Тёмный

Kaunsi Chizon Par Zakat Wajib Hai - On Which Things Zakah Is Obligatory By Adv. Faiz Syed 

IRC TV
Подписаться 4,1 млн
Просмотров 197 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

9 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 179   
@akhterjamil09
@akhterjamil09 2 года назад
Awesome definition for this issue. Jazak Allah Khairan Faiz Bhai.
@Timakiwala
@Timakiwala 2 года назад
What about 72 Hoors, Is it available to you all, after RIP..
@anandirfan7296
@anandirfan7296 2 года назад
Ghcgğ
@anandirfan7296
@anandirfan7296 2 года назад
Ĺ
@heenaansari2971
@heenaansari2971 5 месяцев назад
Thnx to clear dis content.... JAZAKALLAH
@MrF1rebolt
@MrF1rebolt 4 года назад
JazakALLAH for detailed explanation. It has been very helpful indeed.
@syednaveed2867
@syednaveed2867 4 года назад
Jazak Allah khair faiz bhai
@saqueeurrahman1391
@saqueeurrahman1391 3 года назад
Thank you faiz bhai bahut ache bayan hai aapke
@muhammadalifunnykidscuteki219
@muhammadalifunnykidscuteki219 2 года назад
Aoa, mera sawal hy ke mehdod amdani or km wasail ki wja se cometian daal ke jo paisay hm ye soch kr jma kr rakhtay hain ke Allah na kry kisi buray wqt/beemari/ya kisi shadi biah main kaam aain ge, ya in main mazeed paisay jor ke chota mota plot le lain ge tu kia un paison pr bhi zakat dena hogi? Baraye mehrbani jawab dain.
@saminab947
@saminab947 2 года назад
Assalaam alekum bhai What abt salary people how much zakat for them And if my business is of Tourism I have never got profits infact I have to take loan so much I should pay?
@imrankhan-kb7cr
@imrankhan-kb7cr Год назад
Masha Allah
@VION_7083.
@VION_7083. 3 года назад
As/w faiz bhai Appka baiyan suprb se uppr amazing
@ferozepatels6790
@ferozepatels6790 4 года назад
Jazakallah
@muhdtaaseen1152
@muhdtaaseen1152 3 года назад
Jazak Allah bhai
@hello-vi5vx
@hello-vi5vx 3 года назад
Jazakallahu qair
@asimawan2638
@asimawan2638 4 года назад
AoA bank main rakhy huy peson pe zakat ha to kea os pe sal gozrna zarori ha keu k kabhe bank main hoty kabhe nhi to kea karin ?
@rufy1703
@rufy1703 2 года назад
Gold standard is not applied today. The link between dollar and gold has been discontinued a few decades back.
@razamughal4582
@razamughal4582 Год назад
What do you mean??
@srazkhan6874
@srazkhan6874 6 месяцев назад
Asalam Alaikum, Main har saal 1 Ramzaan zakat ko calculate karta hoon, yeh saal mujhe 1 Ramzaan ko kuch amount ( example ( Salary) aur plot ki payment aayi hai jo maine bechne ke liye nahi liya tha, lekin achanak uska deal ho gay toh kya mujhe yeh amount ko is saal ki zakat main pakadna padega kya, please guide kariye
@mmdharwadkar4195
@mmdharwadkar4195 3 года назад
Kisiki Cash amount inheritance money apne pass 4 saalaSe hai. Kyaa mai uspe wahi cash mese zakat dena hai. Ya ye uske Malik ka hakk hai? Confused. Pl confirm
@syedasunaina2401
@syedasunaina2401 3 года назад
Kya property par zakat h? Agr shop ho aur usko rent par dia hoa ho tou us par zakat h?
@nazneenshaikh2510
@nazneenshaikh2510 2 года назад
Ji Haan zakat dena hoga
@shireenbegum8882
@shireenbegum8882 Год назад
Mere pass 2.5 tola gold 19 tola silver aur business cash 40000 hay my zakat kaise nikalu
@peacepeace4256
@peacepeace4256 Год назад
I have a question.Example I have 10000 dollar . I receive say 50 dollar interest from bank. I have to pay taxes say 50 dollars. What I do first I remove the interest and pay the tax. So then I do 2.5 % of 9900. Am I doing right?
