Mashallah ustad bhot din se ye set return ja raha tha inshallah ab nahi jaega maine ap ko ye set pe video banane k liye coment b kiya tha jazakallah Allah apko aur tarrakki de
Asslam o alakum Sir ka mara pass be ha itel a48 aus ka be ya he masla ha Par jes na Repair karna ha vo 2000 mang raha ha Par ma be repair karta ho basic mobile Boad Repair ni karta 😢