Bahut Badia bhai, apney kabootar key barey main udaan key barey main Badia bataya nahi to log Sirf ankh, par or panjey hi di khatey hain, udaan or parwaaz nahi batatey
Rizwan bhai as salamu alekum aap kabootar baz ka numbar dal diya karo discretion me only aapka hota hai numbar kabootar baz ka nahi hota aap call bhi received nahi karte hain😊 plz request you so plz kabootar baz ka numbar data karo me monu khan delhi se