@amjadKhan-ll4su
@amjadKhan-ll4su Год назад
Or property per zakat wajib hai Jo property use me hai ya use me nhi hai usper kya zaqat farz hai
@motassifakhtar8124
@motassifakhtar8124 4 года назад
Faiz bhia kia extra zameen per zakat hai kia jisse koi incom na ho aur jis ki keemat lakho me ho?
@saminaasad8661
@saminaasad8661 5 лет назад
Mujy ye pochna ha k salary per b zakat ha Kya? Mtlb agr kisi ki salana income 7 lac Tak ha rent ka house ha or 50 Tak kharch ho jata ha to Jo Baki ki savings hoti ha to Kya us per zakat wajib hai agr Han to us ki shirah Kya hogi
@khanthegreat1994
@khanthegreat1994 3 года назад
I think saving pe agr 1 saal guzar gya to hi zakat nikalna padenga. Or agr paise rotate ho rahe hai to nahi
@aatifahmed2866
@aatifahmed2866 5 лет назад
Mere pass do mahine pehle hi paise aaye hai baree amnt hai Kya uspe zakaat fard hai?
@manjummujawar3493
@manjummujawar3493 3 года назад
Jajakallah kyre bhai
@shifass5322
@shifass5322 4 года назад
फैज़ साहब की कोशिश महत्वपूर्ण है, ....लेकिन औरतों के विषय में उनकी जानकारी थोड़ा आगे बढ़ना चाहिए....इस्लाम औरत को बराबरी कैसे दी है.. इस विषय में वीडियो बनायिए..
@hameedhameedkhan515
@hameedhameedkhan515 2 года назад
Mashallah
@mohammedriyaz2603
@mohammedriyaz2603 4 года назад
11.33×52.5=595gr silver
@crosrigaming2176
@crosrigaming2176 5 месяцев назад
Assalamualaikum, kya zakat ka amount iftar k liye istemaal kar sakte hain
@technogiri318
@technogiri318 2 года назад
Kiya zakat ke hisab se nikli hui paiso se jiada paisa diya zasakta hai ? For example: mera zakat ka paisa 2865 hua , magar mai pura 3000 dena chahta hoon to kiya mai pura 3000 hazar de sakta hoon ya nehi ???? Please reply
@maqsoomwaheed6459
@maqsoomwaheed6459 4 года назад
Kerat k hisab se zakaat day sakte msln agr Mera gold 22 k ha to 22 k per tola k hisab se day sakte kiun k kerat ki different prices hen
@sameenabanu5931
@sameenabanu5931 Год назад
Rental Property par kya zakat he Rent jo aaraha he uspar ya phir mukammal property par ?? Please islah kijiye koi b Bhai
@karimakhtarhussain522
@karimakhtarhussain522 5 лет назад
Pehli baar life me faiz bhai ka koi video dekh kar confuse hua hu 😂😂
@mohammedfazal4606
@mohammedfazal4606 5 лет назад
Y so
@ayaanshafiya4171
@ayaanshafiya4171 5 лет назад
Hmmm Same here
@lifewithmrswaqas
@lifewithmrswaqas 3 года назад
Kya confuse huau
@imrankhan-kb7cr
@imrankhan-kb7cr Год назад
Pure dhyan se video dekho to confuse Nahi hoge Insha Allah
@ihsanulhaque6424
@ihsanulhaque6424 4 года назад
Agar mae nae kisi k sath paesae invest kiae hain. Or wo mere paesoan ki koi laat lae k 2 ya 3 month maesale kar daeta hae. Saal mae 1 ya 2 laats wi meri daalta hae. Saal kae last pae agar inventory zero hoati ho. Tu in halaat mae zakat ka kya hukam hae
@aishamohammad423
@aishamohammad423 6 лет назад
Agar husband zkaat k pasy na day aur zewar bi susraal waly apny qabzy aur nigrani men rakhty hon tb zkaat kasy day aurat,
@methib3306
@methib3306 5 лет назад
aisha mohammad , ya Allah. Zalim aur bakhil log hai aap ke sasural wale . Aap ka zewar Aap ke pas rehna chahiye .
@lifewithmrswaqas
@lifewithmrswaqas 3 года назад
Apna zewar day dain utna jitny ki zakat ho
@fbs1131
@fbs1131 Год назад
Ek point aor clear ho jaye to achha : 9 tole zewar par zakat us zewar ki nayi kimat par dena he ya us zewar ki sel price jo ho aj k hishab se us kimat par zakat count karni he ?
