Тёмный

Kalanchoe Plant Care in Summer ll How To Save Kalanchoe in Summer For Naxt Season ll 

Shyama gardening
Подписаться 3,1 тыс.
Просмотров 495
50% 1

hello friend welcome to my RU-vid channel Shyama gardening
aaj main aapko kalanchoe ke plant dikha rahi hun Kalanchoe Ek parmanent flowering plant hai kalanchoe ki care garmiyon Mein kaise karen kalanchoe ko Next season ke liye Kaise bachaker rakhen ll
Kalanchoe Plant Care in Summer ll How To Save Kalanchoe in Summer For Naxt Season ll
kalanchoe Plant
Flower
kalakalanchoenchoe Plant Care
kalanchoe Flower Plant Care
kalanchoe Flower Plant Care in summer
kalanchoe save for Next season
kalanchoe Plant cutting
kalanchoe plant grow from Cuttings
kalanchoe Flower Plant by cutting
save for kalanchoe Flower Plant insummer
kalanchoe Growing session in winter
kalanchoe
kalanchoe plant
kalanchoe plant Care
#kalanchoebestsummerfloweringplant
#kalanchoesavefornextseason
kalanchoeFlowerPlantCareinwinter
kalanchoePlantgrowfromcutting
kalanchoePlantcutting
#kalanchoebestpermanantflowerplant
kalanchoedifferentcolourvarietyflower

Опубликовано:

 

9 май 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 20   
@MagicalBobby-support-id
@MagicalBobby-support-id 2 месяца назад
Bahut sunder plant h apke bahut achci jankari di apne😊
@shyamagardening
@shyamagardening 2 месяца назад
Thankyou so much🙏🙏🙏
@gdevi6628
@gdevi6628 2 месяца назад
Achi jankari milti h
@shyamagardening
@shyamagardening 2 месяца назад
Thankyou so much🙏🙏🙏
@radhikakibagiya7828
@radhikakibagiya7828 2 месяца назад
बहुत ही अच्छा प्लांट बहुत अच्छा केयर टिप्स भी दिया आपने मैं🎉🎉🎉🎉🎉🎉
@shyamagardening
@shyamagardening 2 месяца назад
Thankyou so much🙏🙏🙏
@passionforgreens
@passionforgreens 2 месяца назад
Nice informative video for kalanchoo plant.🎉
@shyamagardening
@shyamagardening 2 месяца назад
Thankyou so much🙏🙏🙏
@myorganicterracegarden7328
@myorganicterracegarden7328 2 месяца назад
Fast like pin kare please bahot hi sundar jankari di 😊
@shyamagardening
@shyamagardening 2 месяца назад
Thankyou so much🙏🙏🙏
@harekrishnamandaliuk1727
@harekrishnamandaliuk1727 2 месяца назад
Very nice 👍 beautiful flowers 🌺🌹🌺🌹 Jai Ho ❤🎉
@shyamagardening
@shyamagardening 2 месяца назад
Thankyou so much🙏🙏
@myhobbyisgardening5164
@myhobbyisgardening5164 2 месяца назад
Very nice sharing friend 👌
@shantijoshishantijoshi
@shantijoshishantijoshi 2 месяца назад
Thank u so Mach🙏🙏
@lokeshgaur3232
@lokeshgaur3232 Месяц назад
Mam maine aapke video list ko surf kiya lekin Swarn Champa par video nahi mila. Khaaskar is plant ki potting mix ke baare mein information chahta hun. Maine pichhle 3-salon mein lag-bhag 2 dozen chhote-bade, yellow aur white plants try kar liye hain lekin success nahi mila. Please ya to apne video ka link dijiyega ya phir ek exclusive video is plant par banayiyega garden lovers ke liye. Thanks, nice information on Kalanchoe as always. 👏🙏👏💐🌹💐👌👌👌👌👌👍👍
@shyamagardening
@shyamagardening Месяц назад
Meri video dekhni hai aur comment karne ke liye bahut bahut dhanyvad aapane Apna Amulya Samay nikala comment Kiya aapke comment se kam karne ka utsah badh jata hai aur kam karne mein Achcha lagta hai mere pass sari Champa Hai Swarna Champa bhi hai Swarna Champa Ek Chhota Sa paudha hai mere pass aur Pichhle Sal vah bhi lagaya hai maine Kahin Se Chhoti Si cutting Lekar I Thi Aur vah Maine lagaya hai isliye main usmein do do leave I hai aur Champa to Ek Aisa plant hai ki Kabhi kharabi Nahin Hota pata nahin aap kaise laga rahe hain main to uski cutting Aisi hi Laga deti hun to aasani Se Ho Jaati Hai Mere Pass pink red white or yellow Prakar ki Champa ke Kai paudhe Hain Har Sal 3 sal pahle banaa lete ho to de rahe ho Pade ho gaye hain aur is Samay Mere vahan pink Champa Mein flowering ho rahi hai aur cutting mein bhi flowering ho rahi hai ab main abhi cutting jo hai usko report karungi to aapko video banate Hue dikhaungi ki kis dhang se main Mitti taiyar Karti hun aur yah Ek Sun loving plant hai aap ise dhup mein rakhen aur bahut hi aasani se easy to grow plant hai yah to low maintenance plant hai Champa pink Champa bhi aap avashya lagaen pink Champa bahut jyada Khubsurat hoti hai main aapko Ek Do Din Mein video Banakar dalti hun poochhne ke liye bahut bahut dhanyvad ISI Tarah Se question Karte rahiye main batate Rahungi Mujhe Achcha Laga🙏🙏
@lokeshgaur3232
@lokeshgaur3232 Месяц назад
​@@shyamagardeningMam bahut bahut dhanyavaad aapka itne detailed information ke liye. Maine aapse baat aur video banane ki request jis plant ki kee hai wo SWARN CHAMPA/MICHELIA CHAMPACA/MAGNOLIA CHAMPACA/JOY PERFUME TREE HAI. Is plant mein 2 hi colours aate hai, Yellow and White. Aapne jis plant ke baare mein reply nein batata hai wo PLUMERIA PLANT hai jo aasaami se cutting se lag jaata hai jaisa ki aapne bataya. Plumeria bahut se colours aate hain jaisa aape bataya. Aaha hai aap meri baat samjhengi aur Swarn Champa par video banakar hamen anugrahit karengi. 👏🙏👏💐🌹💐
@amanterracegarden
@amanterracegarden 2 месяца назад
Mere pass mein hybrid wale Ke char colour the lekin ek khatm ho chuka hai😢
@shyamagardening
@shyamagardening 2 месяца назад
Thankyou so much🙏🙏
@shyamagardening
@shyamagardening 2 месяца назад
Thankyou so much, iski bahut colour Hote Hain bahut jaldi yah Gal Jaate Hain
Далее
Does size matter? BEACH EDITION
00:32
Просмотров 7 млн
Cat Corn?! 🙀 #cat #cute #catlover
00:54
Просмотров 4,5 млн
Clowns abuse children#Short #Officer Rabbit #angel
00:51
Does size matter? BEACH EDITION
00:32
Просмотров 7 млн