Sikandar Bhai bahut khoob ..... Me Harendra Singh Mathura (u.p.) se, aapka khel bahut achcha lagta hai aapki har video dekhta hu, me 15 June ko dehradun aa rha hu aapse milne ki ichcha hai agar possible ho paye to time nikalna ,,, ram ram ...salam malekum
Sikandar Bhai ...purane Street jadugar jo style me bolte the , vo hi style se aap bolte ho.. bahot achcha lagta he, aapne ye purani kala ko jinda rakha ..aapka bahot bahot shukriyaa
Gaur se dekhna bag ke andar mujhe khargosh dikhaiye last mein go back ke andar sare Janwar laya tha aur use andar dal ke kapde ke andar se Nikal kar dikha de sab fake hai
Aap achcha kaam kartay ho. Agar mumkin ho tou Ajay Dhingra, Natin Martin , Sonu Choudhary ya Kisi AUR Saheb ki viral vedios dekhain aur ici tarha ki vedio banayn.