@azizurrehman7757
@azizurrehman7757 Год назад
Zakat jeweler ke rate pr nahi bl k gold ke current qeemat pr deni prti hai. Agar jewelry 50 saal purani ho tb b aj ke halis sone ke qeemat ke hisab ss dena pare ga.
@funnybaaz1935
@funnybaaz1935 4 года назад
Mera Business hai garments ka jeans ka or stock me bahot maal hota hai or woh jda tar udhar ka hota hai means agar uska rate nikala jaye to us se jda cloth jis se cloth lete hai jeans banane ke lia usko payment dena hota hai to kya us maal pe bhi zakat dena hoga
@ashaahil2931
@ashaahil2931 2 года назад
Assalamualaikum Maine apne beta ki hone wali Bibi k lia kuch jawar banaya hai kia us par v jakat Ada karni hogi
@anwarulansari1081
@anwarulansari1081 Год назад
CPF(jo amount salary se kat kar companies save kar k rakhti hai)per LIC par Zakat nikalna hai ya nahi
@shaireennaaz6742
@shaireennaaz6742 Год назад
Lic to waisehi haram hai to uspar zakat kaisa😮😮
@syedmohiuddin6605
@syedmohiuddin6605 Год назад
plot sold now with this money wanted to buy flat but till mow did not get flat so zakath on this money or not
@nazeerunnisa6750
@nazeerunnisa6750 2 года назад
Allah bless you zabardus v good 👍 jazakallah
@Timakiwala
@Timakiwala 2 года назад
What about 72 Hoors, Is it available to you all, after RIP..
@sameenabanu5931
@sameenabanu5931 Год назад
@@Timakiwalayes indeed we will get the best of paradise if we do good deeds and if try not to slander or taunt others then surely Insha Allah we will get paradise. Lastly your words speak about your religion so try to follow the true religion so that people stop mocking 😊
@misbahsadafkhan1965
@misbahsadafkhan1965 5 лет назад
Jazakallahu khair wa ahsanul jaza
@jiyakhanjiyakhan6358
@jiyakhanjiyakhan6358 5 лет назад
Sir myny gold abhi bnaya hy srf 2 mahiny huy hy to kya or zakat ky mahiny agai hy to kya my abhi zakat dy sakti hun abhi saal nahi hua to kya abhi mujh pr dyna lazim hy plz ans me
@mohammedmazhar5149
@mohammedmazhar5149 5 лет назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-NAgUUqsY9T4.html.. go through this sister
@al-asartv5552
@al-asartv5552 3 года назад
Allhamduillah..... Sukur Allhamduillah. .. Jajak Allah Faiz bhai
@mohammadshafiqakkalkot3638
@mohammadshafiqakkalkot3638 3 года назад
I'mm
@anasshaikh9816
@anasshaikh9816 2 года назад
Silver ka nisab 595 gm he na ??? 52.5 × 11.33 = 595 52.5 × 11.33 is not equal to 585 faiz bhai please answer.. Aap se video me bolne me galati ho gai he...
@rafatparveen1302
@rafatparveen1302 2 года назад
mere phuppi k pas kul asasa 30 hazar rs or 4 tole zewar h to kya unko zakat deni pregi plz reply
@abushehabful
@abushehabful 2 года назад
jo apney soonch k mutabiq na hutu wo hadis bhi ghalath wo imaam bhi ghalath ?
@hafizabegumhafizababy963
@hafizabegumhafizababy963 2 года назад
Koi. Humai. Zakat. Ki. Pasie. Diya. To.. Uspaar. Bhi.. Zakat.. Humai.. Dinaa, padi ga.. Please boliye
@osamaalam1021
@osamaalam1021 5 месяцев назад
Lic pe zakat ka mamla kya h
@ishratansari5149
@ishratansari5149 5 лет назад
Makan ki bhi jakat dena he ??
@Srfrj
@Srfrj 3 года назад
Apne bato ko iskadar khitdi mat banae sahab ....sabhi log canfused hai ...sahi tarike bataye
@SanaShaikh-jb1oq
@SanaShaikh-jb1oq 5 лет назад
Mera b mamla aesa hi pr me alhmadulillah paise jod k zaqat nikalti hu
@mohdadil7926
@mohdadil7926 4 года назад
AGAR SILVER 40 TOLA AUR GOLD 3 TOLA HAI TO KY DONO KO MILA KER JAKAT BANTI HAI YA SILVER 60 TOLA AUR GOLD 2 YA 3 TOLA HAI TO KY DONO KO MILA KAR JAKAT BANTI HAI
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
Mila kar nai Banti. Gold more than 8.5 tola and silver more than 585g then only zakat applies.
