. Pairvi nahi Karate the order lakar husband Usko police kee help lekar jabran Utha lata tha ye Maine dekha 1967 Ki baat. Hai. Jab main 7 saal ka tha us samay Maine dekha. Ki kayee log aur police ke saath husband patni Ko utha kar le gaya . Maine mata ji se puchha. Ki aisa kyon ho raha Hai buwa ji nahi jaana chahti. jabardasti kyo le gaye jawab diya ki husband daud le ke aaya Court se ab samjha. .wo daud section 9ka order the. Ganw Wale Kuchh Jante nahi the shahar Court jaane ka kiraya tak nahi tha shareerik mansik torture ke karane usne kuye mein kood kar. Suicide kar liya isi liye section 497samapt Hote hi section, 9. Bhi samapt ho Gayee jab wife husband kee sampatti nahi phir Court. Ko. section 9 Ka Right bhi nahi. Hai section 9has been finished by order SC in497case Mansik torture hota tha. Roj asahniy peeda Se Tang aakar Wo aag mein jal kar ya kuye talaab Mein doob. Kar marjaati thi husband chahe physical economic need puri na kare wo kismat. Samajhkar Mar jaati thi 497adultery ka kanoon Bhi ladies Ko gulam banata tha us Aadmi ko saat saal kee saja kara Sakta tha. Us samay 1860. Mein jab section 497bani thi angerji raj mein Ladies Ko. Husband kee sampatti samjha jaata tha. Wife apni marji Se kisi gents ke saath nahi ja sakti Thi husband. Usko bech sakta tha Bajaar lagte the wo pati kee sampatti hoti thi. Lekin 2020mein Honorable SC ne Section 497Ko samaapt kar diya ki wife husband Kee sampatti nahi Hai yadi husband Uski physical and economic need puri na Kare. Wo kisi ke. Saath. Rah sakti Hai husband divorce le sakta Hai Court ne kaha ki jab koyee bhi baalig lady and Gent aapas mein Sambandh bana sakte hain phir. Is Section ka koyee matlab nahi Hai. Is order se section 9automatic Samapt ho gayee. Jo husband ke saath rahne Ko badhya karti hai Parwar pyarse chalte hain court ke order se nahi pati divorce.ka Case karta Hai Court case kharij Karta Hai lekin husband uski sakal Bhi nahi dekhna chahta Hai wo appeal karega 10saal lower court Paisa laga total 20saal mein divorce Order aaya yadi 30ki Age mein case daala 20saal baad wo 50saal ke buddhe ho jayenge. Isiliye divorce kA case padte hi Live. In relationships mein nahi Jawaani court kha jayegi paisa Vakeel kha jayenge.upar bhagwainn Ko kyaa kahoge
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 3 года назад
Thanks for share all this Sir Aapne bahut Kuch sikhaya hme Lekin aaj ki date main maximum 2 year main divorce case khatam ho skta hai
@manghamangha5472
@manghamangha5472 3 года назад
@@mrmrsllb4247 sir aapko kanoon kee jaankaari hai case ek saal mein khatm ho sakta. Case file hote hi dusari party Ko ek mahine ke andar jawab dakhil karne ko kahen yadi ek mahine ke andar jawaab nahi den to first party ke paksh mein ek pakshiy order kiya skater saath opposite party aur uske vakeel par pachas pachaas hajaar. Rupaye ka jurmana Alag alag. Court mein jama Karne Ka order karen yadi jawab time se de diya 15din ka time rejoinder Ka denge date nahi denge yadi lene as gaye phir wo hi procedure chalega pandrha pandrah din ki Do date dono party Ko Cross examination kee di jayegi. Phire 15din kee date argument kee Di Jayegi uske do din ke andar Order pass kar diya layega is tarike Se case 90din mein samapt Ho Jayega Judiciary kee aajaadi ka matlab ye Nahi ki 5 saal tak tareekh do phir No merit kahkar khaarij kar do Yadi case mein. Merit nahi thi wo ,5saal kyon chala aise orders ki jaanch Ho parliament kanoon banaye ki jo judge 1. Saal ke andar order. Na kare unko dismissed kiya skater ek saal kee salary kee. bhi Kanoon. Bane unless. Sthan par Vakeelo mein se Judge bane ji Sabhi case jite huYe ho
@niteshmandal5262
@niteshmandal5262 2 года назад
Ser patni gar nhi arhi hi to kya kre
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 2 года назад
File Sec 9 hma
@railtravellervaibhav5140
@railtravellervaibhav5140 3 года назад
Aaap kha se pdaa rhe ho . Plz mention
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 3 года назад
????
@palvimodi6627
@palvimodi6627 3 года назад
Sir eshka jwab do ki manlo husband 5 sal se ghar lock krke chala gya wife ne dahez or mentions ka case Dala hai or wo 5 sal se gayab hai koi b cheez ushke Naam pe nai hai......to ase me court kya kregi?
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 3 года назад
Aap instagram pr contact kro
@manghamangha5472
@manghamangha5472 3 года назад
Kuchh nahi Ho sakta 7.saal mein mara huwa ghoshit kardegi sarkar Aap Usko chhod do
@nidhinidhi7019
@nidhinidhi7019 3 года назад
Patni rhna chahti hai or pati nhi rkhna chata to kya kre
@mrmrsllb4247
@mrmrsllb4247 3 года назад
Contact on Instagram
Далее
These Are Too Smooth 😮‍💨
00:57
Просмотров 4,2 млн
SPECIAL MARRIAGE ACT 1954  IN HINDI
21:33
Просмотров 16 тыс.