Тёмный

How to prune hibiscus plant/गुड़हल के पौधे की कटिंग करने का सही तरीका और गमले में पाएं ढेरों फूल 

Abhijeet Prajapati
Подписаться 114 тыс.
Просмотров 75 тыс.
50% 1

Hibiscus plant ki prunning krne se humara hibiscus plant bhut acche se grow krta hai aur usme flower bhut sare ate hai ap iski cutting monsoon me ya september october me kriye
Waise toh cutting kisi bhi mausam me ki ja skti hai
Get more flowers from hibiscus/solve root bound problem
• Get more flowers on hi...
Remove mealybugs from hibiscus only 5minutes
• गुड़हल के पौधे से whit...
How to Make Your Hibiscus Bloom, how to get hibiscus to bloom, how to make your hibiscus flower, how to get hibiscus to flower, how to get hibiscus to bloom again, how to prune hibiscus, hibiscus flowers getting smaller, hibiscus buds not opening, how to keep hibiscus blooming, hibiscus not flowering, hibiscus bloom fertilizer, when to prune hibiscus, how to prune hibiscus plant, how do I cut back Hibiscus, hibiscus root pruning, pruning hibiscus, when to prune hibiscus India,
how to get maximum flowers from hibiscus, hibiscus plant care, how to fertilize hibiscus, hibiscus plant, how to boost flowering, gudhal per phool pane ka treeka, gudhal ki dekhbhal,
How to get multiple colour hibiscus flower in one plant, Hibiscus plant multiple grafting, Grafting technique, Different colour hibiscuses flower in one plant, multiple graft on hibiscus plant, Multiple grafting on hibiscus plant, Hibiscus grafting, Grafting on hibiscus plant, Grafting video, Hibiscus flower plant, Hybrid hibiscus plant care in summer season, How to propagate hibiscus plant, Multiple grafting on china rose plant, Indoor plants, Gardening
Music promoted by Audio Library
• Vexento - With You (Vl...
#AbhijeetPrajapati

Опубликовано:

 

