आज तक बहोत सारे Review देखे जिसमे भारी भरकम अंग्रेजी शब्दोका प्रयोग किया जाता है.लेकीन ये देसी और आसान भाषा मे काम की चीजे बतानेवाला Review पसंद आया.सिधी बात नो बकवास.
Mukesh bhai sabse best review hai. Aajtak bahut youtube dekha gadi ka andar bahar ka bolta hai. Chalakar bhi dikhata hai but engine kholkar koi nahi bola. Aap best ho
when hyundai users talking about 50k kms me driving my etios diesel 1.9 lakh kms without engine issues with 18kmpl while using ac and on city traffic 😂😂😂😂
@@hairlossvlogs-8622 i accept that its ah big shame for toyota and i am not ah hater for hyundai actually my second option while buying my car was hyundai only now kia makes fantastic cars while camparing to german or other manufactures we can believe in japanese and koreans
@@nirupampaul7104 sir meri car abhi 10000 chli hai isney 300 ml consume Kiya hai.mainey service center me baat ki to vo boltey hai its normal.but mujhey doubts hai ki any type of engine problem na ho.ismey 0w20 oil hai
Mukesh ji Honda amaze hai 2016 model petrol ki, 60,000km chalane ke baad CNG lagwa li. Starting mein toh sahi chali par ab bilkul bhi pickup nahi deti aur start lamba leti hai, start karte wakt missing karti hai aur band ho jati hai. AC pe chalane pe bich bich mein ekdum dead ho jati hai hai, phir turant petrol pe switch karna padta hai. Aur CNG pe chalate wakt kabhi kabhi jhatke bhi deti hai bohot gande wale. Please koi solution batao sir. 🙏
Sir ji aap ke channel pe mujhe Tata Altroz iTurbo petrol ka koi video nahi mila. Pls agar koi gadi service ke liye aaye to detail me video bana dijiye. Maine last month oct23 me nayi Tata altroz iTurbo kharidi hai.
उस्ताद जी राम राम आपने बहुत ही अच्छे तरीके से इंजन रिव्यू दिया है क्योंकि जब लोग गाड़ी खरीदते हैं तो सोचते हैं कि गाड़ी कैसी होगी इंजन केसा होगा milege केसा होगा सस्पेंशन केसा होगा तो आपने बहुत ही अच्छे तरीके से बताया इसके लिए आपका दिल से बहुत बहुत आभार धन्यवाद आपका अपना गोविंद जोशी
Baleno Zeta catalytic converter ko kharab ho geya bol Raha he maruti service wale aur kharsa 20 thousand hoga bol Raha he abhi me kya karu kahi bahar me repairing ho sakta he kya? Kuch salah dijiye..31000km chala he gari aur 4.5 sal hua he gari ka
Maruti, Toyota best hai second hand market me khareedne ke liye. Bas inme meter tampering bhot hoti hai. Aur agar kam mileage se koi dikkat nahi hai to hyundai bhi dekh skte hai.
@@nayakbabu4873 Hn bhai maruti aur hyundai ki built quality to bekaar hai. Lekin agar jyadatar city me hi use krna hai to consider kiya ja skta hai. Aur agar mil jaaye to S-cross, Brezza ki built quality bhi acchi hai. Wrna Toyota, Ford me se dekh lena. VW, Skoda meri mano to mat lena kyuki jab ye purani ho jati hai to inka maintenance normal cars se 3-4 times jyada ho jata hai. Inse acchi to Mahindra, Tata hai kyuki itna kharcha hoga to second hand car lene ka koi fyda hi nahi rhega.
Kaun aisa banda hoga jisko itna shaant itna smooth engine nahin chahiai aap ne ye 100 percent sahi kaha k iss engine par jaa sakte hain kaun hoga jo aisa engine nahin chahega par janaab ji aap ne ye kyon nahin bataaeaa k isski body strenth par jaa sakte hain k nahin ye bhi tau gauarrenty se bataaeaa karo na tabhi hamm bina confuse hue faisla kar sakenge na k jaana chahiai ya risk bhi saath saath road par jaaega jitni baar chalaaenge hai k nahin aap tau ek sachhe suchhe imaandaar mechanic ho hai k nahin sabb ye baat jaante hain diplomatic tareeke se thodi chalte ho raam raam ji