Тёмный

Jaane Jaan Jaane Jaan - Anari | Sadhana Sargam | Karishma Kapoor | Hindi Song 

Geetmala
Подписаться 67 тыс.
Просмотров 17 тыс.
50% 1

Song Credits:
Song: Jaane Jaan Jaane Jaan - Female
Movie: Anari
Singer: Sadhana Sargam
Lyrics: Sameer
Music Composer: Anand-Milind
Movie Credits:
Producer: D. Rama Naidu
Director: K. Murali Mohan Rao
Starcast: Venkatesh, Karisma Kapoor, Raakhee, Suresh Oberoi, Gulshan Grover
Song Lyrics:
Jaane jaan jaane jaan
Rab tere duhayi
Yeh kaisi judayi
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na
Rab teri duhayi
Yeh kaisi judayi
Khoon-e-jigar yeh kehta hai
Tu dil mein rehta hai
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na
Tere liye gham sahun
Saare main sitam sahun
Saajna saajna
Khud ko mitaungi main
Mar ke deekhaungi main
Baalma baalma
Kehta hai mera jiya
Mera tan man piya
Hai tera hai tera
Maane ya na maane koyi
Jaane ya na jaane koyi
Tu mera tu mera
Bandh ko jise tode
Aisa nahi hai yeh bandan
Maine to yeh mera jeevan
Bin tere na jee paaun
Ghut ghut ke na mar jaaun
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na
Rab teri duhayi
Yeh kaisi judayi
Khoon-e-jigar yeh kehta hai
Tu dil mein rehta hai
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na
Saari zindghani likhun
Lahu se kahaani likhun
Pyar ki pyar ki
Kuchh bhi zamana kare
Yaadein na bhulaun kabhi
Yaar ki yaar ki
Rasmein jahaan ki sab
Kasmein jahaan ki sab
Tod doon tod doon
Tere liye sathi mere
Hans ke main saara jag
Chhod doon chod doon
Zulmon ki salakhon mein
Mujhko nahi hai ab rehna
Dard yeh bichhadne ka
Mujhko nahi hai ab sahna
Kashti ka kinara hai
Tu mere sahara hai
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na
Rab teri duhayi
Yeh kaisi judayi
Khoon-e-jigar yeh kehta hai
Tu dil mein rehta hai
Jaane jaan jaane jaan
Aaja na aaja na
#sadhanasargam #karismakapoor #femaleversion #anari

Видеоклипы

Опубликовано:

 

29 май 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 1   
@PintuKumar-bj4cc
@PintuKumar-bj4cc 16 дней назад
😢😢😢😢😢😢😢💔💔💔🥺🥺🥺🥺🥺❤️❤❤️❤❤️👀