@shoaibakhtar3407
@shoaibakhtar3407 4 года назад
👍👍👍
@javedzubair3307
@javedzubair3307 3 года назад
Assalamualekum Hazrat agar kisi ke pass zameen h jiske kheti hoti h kya uspe zaqat diya Jana h.....
@sayedzahida8906
@sayedzahida8906 Год назад
Kheti par depend hi as per faiz bhai..
@sumaiyaangel4427
@sumaiyaangel4427 2 года назад
Kisika gold poora bank pey girwi rakha hai to uspar bhi zakaat Dena zaroori hai??
@mdzaheeruddinuddin9861
@mdzaheeruddinuddin9861 3 года назад
Mara past goldnahi hai na dukan hai roze kamata ho sakat kasa da
@sajiyakhatun786
@sajiyakhatun786 11 месяцев назад
3tola gold or 20000 tak silver or 30000 cash ky in sab me zakat farz hain
@sayeedadodwad9685
@sayeedadodwad9685 5 месяцев назад
?
@simplyhyderabad4922
@simplyhyderabad4922 5 лет назад
Land pe zakat kaise nikale... Ghar aur Zameen ki zakat kaise malum Karen???? Plz bataiye
@arshiyabanu8136
@arshiyabanu8136 4 года назад
Ha land per kitna nikalna hai zakat
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
Aapke land ki keemat malum kare... Agar 1 crore ka land hai to uska 2.5% zakat hai...yani 2.5 lakh rupees for 1 crore price plot.
@alisharangrez8715
@alisharangrez8715 2 года назад
Assalamu Alaykum Humara ghar khud ka nahi hai.aur mere shohar bhi nahi hai meri do Jawan beti hai meri dono beti kaam karti hai us kaam ke pese se mene kuchh Sona banai hun do se teen tola Sona hai jo shadi ke liye banai hun lekin hum Humesha se Khiraye ke ghar me rehte hai...aur kahin koi pesa nahi hai to kya zakat farz hogi please bataye
@rubiyabegum5908
@rubiyabegum5908 5 месяцев назад
Same situation. Kya zakath dena farz hai?
@shaikhanisha7037
@shaikhanisha7037 2 года назад
Real dimond ki Zakat nikalni he? LOG ZAKAT SE BACHNE K LIYE GOLD K BADLE REAL DIMOND ME INVEST KARTE HE
@razamughal4582
@razamughal4582 Год назад
Diamond peh nai hain
@gulnazkhan7248
@gulnazkhan7248 6 лет назад
Jo hamare ghr m kam krte usko zakat de skte :h kya ?? Plz rply
@faheemali7445
@faheemali7445 4 года назад
Desskte h bhai lekin vo ghareeb hona chahiye
@faheemali7445
@faheemali7445 4 года назад
Lekin sirf muslim kó desakte h
@junaidzaidi7385
@junaidzaidi7385 5 лет назад
Agar hum kul salary me se house expenses less karke remaining ka 2.5% dete rahe to kya ye sahi rahega? Please reply zaroor den...AssalamoAlekum
@faranshakeelahmad
@faranshakeelahmad 5 лет назад
Salary ka 2.5% nikaal kar kharch karen
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
@@faranshakeelahmad salary pe nahi zakat... Salary every month Hoti...zakat yearly hai
@humairairshadshaikh4201
@humairairshadshaikh4201 3 года назад
Assalamualaikum. Jo zewar hum daily use karte hai kya uska bhi zakaat dena padhega?
@adnanahmed444
@adnanahmed444 2 года назад
yes
@mdmerajakhtar3719
@mdmerajakhtar3719 4 года назад
Assalam walaikum mera sawal h main khud ka ghar bnane ka niyat se paisa rkha tha aur ghar ban v rha tha aur bahut se paise kharch v ho gye aur ab lockdown ki wajah se kaam ruk gya aur jo baki bache paise h uska 1 saal pura ho gya toh kya zakat dena h?pls reply
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
Haa 1 yr complete hua to zakat Dena hoga
@fahadnajmi9532
@fahadnajmi9532 6 лет назад
ASSLAMOALAIKUM FAIZ BHAI MERE PASS 50000 RUPPES DUSRE KE PASS H aur mere pass 50000 karz h to kya zakat nikal na wajib h
@mohammedmazhar5149
@mohammedmazhar5149 5 лет назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-NAgUUqsY9T4.html.. go through this brother
@syedamirali3205
@syedamirali3205 4 года назад
Hallmark or KDM me farq kaise kare...