7 сен 2020

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 113   
@dheerendrasingh793
@dheerendrasingh793 3 года назад
Bahut shandaar video..aapke plant ki groth kafi achchi hai
@pradeepkakade6591
@pradeepkakade6591 3 года назад
Nice Video Bro 👍👌❤️🌱💚 Thank you for sharing this information..🙏
@archanasirohi7422
@archanasirohi7422 3 года назад
Nice information .. Thanku . Mane bhut video dekhi aapki sab se badiya 👍🌳🌵🌴
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
🙏
@moglisgarden8732
@moglisgarden8732 3 года назад
Nice video 👌👍
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Thanks
@giggleadda
@giggleadda Год назад
Aap please potting mix of soil btaiye na kaise bnae
@minakshisankpalmh1333
@minakshisankpalmh1333 Год назад
Hello sir mere podhe ki grow sidhi lambi ho rahi hai,kya use ab cutting car sakte hai .please reply
@rajwaltechnical9609
@rajwaltechnical9609 2 года назад
mene plant me total 4 hi branches h kya me prune kar sakta hu...booshi kese hoga plant
@user-qf7hr8sj2e
@user-qf7hr8sj2e 2 месяца назад
Pruning ka time
@avinashwagh1383
@avinashwagh1383 Год назад
धन्यवाद nice info ? अभी prun कर सकते है ? आज 8 sept 2022
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati Год назад
Ji
@ushasaini6478
@ushasaini6478 3 года назад
Mere pass bhi ghudhal h app mere bhi dhekh sakte h
@jagdambapatel7517
@jagdambapatel7517 3 года назад
Hello sir, fertilizer to bahut h to koi ek fertilizer ka hi use krna chahiye n 15 -20 days me? Mai sarson ki khali ka use krti hu
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ha kisi ek ka use kriye aur sarso ki khali ka bhut km use krna hota hai jyada use se khrab ho jata hai
@parishmitasharma1753
@parishmitasharma1753 3 года назад
Very nice video sir..mere Hibicus k plant gamle m h boht lamba ho gya ..kya abhi mai iska cutting kar sakti hu..please reply kijiye ga
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Apka plant kitta lmba ho gya hai? Ager 4 se 5 feet ho gya hai toh cutting kr dijiye jisse wo bushy hoga aur flower jyada dega
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Aur hibiscus ko care krne ka ye video dekhiye isse flowering jyada milegi ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-H8eeu8II-I0.html
@parishmitasharma1753
@parishmitasharma1753 3 года назад
Ok thnk you Abhijeet ji..aur aapney jo link dia wo video bhi jarur dekhungi..thank you for reply😊😊
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Welcome ma'am
@payalsaha5162
@payalsaha5162 2 года назад
Can we prune in October?
@kumarilata1457
@kumarilata1457 Год назад
Abhijeet sir kya is month me apni hibiscus ke paudhe ki cutting kru
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati Год назад
Yes
@enchantgamer1940
@enchantgamer1940 Год назад
Bhai mera plant sirf lamba hota ja rha but ghana nd spread nhi ho rha.. Aaj dekha ki bhut sari buds nikli hai.. But failega kaise stems uske..
@onlyindian1340
@onlyindian1340 3 года назад
Nice...knha se ho aap
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
I am from lucknow
@manotoshchakraborty7016
@manotoshchakraborty7016 2 года назад
Mere guljar ke perh Mai phool Nahi aa rahe hai. Isle liye Mai kya Karu. Soft pruning bhi kar Di hai. Fertilizer bhi daal diya hai. Pehle khoob flowers aate thee. Ab aap batao Mai kya Karu. Mera perh 15 inch ke gamle Mai hai.
@Anshukumari-zs1pe
@Anshukumari-zs1pe 3 года назад
Kaun sa season cutting lagane ke liye sahi h??
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
July se April tk
@shipragupta5587
@shipragupta5587 3 года назад
How old is your hibiscus plant??
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ye wala 6year old hai iske alava mere pasas 15 year old hibiscus bhi hai
@navalikasingh4156
@navalikasingh4156 Год назад
Pruning ke kitne din baad kali aayegi ?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati Год назад
One month lg jata hai per fir dher sari flowering hogi
@manotoshchakraborty7016
@manotoshchakraborty7016 2 года назад
Soft pruning Karne ke baad bhi kya koi fungicide Ka use Karna hota hai kya.
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Nhi
@manotoshchakraborty7016
@manotoshchakraborty7016 2 года назад
Thanks Abhijeet.
@bhartiyadav7090
@bhartiyadav7090 2 года назад
December me isko kaat sakte hai yaa nahi? Please reply
