Тёмный

How to challenge will in court 

Bindal Law Associates (Civil & Divorce Lawyers) .
Подписаться 111 тыс.
Просмотров 439 тыс.
50% 1

वसीयत को अदालत में चुनोती दी जा सकती है और अगर मुकदमा सही से लड़ा जाय तो वसीयत को खारिज करवाया जा सकता है।
• How to write a Will | ...
• #divorce तलाक़ का केस क...
• #divorce जानिए एक तरफा...
• #divorce# तलाक़ लेना ह...
• कानून की भ्रामक जानकार...
• #पॉवर ऑफ़ अटॉर्नी हिंदी...
• #accident सड़क पर हुई द...
• #divorce आपसी सहमति से...
• #court marriage कोर्ट ...
• #divorce पत्नी को गुजा...
• #दूसरी शादी कब कर सकते...
• मकान बेचने पर कैपिटल ग...

Опубликовано:

 

14 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 883   
@mohansoni6814
@mohansoni6814 3 года назад
वसियत नामा संबंधी उपयुक्त व आवश्यकता जानकारी है !
@mujtabasir2782
@mujtabasir2782 2 года назад
Thanks for the valuable information.
@naushadmansori2071
@naushadmansori2071 2 года назад
पूरी जानकारी देने के लिये शुक्रिया
@nezadalam8266
@nezadalam8266 2 года назад
Thanks.Sir bahut hi sandat jakari aapne di
@SunilShetty-sc9lv
@SunilShetty-sc9lv 7 месяцев назад
Sir thanks for uniformation, kindly send me case of undue influence of propender of will he in the time of register of will
@drsharma9558
@drsharma9558 5 лет назад
बिंदल जी, बहुत ही अच्छी तरह से आपने वसीयत को लेकर पूरा विवरण दिया । मेरा एक सिविल केस चल रहा है, उसमे आपके द्वारा दी गई जानकारी बहुत काम आएगी । धन्यवाद आपका
@yogeshmishra2749
@yogeshmishra2749 2 месяца назад
श्रीमान जी आपकी बातें बहुत अच्छी लगी यदि कोई वसीयतकर्ता किसी रिश्तेदार के साथ जाता और वसीयत उसके करीबी को करता है तो क्या उसे चुनौती दी जा सकती है
@Bindallawassociates
@Bindallawassociates 2 месяца назад
@@yogeshmishra2749 चुनौती दीजा सकती है
@master123tr
@master123tr 2 года назад
बहुत अच्छे से explain किया सर् अपने बहुत बहुत धन्यवाद
@rajeshhara8364
@rajeshhara8364 2 года назад
सर जी आपने बहुत ही अच्छी जानकारी दी है
@prasannachavan865
@prasannachavan865 2 месяца назад
Will banate time property ka konsa konsa document lagta hai aur agar property document na lagayi ho toh kya ho sakta hai
@balvverjisinghsingh7798
@balvverjisinghsingh7798 4 года назад
Very nice great knowledegeous Video Thanks sir ji
@shailendrabundela3684
@shailendrabundela3684 4 года назад
मोस्ट importent
@mangusingh3785
@mangusingh3785 4 года назад
थैंक यू सर आपने बहुत अच्छी जानकारी दी
@nilesh1851
@nilesh1851 3 года назад
Really grate information Sir Thanks
@HindiLectures_By_AnupamMishra
@HindiLectures_By_AnupamMishra 3 года назад
Sir आप के वीडियो से बहुत ही अच्छी जानकारी मिली। ऐसे ही ज्ञानवर्धक वीडियो के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद। सर मेरा एक प्रश्न था कि यदि रजिस्टर्ड बिल पहले की है और उसके कुछ साल बाद दान पत्र के रूप में मालिक मकान ने अपनी सेवा करने वाली पुत्र वधू केन के नाम खुश होकर दान पत्र (नोटरी सहित) लिख दिया । जिस की रजिस्ट्री नहीं हो कुछ साल बाद उनकी मृत्यु हो गई। मृत्यु होते ही उनके एक बेटे द्वारा रजिस्टर्ड वसीयत व्हाट्सएप के द्वारा भेजी गई है जिन्होंने कभी मां का हाल नहीं पूछा और उनके घर के पास स्थित अस्पताल में भर्ती होने पर भी देखने तक नहीं आए। उपरोक्त स्थिति में पुरानी वसीयत ही मान्य होगी या दान पत्र। कृपया गाइड करें।