@syedamirali3205
@syedamirali3205 4 года назад
Mera or sawal hai k agar gold 86gm se zyada ho wahi Karz v ho ...to zakat dena padega kiya
@raheesabepari1466
@raheesabepari1466 4 года назад
@@syedamirali3205 Haa
@hadiqaabid7682
@hadiqaabid7682 4 года назад
Mere pas 4 tola gold or less than 1 lac amount h. To Kia mjhe zakat denies chahiye? Mere gold jewellery ki surat me h
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
Gold agar 8.5 tola se zyada hai to zakat farz hai.
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
@@tamkinraza3510 7.5 nahi...8.5 hai.. 7.5 us zamane mei tha jab 1 tola approx 12g tha... Lekin aaj 1 tola 10 gms hai...jiski wajah se 8.5 tola se zyada par hai zakat
@mohdzoran2236
@mohdzoran2236 3 года назад
Sone Ka Tu batadiya wo 1 lac pr kitni zakat h bataye
@badshahzeeshan123
@badshahzeeshan123 6 лет назад
Sir jis pa karaz ho wo da sakta hai or jis ko karaz deya ho us pa hai k nahi
@ashaahil2931
@ashaahil2931 2 года назад
Maine apna Sona bete k naam kar diya hai to isska jakat kon ada karenge
@motassifakhtar8124
@motassifakhtar8124 4 года назад
Faiz bhai extra zameen per zakat hai kia jisse koi incom na ho jis ki keemat laakho me ho
@worldnews8662
@worldnews8662 3 года назад
Dena hai
@yasminkhadke7922
@yasminkhadke7922 3 месяца назад
1 lakh par kitna zakat
@sohailshah799
@sohailshah799 2 года назад
Allah se dua he ya Allah Sare munafiko ko jahnnam me dalde maslake ala hajrat jindabad 5
@AliAhmad-wl3tk
@AliAhmad-wl3tk 4 года назад
Aoa mara pass ak polat ha 2 Maa phaly lia ha Pakistan 130000 lakh ha is pay zukat ho gayi k nai please reply me
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
Hai is pe zakat. Plot ki keemat mlm kare.. phir us keemat ka 2.5% zakat de
@mohammad.hadik.shaikh.shai4644
@mohammad.hadik.shaikh.shai4644 4 года назад
Assalamu alaikum Bhai fd me kaise jakat nikale Bhai jarur batae
@worldnews8662
@worldnews8662 3 года назад
2.5 nikaliye ager us par ek saal guzra ho
@sahedaanjum8889
@sahedaanjum8889 Год назад
Mujhe kuch puchna h ap se
@rufy1703
@rufy1703 2 года назад
Is the house one lives in and a car exempted from zakat?
@mohmadmumtaz
@mohmadmumtaz 2 года назад
Yes exempted
@khanthegreat1994
@khanthegreat1994 3 года назад
Gold k current khareedne ki price pe zakat calculate hongi ya current bechne ki price pe.... Because both price are varied
@usmanmanan
@usmanmanan 3 года назад
Sale krny wali price pe hogi
@ahsanzaheer4731
@ahsanzaheer4731 5 лет назад
Bhai Saudia se fatwa hai k pahene wale zewarat per zakat nahin hai? KYA YE SAHI HAI?
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
Nahi ye galat hai. Uspar bhi hai zakat
@eemanrajput7571
@eemanrajput7571 5 лет назад
Agar hum NY plot ki keemat ada kar di ho magar abhi tak woh hmary nam na Hua ho tu Kia hukam h
@mohammedmazhar5149
@mohammedmazhar5149 5 лет назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-NAgUUqsY9T4.html.. go through this brother
@munirakhatun268
@munirakhatun268 3 года назад
Assalamu alaikum warahmatullah hi wabaraqatu.....mere pas GOLD 7 tola se kam he, Or SILVER 10 tola ke karib he, To ky me zakat dungi, Agar zakat dungi to GOLD ki ya SILVER ki, ya dono ki........? Agar me apne pas jo v SILVER he wo me dusron ku hamesha ke lye dedu, Or me SILVER use karna hamesha ke liye chod du to ky me zakat dungi GOLD ka......?
