Humare paas bhi 121 kit hai magar vo capeciter lgane ke baad 13 se 14 mpr leta hai or agar nikaal du to 1se 2 mpr leta gai isme kya problem hogi bataye
U have explained it very nicely and i really enjoyed learning from u. Can u plz tell me which mosfet can i use inplace of irfb7545 p607d (zelio 1700).....plz reply asap.
A very wonderful explanation, my teacher... Is it possible to explain a problem with the inverter working, but when charging, it does not recognize electricity zelio 1100 The card has been replaced and the charger works in a normal state..Is there any modification to the card that works as normal..a factory setting or a soft update or changing the resistors with higher values
Red colour ka wire cut karnese kya charging karna off kar sakta hon?essa kos tricks bataiye ki charging off kar sako.mojhe solar se charging karna hai.
Sar Mera yah problem hai jab bhi hamara power cut hota Hai inverter beep sound karta hai aur overload ka indication dikhta Hai. jabki US time par koi bhi electric appliance on Nahin rahata hamare Yahan per do Bar power cut hota Hai donon Bar Ghar per koi bhi electric appliance on Nahin rahata Hai .Ek to 9 baje se pahle hota hai aur ek 5 baje se pahle hota hai use time par koi bhi yahan tak Ki fan light kuchh bhi on Nahin hota Hai usi time per inverter beep sound karta hai or overload ka indication dikhta he phir band ho Jata he dubara restart Karna padta he .phir thik chalta he. Repair wale KO koi pata nahin chal raha hai kya problem he . Baki time Sahi chalta hai. Aur jab power cut hota hai aur aapka kuchh bhi on rahata hai koi fan aur koi light tab overload sound nahin karta so aur Sab normal chalta he.
Is model ko use kar raha hon. Kya iss model ko grid charging off kar sakte he? Modify karke? Kyoki charging k time electricity zyada consume karta hai. Iska MOSFET number bata de to atsa hoga.kyoki same model ka 2 inverter hai.ek ka MOSFET jal gaya hai. ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-2scS27bruOk.html