@Bindallawassociates
@Bindallawassociates 2 месяца назад
@@HindiLectures_By_AnupamMishra गिफ्ट डीड का रजिस्टर्ड होनाआवश्यक है अनरजिस्टर्ड गिफ्ट की कोई कानूनी मान्यता नहींहोती हालांकि वसीयत अनरजिस्टर्डभी मान्य होती है। परंतु वसीयत को चुनौती देने के बहुत से उपाय हो सकते हैं।
@sureshparekh1232
@sureshparekh1232 10 месяцев назад
Thank U sirji 👌👌👌
@ajaygautam4869
@ajaygautam4869 Год назад
Sir namskar, mere jivit pitaji ne chhote bhai ke naam total 8 acre bhumi and ek makan and isme putriyo ka koyi adhikar nahi hoga, vasiyat me likha hai, aapse nivedan hai ki vasiyat ko cancil kese karaye and mujhe mera hak mil sake. Please reply
@surendar6324
@surendar6324 2 года назад
Thanks sir
@kamaljeet6104
@kamaljeet6104 Месяц назад
Sir jaise rajister vasiyet 34year baad curt mai pes ki jaye kya vo kharij hogi
@akenglishworld1713
@akenglishworld1713 2 года назад
thank you sir
@Nali2023
@Nali2023 2 года назад
Thank you very much sir ....
@deveshpandey4383
@deveshpandey4383 2 месяца назад
Vasiyatkarta pahale signatur karta tha par vaciyat mai angutha lagaya gaya hai to kya ham chunauti de sakte hai
@Bindallawassociates
@Bindallawassociates 2 месяца назад
दे सकते हैं
@mdshahnawazalam3068
@mdshahnawazalam3068 4 года назад
Sir aap bahut achchi jaankari diye sir....aap sada khush rahein...God Bless You....Thanks,,sir,,
@jaiprakashagrawal3580
@jaiprakashagrawal3580 2 года назад
Very good information.thanks.more videos pls on challenging wills.
@TelecomSolutionandmarketing
good evening sir kya 31 year old vasiyat ko chelenge kar sakte h
@वंदेमातरम्-वंदे
Dadi ke time ka chelenge kar sakte h kya...beta beti pratrik sampti me
@annukumari755
@annukumari755 Год назад
Court bantbara main 48 dismal jamin hissa main tha. Lekin rupees ki lobh main 54 dismal jamin bech liya hai. Jo ki deed will settled Kiya hai. Es ko kaise Tora Jay, batane ki kripa ki jai.
@RCM6481
@RCM6481 3 года назад
Mujhe apse ye Jan na hai ki mere father in low ne ek beti ko varasat kar diya our baki ko kuchh nahi diya varasat me our sayad vo notary ki gayee ho ya ragister pata nahi hai kyu ki abhi tak vo varasat chhupati gayi hai our hame maloom chal gaya hai ki varasat huyi hai to hame kya karna chahiye apna Huck pane ke liye
@lalitkumarms3766
@lalitkumarms3766 3 года назад
Sir jaseki ek baap apne beto ko chal aur achal samti se bedhkal kaise kar sakta hai please bateye hame ye kaam karwana hai jo samti hai oh patraik hai mera ek bhai mere mata pita ko aye din bhaut hi paresan karta rheta hai aur na koi kaam dandha karta aur apne hisse ki jameen bhechana chata hai
@sunilkoli2597
@sunilkoli2597 2 года назад
Sir hamari Moushi ki devrani ne 2 Bigha khet ghar chal achal sampatti notari wali vasiyat apne naam karwali hai baynama nahi huwa hai or Moushi ke koi ladka ladki koi santaan nahi hai or unko ghar se bahar nikal diya hai kya wo vasiyat cancil ho Sakti hai? Bataye plz
@careerpoint1988
@careerpoint1988 Месяц назад
Sir ek will jisko scribe 19/07/2011 ko kiya gya h but Sub Registrar ne usko 15/07/2011 ko mark kiya h. Kya bo vasiyat froud savit ki ja skti h. Agr witness bol den ki hm 19/07/2011 ko aaye the only.
