ALLAH Hazrat ku jazaye khair atakare itna khuda par tawwakul Masha Allah Itna acha samjhane tarikha Allah tala hum sab musalmano ko unki baton par Amal karna nasib farmaye ameen summa ameen 🤲
Assalamualikum Mufti Sb...meri same paresani hai jo ap bayan kar rahe hai...meri bhi umar hogaye hai mjh b sab na pasand kar ke chale jate hain...mere Abu ki tabiyat kharab ho rahi hai..mai bht paresan hun ap Allah ke liye Dua kijiye meri nikah jald ho jaye...😭
Assalamu alaikum Maulana sahab ye jo wazifa aapne bataye hain sura e ikhlas ka maine shuru to Kiya tha lekin haiz k din hone ki wajah se wazifa mukammal na kar saki. Ye to 90 din ka wazifa hai shayad. Main halat haiz me b kar sakti hu kya.
Aslamalaikum acha rista Kai waste duwa Karo meri hide kaam hai mera rishta nai hora phala durood Shareef padna 1000 badmai 40 martaba surah iqlas padna boliya na