@khanthegreat1994
@khanthegreat1994 3 года назад
Gold silver dono ki cost ko combine karke uspe 2.5% ki zakat dena honga. Aur raha sawal kisi ko dene ka to uspe 1 saal beet chuka honga to apko zakat dena padenga.
@ziaulhaque7816
@ziaulhaque7816 7 месяцев назад
​​@@khanthegreat1994gold aur silver ko jod k zakaat nhi banta dono Ka alag alag banta h Bhai.
@ziaulhaque7816
@ziaulhaque7816 7 месяцев назад
​@@khanthegreat1994Gold 8.5 se jyada h to zakaat 2.5% bnega
@tasleembegum8530
@tasleembegum8530 4 года назад
Assalamulaikum syed faiz sir mere pass 7 tole sona hai joh mujhe shadi me diya gaya.par kis waqt mere husband ko 5lakh ka kharza hai or humri mali zindagi bht bht kharab hai.kya hum pe zakat wajib hai....mere pass paise na hote hoye b mai 10rs aisa karke zakat nikalti hoon ...plz rply
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
7 tola par nahi nai zakat. Gold 8.5 tola se zyada ho to zakat hai
@sadiascreations9228
@sadiascreations9228 3 года назад
7.5 ya 8.5 plz confirm
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
@@sadiascreations9228 3:20 please listen to this!
@tasleembegum8530
@tasleembegum8530 3 года назад
Shukriya aap sab ka
@NaveedAhmad-oy9qn
@NaveedAhmad-oy9qn 7 месяцев назад
​@@sadiascreations92287.5 tole pe zakot
@rizwanadosari9334
@rizwanadosari9334 3 года назад
Assalamu alaikum Faiz bhai 550 gram gold hai to jacket wajib hai
@mohdsheban6114
@mohdsheban6114 Год назад
85 gram se upar gold he to sab gold par 2.5% zakaat he
@mohammadfasivullah1369
@mohammadfasivullah1369 5 лет назад
ek combined family hy aur business alag hy to bhai ka zakat desakte hy kya uske pass sona hy lekin paisa nahi hy plz reply faiz bhai
@khanthegreat1994
@khanthegreat1994 3 года назад
I think sagge bhai ko zakat ni de sakte. Fir b confirm karlo
@homaperveen920
@homaperveen920 5 лет назад
Sir jis Ghr pe rahte h uspe bhi zkat h kya ??? and salary pe bhi ???
@shavezsaifi9238
@shavezsaifi9238 5 лет назад
Salary pe bhi hai or ghr par nahi hai
@homaperveen920
@homaperveen920 5 лет назад
Kitna % ???
@amjadKhan-ll4su
@amjadKhan-ll4su Год назад
Assalamualaikum Hamare ammi ke pass 90 gram gold hai jo ki bahen ki shadi me bhi dena hai or ammi ka bhi hai or. Bhai ke dulahan ko bhi Dena haii Kya is. Me zakat wajib hai
@saleemjan-be6wm
@saleemjan-be6wm Год назад
Fasal ke zakwat ka 95 logo ko pta he nhe hoga.khas kr pakistan men I think.
@salmask6525
@salmask6525 5 лет назад
5 tola soney k jewelry par zakat dena hey please rlp kijeyeh
@shifass5322
@shifass5322 4 года назад
You have to pay zakat on anything equal or more than 85gms of gold
@shifass5322
@shifass5322 4 года назад
On it's current market value.