@yogendraverma7921
@yogendraverma7921 Год назад
बहुत अच्छी जानकारी वकील साब ।
@durgasharma3618
@durgasharma3618 3 года назад
Sir aapne bhut hi stik jankari di he me bhi es smy ESI chkrvew me FSI hui hu mere pati ne hi vsiyt unki phli wife ke bete ke nam kr di he mere dono beto Ko kuch bhi nhi diya he vo Abhi unke hi sath rhte he .ab mughe kya krna chahiye
@Bindallawassociates
@Bindallawassociates 3 года назад
Challenge will
@gyanwallah4606
@gyanwallah4606 Год назад
Sir kya voice recording proof ke taur par mana ja sakta hai please reply
@shivmishra422
@shivmishra422 3 года назад
Agar jiska bank account kabhi na rha ho sirf jameen hathiyane ki chal me account khulwaya gaya ho?
@premmahajan8786
@premmahajan8786 Год назад
Sir age sdjtra rachne bale ke ristedar ja khud dc office me tehsil me emplise ho to apne power ka faida ley rahe ho to Bo no chahe sab kra sakte he hamari bath tak nahi sunte patwari tehsildar
@ANANDKUMAR-ui2ko
@ANANDKUMAR-ui2ko 3 года назад
Sir ji mere papa ji ko unke dada ji ne wasiyat likha tha or mere papa ji 3 bhai h or mere papa ji sabse bde h to kya 2 dono bhaio ka jamin me hisedari hogi kya sir plazz reply kr dijiyega
@sangeetakoureti9660
@sangeetakoureti9660 2 года назад
Sir jee namashkar. Sir pita ke 2putr 1 putri hai lekin pita se puri jamin ka vashiyat dono beto ne kara liya hai or beti ke nam me kuch nahi aya hai keya vashiyat cencil ho sakti hai sir
@Bindallawassociates
@Bindallawassociates 2 года назад
Yes
@premmahajan8786
@premmahajan8786 Год назад
Sir namaskar kya mere nana nani ki jamin mere bhai ka ladka basit kra sakta he ja nahi
@amreshpratapsingh8907
@amreshpratapsingh8907 2 месяца назад
Namaste sir Mere dada g ne saari property mere bhai ke biwi ke naam registerd wasiyat kar di jisme ancestral property bhi hai aur mere pita g bhi jinda hai civil mei cancellation daayar kiya hai kya . Kya mujhe jameen mei hissa milega ya mere pita g ko
@naveenpant9174
@naveenpant9174 Год назад
Sir ak jameen ko vasiyat karta dwara hi galt tarike se prapt kar li ho or ab us sampatti ko kisi or ko will ke dwara de de to kya ho sakta hai
@RCM6481
@RCM6481 4 года назад
Yadi vasiyat ko kisi our ko jankari diye bina kar di gayi hai to usko kaise chunoti de sakte hai
@Radhika-of6ks
@Radhika-of6ks 2 года назад
Will me dada per dada ki property transfer ho to esi property ki will father bana sakta he?
