Lyrics👇💜💜 Dil ko jaane ye kya hua milke apna sa tu laga kaise main karu bayaan tumse ye junu hai ya gumaah aise mujhe tum mile tum mile jaise koi din khile din khile jaane kahaan hum chale hum chale chahe jo bhi dil karein dil karein jis raah jis raah bhi jaau tujhko tujhko hi chaau humraah ab se mera tu humraah main bhi tera hu x2 ehsaan mand hai dil abse ye tera ye marz kaisa hai kya naam du bata koi jaane na doosra samjhe tu hi meri zabaan maine mujhsa diwanapan dekha na kahin tere siwa tujhse hi din shuru shaame dhalein ab to nazar se bhi na tu hate jitni hain fursatein fursatein dedu saari main tujhe tu mujhe jis raah jis raah bhi jaau tujhko tujhko hi chaau humraah ab se mera tu humraah main bhi tera hu x2 ehsaan mand hai dil abse ye tera ye marz kaisa hai kya naam du bata Dar ki diwaarein tooti Dil ka jahan dikha hai Aankhon ne aaj dekhaa Khwaabon ka aasman hai tera karta hu shukriyaa jis raah jis raah bhi jaau tujhko tujhko hi chaau humraah ab se mera tu humraah main bhi tera hu ehsaan mand hai dil abse ye tera ye marz kaisa hai kya naam du bata