Afroz APA aap namaz bhi pada kare kyunki duniya kamane ke liye toh aap kitni mehnat karte ho aur akhirat ka kya APA Allah aapko aur humko paanch waqt ka namazi banaye
Bina soche smje kisi ko juge nhi krte kiya pta wo namz padti ho or dikahti nhi ho kyuki wo namz ka vlog nhi bnati recipe ka bnati h or namaz kisi ko dikha kr nhi ayi h or zaruri nhi ke ap bhi padti ho agr ap padti ho to hm kese man le ap bhi dikhaya kro or ha moti h wo jb dubli h wo jb apse behtr h kisi ko glt nhi bolti allah unhe or tarrakki de
Mam apka kitchen bahoot achcha hai,,, plz ek bar ap apne pure kitchen ko dikha de kaha kya hai,, mujhe kitchen banwana hai,, Main same aese he banwana chahta hu,,, please