@Parmjeetkaur-p6s
@Parmjeetkaur-p6s 7 месяцев назад
Agar kise ke naam par ho aur vasiyat me dosre ke naam per ki gi ho to kya karna
@krishnakantsharma6714
@krishnakantsharma6714 3 года назад
Sir meri dadi ji ne 1982 me jameen kharidi thi lekin vo house wife thi aur unke 3 bete hai jisme unhone sabse chote bete ke naam kr di aur unki death 2001 me ho gyi lekin ab mere chacha mere papa ko kh rhe hai ki mammi mere naam pe makan kr gyi hai. To kya sir isme mai civil suit kr skta hu
@airtelicom8502
@airtelicom8502 2 года назад
Sir Hamare Pita ji ki 20yer pahle mratyu ho gai h. Hamare dada ji ne marne se pahle ham natiyo ke mane vasiyat ki thi ab unki bhi mratyu 5year pahle ho gai hai ( Sampatti petrik hai ) To kya koi or hakdar hai...
@surjyanarayanpanigrahy8309
@surjyanarayanpanigrahy8309 3 года назад
Sir, My father had purchased a house after sold a piece of ancestral cultivated land . My father made Registered WILL in favour of my younger brother without my knowledge as I was away from home for job. After my father's death I came to know that the house was WILL in favour of my brother. Can I challenge this at court to take share of the house? Please guide me.
@neelamharrison9653
@neelamharrison9653 2 года назад
Sir agar koi apne Bhai ko bina bataye gupchup baap ko Dara ker gawahi apni hi wife aur saale ki gawahi kerwayi aur sub apne favour me kara
@awdheshsingh7974
@awdheshsingh7974 4 месяца назад
sir wasiyat karata before done gift deed to his wifewife same property what you can do sir
@Rairajana
@Rairajana Год назад
Sir hamara bhi ak matalab court may hai bill ko chalange kya hu kuch help karay.
@mdnoormdnoor5854
@mdnoormdnoor5854 2 года назад
Nameste sir? Nice sir? But mohammed law me appki information kuch faid kargi ? Kevin ke Muslim law me oral will admissible hai, Muslim law me unregistered bequest ke 1/3 share ko court me challenge kar sakta hai kaya? kaya Muslim law me appki information kuch faid kargi?
@yogendratyagi1604
@yogendratyagi1604 2 года назад
sir 🙏🙏🙏 hamari dada ji two bhai the unki bhen jo ab nahi he un ko koi aulad na hone ke karan se do alag alag jameen ki wasiyat apne dono bhaiyo ke baccho ko tehsil jakar alag alag time par ki thi, ek jameen ko dono bahiyo ke baccho me equal equal distribute ki thi jabki dusri jameen ko apne dono bhai ke bachoo ko half half kar di, ab mujhe ye puchna he ki kya dusre wali jameen ki wasiyat ke adhar par paheli wali jameen ki wasiyat me bhi half half ka kio case banta he kya ya jis wasiyat me jo lika he usi ke adhar par distribution manye hoga 🙏🙏🙏plz
@archanarangrej6953
@archanarangrej6953 Год назад
Pati ne vasiat ki aur uske dead ho gyi tho vset me patni ko vaset badlne ka adhikar dekh gya nahi hi kay agar vo Zinda hi aur age 77 tho aur bete ne use uske pati ke ghar me rakhne par mana kiya ho to aysi pristhiyome vo kaha jaye is ka kohi to uppay chahiye
@mehardahiya6820
@mehardahiya6820 3 года назад
Sir ancestral property can be Willed to son avoiding daughter in delhi .will made in 1982 when she was 12yrs
@rameshzade9503
@rameshzade9503 3 года назад
Sirji kisine sane property ki eke se jada register vasiyat kiya ho to last vasiyatme pahleki sabhi vasiyatka jikar karnarya jaruri hota hay kya aur pahliki sabhi vasiyat cancel karta hu aisa last vasiyat me mention karnarya jaruri aur compelsar hay kya.
@mohammedmateen6223
@mohammedmateen6223 2 года назад
Legal heirs can challenge will .after 20 year?