@Zebakhan-wq3bp
@Zebakhan-wq3bp 2 года назад
Kya 5000rs pr bhi zakat Dena farz hogi
@ayaanbari9265
@ayaanbari9265 Год назад
Bhai 52.5 Tola Agar Chandi Hai Aapke Pass To Zakat Farz Hai Aur 7.5 Tola Sona Agar Aapke Pass Hai To Zakat Farz Hoga , Chandi Aur Sona Ka Rate Badhta Ghat ta Hai Isliye Rate Dekh Kr hisaab kare aur Agar itna paisa ho jaye jisse 7.5 Tola Sona Ya 52.5 Tola Chandi Kharidne ka paisa ho to Zakat aap per farz hogi aapko dena hoga , allah ta'ala Amal Ki Toufiq Ata Farmaye
@syed3183
@syed3183 4 года назад
Tambe pr bhi zkaat hai kya?? Please rply
@tabarakhussain4075
@tabarakhussain4075 4 месяца назад
😂😂
@amreenomair4354
@amreenomair4354 4 года назад
Please mjhe bataein k mere pass 3 toly sona hai Tu KIA us k Zakat din mein q k mene suna hai k chandi k hisab sy dyni hogi aur qurbani b krni hogi plz mjhe bataein
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
Gold agar 8.5 tola or 85g (both are same) se badh kar ho to zakat hai. Aur silver agar 585 g se zyada ho to zakat hai
@Timakiwala
@Timakiwala 2 года назад
What about 72 Hoors, Is it available to you all, after RIP..
@adilrasheed8575
@adilrasheed8575 2 года назад
What about 1000 damsels (apsaras) written in your book are they?
@adilrasheed8575
@adilrasheed8575 2 года назад
Tumhare bhagwan apsarao ka maja le rahe as per your book aur tum yaha doosro ko poochh rahe. The Brahmanda Purana has a mention of Brahma asking Lord Indra to send some chosen Apsaras from his palace to become the wives of Vasudeva Krishna.
@adilrasheed8575
@adilrasheed8575 2 года назад
Parashara Smriti 3.28-29: Celestial damsels seize for themselves, and take delight with the hero, whose body is wounded or cut by arrows, clubs, or maces. Thousands of celestial damsels, rush forward in a hurry towards a hero killed in battle, each proclaiming, ‘He is my lord, he is mine’.
@adilrasheed8575
@adilrasheed8575 2 года назад
Parashara Smriti 3.31: If victorious, wealth is won; if death results, beautiful women fall to his share; since this corporeal frame is liable to perish in an instant’s time, why should we be shy of meeting death on a field of battle?
@adilrasheed8575
@adilrasheed8575 2 года назад
Mahabharata 13.79, Mahabharata 3.42,
@yousufuddinmohd4189
@yousufuddinmohd4189 5 лет назад
Assalamualaykum hum khwatein jo gold use karte hai kya uspar zakaat banti hai pl suggest
@tajansari4849
@tajansari4849 5 лет назад
Machine me zakat hai kya ya raw materials me
@methib3306
@methib3306 5 лет назад
Nazneen M , yes of course. 7.5 tola se upper hai toh zakat Deni hai .
@zohakhan7402
@zohakhan7402 3 года назад
@@methib3306 Gold 8.5 tola se zyada ho to zakat hai... Not 7.5 tola
@arhaanmangoli8245
@arhaanmangoli8245 6 лет назад
6 tole sune ki zakat bhi dena wajib hai kya
@sarahfatima8809
@sarahfatima8809 6 лет назад
Arhaan Mangoli
@muid_
@muid_ 5 лет назад
Nahi
@rajfkrr9495
@rajfkrr9495 5 лет назад
faiz bhai ye galat ye .. quran me hai 7.5 tola to wo change kaisa hoga aap to quran change kar rahe ho .. jab quran me hai 7.5 tola aap kon hote ho pichle zamane aur ab k waqt k hisaab se change karne wale . quran ne 7.5 tola se upar ho jo upar hai uspe dene ka hukam hai .
@darakshasayyed6986
@darakshasayyed6986 5 лет назад
ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-9Dg_2dX1qPs.html Ye video dekhe aap or logo ko sach bataye ek baar... or gumrahi se bachaye
@darakshasayyed6986
@darakshasayyed6986 5 лет назад
Or jaldi reply de aap
@abushehabful
@abushehabful 2 года назад
bewaqoof choti aqal k loog
@VION_7083.
@VION_7083. 3 года назад
Bheek me 😀😀😀👌👌👌👌
@user-dp1ro4ck1n
@user-dp1ro4ck1n 5 месяцев назад
Asslamu alaikum va rahamatullahi va barkatuhu Aapka whatsapp no
Далее
30 Tariqe Sadqa Dene Ke By @AdvFaizSyedOfficial
49:46
Просмотров 151 тыс.
Introducing iPhone 16 | Apple
02:00
Просмотров 4,1 млн
Новый уровень твоей сосиски
00:33
Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session | Episode 30
1:28:41
Nabi ﷺ Ki 25 Khususiyaat By @AdvFaizSyedOfficial
1:13:36