Koi tools agar letey hai multi vehical ke liye to savi work nahi ho pata hai. Savi work ke liye alag alag hi lena sahi hai aapko kya chahiye mobile wali multi vehical wali ya cummins wali ?
Are bhai parameter se disable karke inactive kyon kar rahe ho abhi sab gadi mein performance switch aane Lag Gye hai Is code se sambandhit wiring ke bare mein batao Please...
Sir ji yah fault code aap ka FE(fuel economy) ka hai, jadi yah faut code gadi me active rahega to aap ka FE controler kam hahi karega giske karn ap ka light mode ya hevy mode switch kam nahi karega Or gadi me khichai ka problem hoga kiu ki FE controler kam nahi kar raha hai or ECM FE controler ko information nahi de pa raha hai ki mere ko engine me kitna fuel Spray karna hai. Purana BS4 2017 April month ka gadi me yah system nahi hai esh liye eshko disable kar diya jata hai kiu ki ish gadi men light ya heavy mode nahi rahata hai Yah fault code speed km sensor me problm hone per bhi aata hai kiu ki speed km sensor ka signal wire jo ki J2 harness ka 21 no pin me gaya hai oh per signal nahi milta hai jiske karn ECM yah jan nahi pata hai ki gadi chal raha hai ya khada hai gise karan ECU FE controler ke bich communication thik nahi ho pata hai or yah fault code activa rahata hai per 241 inactive hone per yah fault code bhi deactivated ho jata hai kiu kiu ki ECM accurate speed sence karta hai or thik usi ke hisab se FE controler ko fuel injection karne ke kiye permission deta hai
Sahi hai mai vi wahi bola hu. Jis vehical me FE system nahi hai usme active hai to use disable kana hai hai, or jis vehical FE system hai (heavy and light mode switch) usme disable nahi kari hai. Or jis me FE system hai or usme active hai 4948 to iske saath 0241 vi aayega.
@@ajayakumarchouhan793 agrument ki koi baat nahi hai technical knowledge kisi se vi mil sakti hai ho sakta hai jo aapko pata wo mujhe nahi mai savi se knowlage lata rahta hu jis se vi knowledge mile wo kahi na kahi kaam aa hi jata hai
Sir ek whatsapp group bana do jise hame koi dikat ho toh aap se puch sake msg kar ke aap ki video dekhta hoon bahot ache s bhi bata te hai ap ho sake toh sir ap group bana do
Usme uriya nahi kha rahi hai sur me nox sensor change kar liya fuse bhi dekh liya suply bhi check kiya lekin uriya ke upar jo motor lsgi hai eo start nahi hota hai
@@MDGuddu-fd4ir ye nox sensor ki problem nahi hai padal 3 baar dabake dekhe ir note kariye kya code hai. Pick-up nahi le rahi hai isliye Uria nahi kha rahai hai