@BabluYadav-dz5pp
@BabluYadav-dz5pp 2 года назад
Basiyat ka band rajistar ki jankari kha se milti hai
@pinkunegi8976
@pinkunegi8976 3 года назад
Sir g kya handicapt व्यक्ति का vsiyat hota hai g
@anandkumarmisra9672
@anandkumarmisra9672 Год назад
Kya paitrak sampatti mein vasiyat karte samay agar patni jivit hai uska vasiyat mein Naam nahin dikhaya Gaya hai to vasiyat paitra vedhhai
@GurpreetKaur-gx3ih
@GurpreetKaur-gx3ih 3 года назад
Hello sir pleasw reply sir legal heir certificate jo apply karta hai uske ilava kya uske bhai bhen ke bhi adhar proof lagege ? Sir ples e reply 🙏🙏🙏🙏
@itspaku523
@itspaku523 Год назад
sir my father's are of 5 brothers and my dadi did a will in name of one of my uncle's sons and excluded all other 4 sons and children. Right now she is alive and my aunty forcefully take her to do will in name of her sons. what we can do in such case.
@umeshrawat4774
@umeshrawat4774 Год назад
Sir mere dada ji k 6 ladke h unhone 1 ladke ko vashihat nahi di to kya m unka poota chalange kar sakta hu kya.plzz sir tell me
@babitasinghal8488
@babitasinghal8488 3 года назад
Sir aapka video dekha..aapse contact kese hoga...meri saas ki bill mere daver ne apne nam dhoke se kra ki h...jabki wo sbko brabr dena chahti thi..jabki wo theek se bol or samjh nhi sakti...is halet or unki vasiat dhoke se kra li gyi h...is cace m kuch ho sakta h kya...plz reply kre
@Railemploy
@Railemploy 2 месяца назад
Sir wasiyat ka nam kharij dakhil ho gyi hai kya ise dubara chunauti di ja sakti hai .
@vinayakamane9346
@vinayakamane9346 3 года назад
छानच.
@priyanshigupta6467
@priyanshigupta6467 Год назад
Agr bad wali vasiyat notriyal ho tb kya wh valid hogi
@thakuruttamsinghchibt3118
@thakuruttamsinghchibt3118 3 года назад
Sir meri nani aur mummy ko dokhe se बासित likba li aur mummy se nutha lagba liya mummy ke chache ladke ne ab ham kya kare please reply
@d.kn.p6314
@d.kn.p6314 2 года назад
Superem court ka ek order h ki panjikrat dastavej ko panjikrat dastabej ke dwara hi khandit ya pravartit kiya ja sakta h
@AnitaSharma-qr1iq
@AnitaSharma-qr1iq 4 года назад
Hello sir sir meri second marrige ha sir aap se ek baat pouchni ha ki mere father in-law ne apni vasiyat me mere husband ke bete ke naam ek room jisme vo rahte thy kiya ha to but jo mere husband ki pahle wife thi jinka ab devrce ho chuka ha to sir pahli wife ka kuch hissa nahi hoga usme pls batye
@ShyamBabu-id6xy
@ShyamBabu-id6xy 3 года назад
Hiiii
@krishnakantshukla3676
@krishnakantshukla3676 Год назад
All point very right sir
@mdghulamrasul2221
@mdghulamrasul2221 Месяц назад
❤❤❤ Good evening sir, I'm MD Ghulam Rasul, from Kolkata, mere pitaji ka Nana Jaan ne washihat apna Natiyon ke name se banaya tha Mere pita ji 4 char bhai hai, Charo bhai k name se wasihat bana hai, but my father is dead, mere paas wasiyat nama maujood hai, 1962 ki wasihat hai from Bihar ka hai, kya m
@homesewakofindia6355
@homesewakofindia6355 2 года назад
Thanks for knowledge 'Sir'
@shankarahiwale1328
@shankarahiwale1328 Год назад
👌👌
@bbabyeducation3130
@bbabyeducation3130 3 года назад
Sir Mera mama ne maa ko jamin diye the apne se aaj 25vars ho gaya vaha par rahte to us jamin ka kagjat me banva sakta hu...? q ki maa use apna hisha batati hai or me bhi use apna manta hu or mera h leki bich bich me rishte ke mama log darate hai ki ye tumara nhi hai bol kar
@sukanyamajilya
@sukanyamajilya 3 года назад
Thank u so much for ur valuable advice sir🙏🙏🙏
@poonammishra2826
@poonammishra2826 4 года назад
Kya vsiyatkarta apne varisano ko sshart vasiyat kar sakta hai ya nahi Yadi do vasiyan ho aour Dono visiyan aapas me mamere fufere bhai bahan ho to?
