Murshid rehnuma, rehbar and teacher ko bolte hain jo hamari rooh ki tarbiyat karta hai use murshid kehte hain agar insan apna murshid banata hai to uske ilawa kahin or nahi ja sakta Q k ishq k raah main ek ko hi apna aap diya jata hai hr ek hr ek ko nahi
Ishq murshid ka matlab hy, Ishq rehnuma (leader). Q k kabhi kabhi ishq ap ko zindagi ka asal maqsad samjha deta hy. Or us maqsad ko hasil karny k liye apko guid bhi karta hy.