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Nhi ab abhi nhi iski cutting aap february ya march me kriyega
@monikasingla6546
@monikasingla6546 2 года назад
It's desi variety Or hybrid ?? Bcoz mere plants ki itni height nhi, nd mene uski aaj pruning krdi. If my plant is hybrid then when flowers will bloom after pruning??sir dap nd urea konse brand ki le....??
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Ye desi variety hai , pruning krne ke ek month bad apko flowering milta hai, DAP ager aap online le rhi toh iffco ka le lijiye nhi toh nursery me 1 kg ka packet bhi milta hai le bina kisi company ka nam likha wo bhi shi hota hai
@monikasingla6546
@monikasingla6546 2 года назад
Thnx sir
@ayanali23166
@ayanali23166 2 года назад
Agar cutting thodi si patli hogi to lag jayegi na mere pass jada moti ni h 😢
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Pencil jitni moti mature branch growth me acchi hoti hai
@ayanali23166
@ayanali23166 2 года назад
@@AbhijeetPrajapati thanku
@vijaykashyap2653
@vijaykashyap2653 3 года назад
Namste Bhai , kya kharab ho chuke DAP ko composting me daal skte h ??????
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Namste bhai,Kharab hue DAP ko compost na milaiye use plant ki mitti me alag se dal kr use kr lijiye
@vijaykashyap2653
@vijaykashyap2653 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati thank you Bhayiya
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Welcome sir
@minakshisankpalmh1333
@minakshisankpalmh1333 Год назад
Hello sir kya ab kutting car sakte hai. please bataiye hamne jamen me lagaya hai,abhi pahli bar do flower's aye hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati Год назад
Ji kr skte hai
@minakshisankpalmh1333
@minakshisankpalmh1333 Год назад
@@AbhijeetPrajapati Thank you sir
@artcraft302
@artcraft302 Год назад
Kya ek gudhal ke podhe par dusre rang ki gudhal graft karne se flower kese atte he
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati Год назад
Jis rang ke plant se branch le kr graft ki hai us rang ki yani ek plant per Kai rang ke flower graft krke le skte hai
@WildEyes24
@WildEyes24 2 года назад
Sir aapke plant ka age kitna hai ?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
8years old
@pratimafulbandhe5368
@pratimafulbandhe5368 3 года назад
Ek question tha Abhijeet sir... Kya gende k paudhe ko sal bhar flowers aate h...?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ha gende ki jo desi variety hoti hai uspe sal bher Flower ate hai bus grmi me size flower ka chota hota hai
@pratimafulbandhe5368
@pratimafulbandhe5368 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati Ok... Thanx sir😊🙏🏻
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
🙏
@seemasaini134
@seemasaini134 2 года назад
Sir iski hard pruning kis month me kar sakte hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
February month & rainy season is best for hard pruning
@ayanali23166
@ayanali23166 2 года назад
Abhi cutting kar skte h Jan ke last chal raha h to boliye
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Nhi sir february last me kriyega
@ayanali23166
@ayanali23166 2 года назад
@@AbhijeetPrajapati ok thanks sir
@amitadave1196
@amitadave1196 Год назад
नवेम्बर् मे काट सकते हैं? सीधी ही है डाली
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati Год назад
Yes
@amitadave1196
@amitadave1196 Год назад
बारहमासी का आयुष्य कितना होता है? एक साल के बाद मर जाता है पौधा? बीज बनकर गमले में नहीं गिरते तो नया पौधा कैसे लगाए? मै अभी सीख रही हु.🙏
@shipragupta5587
@shipragupta5587 2 года назад
Sir pruning ke baad jo cutting niklegi hibiscus ki usko grow kar sakte hai iss season me?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Ha bilkul grow kr skte hai
@dheerendrasingh793
@dheerendrasingh793 3 года назад
Abhijit G maine apne gudhal plant ki hard pruning ki thi 1 mahina ho gaya new shoots to nikle hai lekin shoots bade nahi ho rahe kya upay hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ho skta hai roots jyada ho gai ho pot me repot ki jrurt hogi tb jyada accha flowering bhi hogi growth bhi watch this ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-H8eeu8II-I0.html
@dheerendrasingh793
@dheerendrasingh793 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati 20" pot me laga hai 1 pichle saal hi repot kiya abhi root bound nahi hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Aap mujhe plant ki pic aur uske soil ki pic mere instagram per send kriye my insta id abhijeet.prajapati.10 hai
