Aaj ki date me jo bhi pan aadhar link nahi hai woh inoperative hai means band hai, inoperative pan card ko activate karne ke liye pan aadhar link karna hoga. is video me pan aadhar link kaise kare, uska pura latest process dikhaya gya hai.
Pan card ko aadhar card se link online kar sakte hai, pan aadhar link ke liye 1000 rupees ka challan pay karna hoga iske bina pan aadhar link nahi hoga.
is video ko dekhne ke baad aap apna aur apne sabhi family member ka pan aadhar link kar sakte hai aur 20% tds cut hone se bach sakte hai.
24 авг 2024