Bhaiya ji 3055 amp me ek taraf ka channel sahi chal raha hai Aur dusri taraf ka jo channel hai Wo chal raha hai lekin usme awaj km hai aur kar kar kar kar ki awaj aa rahi hai Kya karu bhaai ji Aap batao
Sir mere amplifier 3055 main ek channel ki fat rahi hai kya problem ho sakti hain jab ki main resistance chote wale transistor aur bd139.bd140.bc548.bc558 sabhi change kiya hu but koi frk nhi pada
Dada mane vhi apka jaisa 3055 ka board parches kia he... to iss wali board ma 2n 3773 laga he but original nhi ha to hamm kya iss transistor ko change karke original 3773 laga sakunga.. koi change karna parega board ma please bolo na.help hoga
सर् एम्प 3055 बोर्ड को कैसे चैक करे कि बोर्ड और ट्रांजिस्टर को कोई नुकसान न हो क्या सिरीज़ में चैक करने पर बोर्ड खराब हो सकता है दूसरा ट्रांजिस्टर 3055 को चेंज करने पर ट्रांजिस्टर पर मल्टी मीटर में कितने वोल्टेज आणि चाहिए
Yesterday I was purchased medha dj plus 160 watt Too much heating problem How to solve, please help me🙏 I'm using only 2 driver unit on the roof of Shiva temple
Mere pas 3055 ka bord he Dono chaynal. Me se ek me avaj aa rha he lekin dusre me se nhi as rha he Jo bnd chaynal he vaha koi chij garm nhi ho rhi he to kya broblem ho skta please bataiye
Bhai mere 3055 me ek channel ka tranjister bohot heat ho raha h aur uske baad dono rajisten garam ho rahe h aur garam hone m baad awaz sahi nai aa rahi kya problem hogi bhai batao plz
Mere pass ak board hai. sir jisme ak chenel par dhima aabaz aata hai. Or dusre chenal par bilkul nhi aati hai. And uska volume+bass+trable bala part kaam nhi kar rha hai. Pleace help me. Or koi rasigeter heat bhi nhi ho raha
Bhai mere 1 channel ki 1 transistor kharab thi leken Maine usse replace kr Diya leken ab chane k baad vo bot jayada heat ho jaati h or Uske sath saari transistor , 3-4 gaane chalne k baad or jaise hii gaane band krta hu 5 min k liye sab normal ho jaate h . Ab isme kya gadbad h batao Bhai ?? . Uske sath vaali dusri bhi kharab ho skte h issliye to Nahi ho Raha essa ??
@@Technicalshyam5 bro essa bhi tha usme ki na jab vo 1 transistor khrab thi na to 1 resistor heat hota tha leken jab Maine 2 -3 Baar check Kiya tha na tab dusra resistor bhi heat hone laga tha green Vaala but jab Maine vo 1 kharab transistor change krdi to vo dono hii heat Hona band ho gye . To kya problem ho skte h Bhai smjh ni aara ??
Bhai mera bhi 2n 3773 me amplifier ka ek channel nahi ban raha h. Jab me power supply de kar spekar connect karta ho n toh bhut tej hum aati h aur mera sirf ek green wala resistor garam ho raha h. So pls iska solution batao. 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