@ajaykumarnishad1598
@ajaykumarnishad1598 3 года назад
Sir kya vasiyat mre hue vyakti ke naam likhi ja skti hai ki nhi
@vivekdubey7114
@vivekdubey7114 2 года назад
Sir, kya registered vasiyat ka information other beneficiary ko bhee diya jata hai ?
@omprakashraghuwanshi4632
@omprakashraghuwanshi4632 4 года назад
Sir mery pass paribarik batwara hua tha jiski vasiyat ki oriznel kopi mery brother key pass hai mery pass Xerox copi hai lekin baki ki rejsterd property mey name transfer ho gai gav per ek gher jismey 15year sey mery pass hai bo aabadi bala house hai abhi mery brother ney mery lock. Per lock without notice key lagadiya mey Mumbai rehta hu korona ka time hai mey nehi ja parahu to kya kerna chaye
@kishanjalan6746
@kishanjalan6746 Год назад
Sir apace pass koi will ka sample hai jo aap share kara sake please
@amargoswami2014
@amargoswami2014 3 года назад
Sar main aapse yah puchna Chahta Hun Ki pahle vasiyat Mere Naam Ki Thi Uske bad Meri Dadi hai Ho Gaye Manyata kiski Rahegi pahle wali ki ki dusri ji
@shaheenzahidullahkhan6071
@shaheenzahidullahkhan6071 4 года назад
Will ko registered karwana compulsary hain kia aur will & gift deed main kya antar hain zarur bataye
@siyaramdeshmukh2602
@siyaramdeshmukh2602 3 года назад
Sir mere pita ji aapni puri jaydad ham 3 no bhai ke nam karna chahta to kis tarah se kare ki jaydad ham 3 no bhai ke nam ho Jay.
@vaibhav6972
@vaibhav6972 2 года назад
Mere father kisi dusri aurat ko vasihat kiye ha main or meri mummy or di ha to kya ye unke marne ke bad uski ho jayega ...
@bhabyasrivastawa
@bhabyasrivastawa 4 месяца назад
Khangi batwara hone ke 64 sal purv hua hai uske bad baksisnama karna hai. To kaise kare
@amitkumarvashistha8328
@amitkumarvashistha8328 4 года назад
Badiya ke bad dakhilkharaj ho gya ho to reet kr sakte h kya
@sangeetadubey7319
@sangeetadubey7319 4 года назад
Sir aapne bahut acchi jankari di hai mera ek sawal hai agar kisine aapne akhir waqt main wasiyat banayi hai jisme unk aur do aur witnesses ki sign hai par thumb impression nahi hai aur us wasiyat ko wo register karane se pehle chal base to kya wo wasiyat Manya hogi
@archanarangrej6953
@archanarangrej6953 Год назад
Please margdarshan kigiye ya nay a kanoon kigiye
@santoshjaat32
@santoshjaat32 Месяц назад
सर क्या नॉन ब्लड के लिए वसीयतमान्य होती है
@Bindallawassociates
@Bindallawassociates Месяц назад
@@santoshjaat32 वसीयत के लिए रिश्ता होना आवश्यक नहीं है।
@Radhika-of6ks
@Radhika-of6ks 2 года назад
Konsi property will kar sakte he
@the_ummu1544
@the_ummu1544 2 года назад
Sir bahut important case hai mera... Mere papa 4 bhai hai aur mere papa ki corona me death ho gayi aur meri mummy ki tabiyat kharab raheti thi isliye mama ke ghar me raheti thi... Baki bas bhai job par rahete hai ek bhai gaon me raheta hai jo unke pita aur mere dada ka khayal rakhta hai.. Aur unka bada beta mere bade papa mumbai me rahete hai... To mere dada ki tabiyat kharab ho gayi to wah mumbai se gaon aaye to unno ne.. Mere dada ka ilaj ke liye loan nikala aur ilaj kiya aur apne naam jabar jasti vasiyat kara li aur ab hum sabko pta chala hai... To kya sir vasiyat cancel ho skti hai kya
@sujeetgupta7375
@sujeetgupta7375 5 лет назад
Respected sir You are doing a nobel work for the cause of society at large. Waiting for your next upload. Regards n Thanks a lot.
