Sir, 1 ecs bounce hua thaa Bajaj finance. That I've paid with penalty (emi+450). After that 3 times ecs bounce charge kata hai 590 karke Canara Bank se . What to do???
Sir mera sirf ek month ka overdue hua th tab se ab 2nd month chal rha h bhut baar ecs charge kaat liya kareeb 3-4 hazar ab aur bi wo company ecs charge kaat rhi h jo jisko me janta bi nahi wo account me se kaise paise kaat skte h icici bank me sir abi bi bol rhe h 650 aur pending h plz kuch advice de sir
Bhai mera emi tha 3 March ko to woh auto debit nhi hua isliye mene phone pay se cash bhej diya fir bhi mujhe 500 rs kaa bounce charge dena padh rha h help plzz
Mera hdfc creditcard default hua more than one year ye card autopay tha lekin mei koi ecs form fillup or signature nehi kia kya cheque bounce case hoga?
mera ek bar 1 day ka gave huwa tha uske bad meh tym per paisa jama kara deta hu but mera her bar 590 kaa charge laga deta hai sir 5 bar hogaya yeh mileke pls solution 😢😥
Bank ne mera ECS service stopped kr di h iske baad bhi charge lag rhe h kya kru mujhe kuch samajh nhi aa rha bank se mene pucha ki ECS stopped krne k baad bhi charge kyu lag rhe h to bank reply nhi kr rha h aap btaye kya kru
Mera balance sufficient hai, credit card ka bill date 30 tha lekin maine 28 ko hi payment kar diya lekin do baar 59 ACH charge laga hai... Aur isase civil ko koi problem aata hai kya
Sar Maine mobile finance karaya tha Jiski EMI 2234 hai Maine MI let Jama let kar diya hai Jiski wajah se is mahine Mein 472 472 Ke Char charge Se Lage Hain Kya yah sahi hai
Sir maine loan liya hai kabhi kabhi emi miss ho jati hai tu ek chek bounce ka hi mere ko 649 ach debit return charge lag jata itna bda chargers kyon lag jata hai please sir reply
To miss hi kyu karte ho. Charges katne ke saath tumhara cibil bhi kharab hoga. Aur charges bank services ki katti hai. Dubara emi kaatne ke liye bhi bank ke resources use hote hain isliye.
Sir mene 12000 ka mobile finance karbaya tha meri 2 emi due ho gai thi bo mene 8 mahine baad ab emi clearly bhar di hai ab mere acount me 12000 minus ho gy hai ab bale bol rahe ki ye finance company ne kate ha ach charge laga
hlo bhai mera 2 july ko ecs kata tha kyuki kam fund tha fir maine 5 tarik ko 2875 ke emi ko 3400 bna ke unhone lia fer bhi aaj 8 ko dubara ecs 590 kat lia kuch ho sakta hai kya?
hello sirji mera ach return debit charge 531 cuta hai..pahili baar....plz batao kya kare ? keu kata hai ?.... dobara na kate isliye kya karna chahiye ???
Hello sir , 3 date hai emi ki but maine 4 date ko bank a/c mein paise dal diya tha uske baad bhi 400 cut ho gaye hai aur aj 190 rs cut hogaye hai sir plzz help me
388+361+100+1+85 = 935 ACH Bajaj 1 kist Baunce hue thi Jo mne 11may ko bhar Di with Baunce charge k sath fir B 1 may se 13 may Tak total rupees 388+361+100+1+85 = 935 kaat liye gye account se
Sir mene lone pe vivo ka phone liya tha TVS Credit bajaj se meri 1s and 4 kist baunce ho gai thi lekin mene sari kist se pehle sara pesa jama kar diya tha lekin Mere khate se abhi bhi balance kat raha hai 🙏please sir mujhe kya karna chiye
Sir Nhi samjh aaya kuch v. Sbi Me account hai aur kisi other bank se loan hai two wheeler loan. 5th of every month emi cut hoga account se. But first emi cheque se diye air cheque bounce ho gya. Balance maintain tha but signature differ bata k bounce ho gya. Uske baad pata chla ki sbi me mera sign hi upload nhi h. Jo ki 8saal se regular hum usko use krte rhe h. Aise me mere ko kya aur kaise iska complain krna chahiye aur cheque bounce ka refund kaise le skte h. 2nd chiz hai... Ki 2nd emi k liye fir bank account se cut hona tha but account ko mandate kiya ki nhi wo pata nhi. Msg mila ki mandate issue to axis Bank. Aur fir msg mila ki mandate created .. aur 59/- ACH charges cut hua. Mere ko laga ki ab mandate process ho gya shayad uska kuch charge katta hoga. But again 5th ko emi cut nhi hua. Ab hmko kisse complaint krna chahiye ? Sbi ko complain kare ya Axis Bank ko. Ky bole aur kaise refund le aur kaise mandate ko continue kare ?
Sir maine ek loan app se loan apply kiya loan approved ho gya uske bad app me bola gya e-mandate karne ke liye maine net banking se e-mandate successful kar diya uske bad mera loan rejected ho gya loan nhi diya gya fir next mera bank se 570 fir next day 1090 fir nex de 2000 aise amount deducted ho gya fir mai bank gya bank manager se bola mera e-mandate ho gya h bar bar e- nach ke through mera paisa cut ho rha h manager mere account achhi se cheack kiya lekin kuchh bhi nahi kar paya bola pahli bar aisa enterface kiya hu uske bad maine net banking se khud try kiya lekin kahi pe aisa system nhi jo mai usko dekhu ya band kar saku bank account close nhi kar rha bank kyonki usme loan h mera salary bhi aata h ab kya kare sir kucch bataye
Is this the same because I have enough balance.. UPDATE: INR 5,000.00 debited from HDFC Bank XXXX on 27-JUL-23. Info: ACH D- INDIAN CLEARING CORP-19WQ9V9LQ1JP.
Your AC XXXXX Debited INR 1,177.20 on 07/06/23 -ECS/ACH RET CH. Avl Bal INR Sir 1177 rupee kat sakta h kya 2200 ke EMI pr agar ek din late ho gaya ho to? Please reply sir 🙏🏻