@ranukhan175
@ranukhan175 Год назад
Abi Feb me purning kr skte h
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati Год назад
Yes
@vandanmishra4017
@vandanmishra4017 3 года назад
Wow
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Thanks
@vandanmishra4017
@vandanmishra4017 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati kya aap bta skte h mujhe mai dhniya ke bij lgayi thi or bhut achhe se wo 3din me nikl v jate h pr bhut sare plants thore bde hone ke baad gl jate h or jo achhe v plants rhte h wo chhote chhote hi rh jate h poudha bda hi nhi ho rha h August se abhi tk kitni baar lga ke dekh li hu pr kisi baar poudhe bde hi nhi hote
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
@@vandanmishra4017 vandan ji abhi temperature jyada ho rha is liye dhania grow nhi ho rhi october me grow kriyega tb ye dikkt nhi hogi
@vandanmishra4017
@vandanmishra4017 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati mai bhut mehnt ki esliye bs ki jb market me nhi mile dhniya tb mai ghr me se hi ugaya huaa use kru pr lgta h aisa nhi hoga kyu ki ab to market me v milne lge h
@vandanmishra4017
@vandanmishra4017 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati tq aap bdi jldi reply krte ho
@priyankaojha157
@priyankaojha157 2 года назад
April mein pruning kar sakte hai
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Ji kr skte hai
@priyankaojha157
@priyankaojha157 2 года назад
@@AbhijeetPrajapati ji thanks
@kidsbeshouse332
@kidsbeshouse332 2 года назад
Mere plant me flower aa rhe hain par leaves nhi aa rahi hain.. kya kare pls bataiye?
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Ab ayenge leaves aap toots bounding km kriye
@chhavipradeepraghavmoments6665
@chhavipradeepraghavmoments6665 3 года назад
Sir abhi cutting kr skte h
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Yes
@chhavipradeepraghavmoments6665
@chhavipradeepraghavmoments6665 3 года назад
Thanks
@gamingtimeat9
@gamingtimeat9 Год назад
Mere plants ki buds ko gilehriyan kha jati h kya kru
@giggleadda
@giggleadda Год назад
Hmara bhi same issue hai, we use polythene bags to cover it, but do not make a tight knot, make sure hawa jani chahiye
@sitanshusahoo4698
@sitanshusahoo4698 3 года назад
Mene bhi apni hibiscus plant ko 2 months pehele hard prune Kiya tha but vo Abhi tak Nahi badh raha Hai, Kya aap bata sakte Hai Ki me kya karu.
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Aap ye video dekhiye ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-H8eeu8II-I0.html
@sitanshusahoo4698
@sitanshusahoo4698 3 года назад
Thnx
@nidhirastogi6820
@nidhirastogi6820 2 года назад
Sir aapne DAP dala hai but khte hai DAP hibiscus plant m nahi dalna chaie kya kru
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
Dal skte hai
@nidhirastogi6820
@nidhirastogi6820 2 года назад
@@AbhijeetPrajapati ok
@shantikumar4185
@shantikumar4185 2 года назад
कट छट कब करना चाहिए
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 2 года назад
March me kriyega sir
@vikassingh2472
@vikassingh2472 3 года назад
Mere hibiscus me flower hi nhi aa the kye karuna plz tell me???
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ye treeka jo btaya hai wo kriye aur iski ek aur video maine is video ke description me de rkkhi hai wo kriye jrur ayega
@gaudpoonam5497
@gaudpoonam5497 3 года назад
Mere ghudhal ke plant me patee lagbhag khatm ho gai hai kya karu plzz
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Mai us plant ko repot kriye mitti me gober khad mila kr roots bound ko km kriye
@gaudpoonam5497
@gaudpoonam5497 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati mene kiya hai
@gaudpoonam5497
@gaudpoonam5497 3 года назад
Thanks sir
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ok wait kriye kuch din me result milega
@gaudpoonam5497
@gaudpoonam5497 3 года назад
@@AbhijeetPrajapati ok
@mygarden8344
@mygarden8344 3 года назад
Me melibug se bhot paresaan rhta hu... Mere paas kai hibiscus k plant h.... Best pestiside kya h
@AbhijeetPrajapati
@AbhijeetPrajapati 3 года назад
Ye video dekhiye ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-W3x028WNE4E.html
Далее
MC TAXI: АК-47
35:14
Просмотров 555 тыс.
💜☀️✨
00:47
Просмотров 165 тыс.
MC TAXI: АК-47
35:14
Просмотров 555 тыс.