Тёмный

Jware ke beech kalash Sthapna Kaise Karen | मिट्टी के पॉट में ज्वारे के साथ कलश /घट कैसें बैठाएँ 

Shobha Porwal Creations
Подписаться 47 тыс.
Просмотров 8 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

9 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 17   
@bankebiharijikiduniya6614
@bankebiharijikiduniya6614 Год назад
Mam kya Ham Jo ko bhigokar Dal sakte hain
@amitamohanty5968
@amitamohanty5968 3 года назад
Thx for information
@ShobhaPorwalCreations
@ShobhaPorwalCreations 3 года назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Q-fH5wgbuDg.html corona ke samay navratri pujan kaise karen Amita ji thanx
@ShobhaPorwalCreations
@ShobhaPorwalCreations 3 года назад
Magical fertilizer for moneyplant ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-PNFD6hvgL80.html
@geettaneja3826
@geettaneja3826 10 месяцев назад
Mam mere jware aate to hai but kuch jagha ate kuch jgha nahi aate upper se bhare bhare nahi hote khali khali dikhta hai aisa kyu hota hai
@neelamsharma2373
@neelamsharma2373 3 года назад
Navratri mein jwar ka jal visarjan karne ki vidhi aur video bhi upload kijeye plz🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@ShobhaPorwalCreations
@ShobhaPorwalCreations 3 года назад
Neelam ji Aaj kal jal me kisi bhi pujan samagri ka visarjan mana hai ( swachchata Abhiyan ki wajah se ) Agar aap jal me visarjan kerna chahte hain ,to ghar me puja samapti ke baad aur kanya ujan aur bhojan ke baad jo jware hain unhe ghar ke aas paas koi nadi talab ho aap jwaron ko pravahit ker dejiye. Lekin aaj kal jyada log koi kisi garden me tree ke neeche jware ke pot ko rakh dete hain ya mandir ke bahar rakh ker aa jate hain . Ek alternative aur hai agar aapko pasand aaye to aap follow ker sakte hain.I will send the link.
@ShobhaPorwalCreations
@ShobhaPorwalCreations 3 года назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-v7Z5l4qOSXM.html Jware visarjan
@ShobhaPorwalCreations
@ShobhaPorwalCreations 3 года назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-ErGqLgFIYv4.html Ashtami ,navmi puja ke baad Jware ka kya karen.
@jasbirsingh-bl1bx
@jasbirsingh-bl1bx 3 года назад
Jai mata di mam is baar kalash ka mahurat kya hai??
@ShobhaPorwalCreations
@ShobhaPorwalCreations 3 года назад
Jasbir ji 6.27 -10.13 am 11.44- 12.29 2 muhurat hain. Koi confusion ho to Kisi mandir me verify ker len. Aise Navratri me her samay shubh muhurat hota hai.
@jasbirsingh-bl1bx
@jasbirsingh-bl1bx 3 года назад
Thanks mam
@niharthmourya73
@niharthmourya73 3 года назад
Mem.... jow ugane ke liye kon kon si mitti ka use kar sakte h...? Or jow ugane k liye mitti ka pot jaruri h kya?
@ShobhaPorwalCreations
@ShobhaPorwalCreations 3 года назад
Niharth ji Jau ugane ke liye mitti ka pot best hota hai Bent ki basket bhi choti size ki puja Shop me milti hai , usme bhi laga sakte hain. Jaruri to hota hai Kya aapko koi problem hai , pot milne me ? Jau ugane ke liye garden soil , ya jis mitti me plant lagate hain wo mitti le sakte hain Mitti puja shop me ya nursery me mil jati hai . Mitti me koi bhi fertilizer na milayen. Sending Navratri jware related link Sare solutions usme mil jayenge. ru-vid.com/group/PLRDF6g1bEzDfkK3-Oqq9d4Z6fpZey8PF1
@ShobhaPorwalCreations
@ShobhaPorwalCreations 3 года назад
Niharth ji New video On suitable mitti for jware ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-00V5930Ws5k.html It will clear ur all doubts.
@divya.aadrika150
@divya.aadrika150 3 года назад
teen din tk pani nhi dalna hi usme.
@ShobhaPorwalCreations
@ShobhaPorwalCreations 3 года назад
Divya ji 3rd day pani dalte hain Pl.see the video thoroughly.
Далее
🎙А не СПЕТЬ ли мне ПЕСНЮ?🍂
3:04:50