Ya ma sachi bibi fatima zhera ya mila ali shere khua ya hasan ya husen ya abbase alamdar ya mira sachhy sayad baba ji ya mamu sahab ya nabi ya allha ❤❤❤❤❤
Bhai is vlog mein tumne imam hussein ke mamu ka mazar bola hai jo ki ghalat hai kyunki imam hussain a.s. nabi e kareem ke nawase hain aur huzur s.a.w. ki nasl imam hussain se chali hai to unke koi mamu nahi hain pehle poori jankari liya karo fir bola karo