@margaretdhiver7685
@margaretdhiver7685 3 года назад
Can the will be challengable after 20 years? Especially when no probate was obtained?
@brijeshverma2537
@brijeshverma2537 2 года назад
सर वशीहत तहसील pr लिखीं जाति है या घर pr sade kagaj pr likha huva मान्य होगा,, Agr koyi galti se सादे कागज pr signature kr de to kya koyi use misuse Krke उसपे वशीहत लिख सकता है क्या ये वशीहत मान्य होगा
@KrishnaKumar-hy5wz
@KrishnaKumar-hy5wz 2 года назад
Sada vasiyat ka Mane Hota Hai Ki Nahin sar
@SohailKhan-do1ls
@SohailKhan-do1ls 4 года назад
Agar pita zinda rehete huye property 1bete ko likh de to dushra beta case kar sakta hey ?agar property grandfather ki ho toh ?
@chhotechaupal1394
@chhotechaupal1394 3 года назад
Sir mera pita mere bhai k larka ka naam pura poropaty kar diya hi esa cot me challange kar sakta hi please help me sir
@rajbairagi5112
@rajbairagi5112 Год назад
Sir vashiyat ko kitne din baas challenge kr sakte h
@rajeshmishra2900
@rajeshmishra2900 3 года назад
सर जी, प्रणाम । एक आदमी के तीन बेटी है, उनके बेटे नही थे ।अब उनकी मृत्यु हो गई है ।मृत्यु के पहले अपने नाम की जमीन अपने दो भतीजो के नाम रजिस्टर्ड वसीयत कर दिया है । क्या उनकी बेटियों को वह जमीन मिल सकती है?
@pawanvyas6520
@pawanvyas6520 2 года назад
Registered will can be challaged
@himakshi8072
@himakshi8072 3 года назад
Sar meri nanad ne meri sas se vil banwali thi hume pata bi nhi meri sas ki dimagi halt thik nhi thi unka ilaj chal rha tha ek makan hai bas mere paas usme se hissa mag rhi hai wo mere husband ka bhi ilaj dimag ka chal rha hai mere husband koi kaam nhi krte hai me hi ghar chla rhi hu to kya nanad ko mere ghar ko bech ke hisa dena hoga or hame to btaya bi. nhi ki mere husband bimar hai us nanad ne hi neri shadi krwai thi wo kbhi bi kaam nhi krte 11 sal ho gye ho shadi ko ek beti hai meri to kya kru mai sar plz help mi
Далее
Grand Final | IEM RIO 2024 | BO5 | КРNВОЙ ЭФИР
6:35:24
PUBG Mobile СТАЛ ПЛАТНЫМ! 😳
00:31
Просмотров 108 тыс.
НИКИТА ПОДСТАВИЛ ДЖОНИ 😡
01:00
Просмотров 148 тыс.
Grand Final | IEM RIO 2024 | BO5 | КРNВОЙ ЭФИР
6:35:24