C section main pain hota hai but normal delivery b easy nahi ...sub kahete hai normal ho acha hai but normal bhi halat kharab karti hai...Beth nahi patey na thek se so patey hai..bz stitch pain hotey hai..muje 4 month hogaye hai fhir bhi stitches pain hotey hai kabhi kabhi..
App Kolkata ma kon sa kali mandir gaya tha puja ka liya .mana pregnancies ke bohat try kar rahi hu .firvi nahi conceive ho raha ha. Didi app Kolkata ma bo kali mandir ka name boliya ga. jaha app gaya tha puja ka liya.