Тёмный

Kendriya Vidyalaya ki fees kitni hai/KV fee structure for class 1 to 12/fee/Fees Central School 2022 

CS Technical
Подписаться 128 тыс.
Просмотров 361 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

21 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 819   
@DrishtiSharma-pr6id
@DrishtiSharma-pr6id Месяц назад
5 or 7th class ka baccho ka admission kandra Vidhalai me admission Ho sakta hai kya itni jankari dijiye pls
@Chetanvan
@Chetanvan Год назад
Rate me fis kitni hoti he 1 shal ki 1 basheki.sharkar.kitani fis detihogi.shiksha.fis..minimim
@mohantomar-sd7gs
@mohantomar-sd7gs Год назад
Sir kV me padai kaise hoti he . Hindi ya English me
@khaishobbies5377
@khaishobbies5377 Год назад
Kya private employees kids ko admission mileage kya rules and regulations kya hai
@cstechnical
@cstechnical Год назад
Yes..... private job wale parents bhi Apne bacchon ke admission ke liye kendriya vidyalay mein apply kar sakte hain.
@rajeshkumarthakur7514
@rajeshkumarthakur7514 6 месяцев назад
Kvs se netarhat/Ramkrishna mission ka exam class 6 ke liye exam de sakte hai please confirm me sir ji please
@girishbidolya4107
@girishbidolya4107 5 месяцев назад
Sir googal pay , ya , phone pay se fee कैसे जमा कर सकते हैं
@karamsingh-zv9el
@karamsingh-zv9el 6 месяцев назад
Sir class 10 ki fees kitni hai sc student ki kendriya vidyalaya ki
@AshutoshRaosahab-j6x
@AshutoshRaosahab-j6x Месяц назад
sir kendriye vidyalaya me admission kaise hota hai
@SushilaSingh-mr1vb
@SushilaSingh-mr1vb 2 месяца назад
Gorakhpur airport wale kendriya vidyalay mein admission ho jaega kya
@mariyamtoppo4023
@mariyamtoppo4023 2 года назад
App kon se kendriya vidyalaya se h plz plece ka naam bataye
@surendramaurya4959
@surendramaurya4959 Год назад
Hostel me rahine ka subidha hai bhee hai kya sir ji
@kanchanshuklakanchanshukla
@kanchanshuklakanchanshukla Год назад
sir kendriya vidyalaya me 7class me fees padti hai Aur admission karvane school jana padega kya
@cstechnical
@cstechnical Год назад
Yes
@sunildhangar7760
@sunildhangar7760 Год назад
Chandan sir, Main Gujarat se hu. Aur state government employee hu. Main abhi jis jagah job karta hu, wahan kvs hai.. Magar Gujarat main kuchh district main kvs nahi hai. Agar meri transfer aise koi district main ho Jaye to kvs ka admission kaise continue kar sakte hain? Kya najdik ke district main kvs ho to vahan addmission le sakte hai? Ya kvs chhodna padega? Main is saal apni beti ka addmission kvs main Lena chahta hu, Magar is mudde ko lekar confused hu... Please Reply kare....
@RajuKumar-mh7dc
@RajuKumar-mh7dc 2 года назад
Ap apna entrodection Pahle dijiye Sir ji
@mamtagautam905
@mamtagautam905 Год назад
Sir Jiska aadhar gramin chetr ka ho aur rah raha city me to admission kaise honge plz reply me
@shivishivajibadmaashcompan7508
@shivishivajibadmaashcompan7508 2 года назад
Sir meri beti ka admission krana h uske birth certificate me kuchh or name h or ab humne dusra name rakh liya isse koi problem to nhi aayegi admission Krane me pls reply
@manishashani1375
@manishashani1375 Год назад
Sar meri swins grils he to use kendriy vidyaly me admission mil Sakta he do judva beti he
@pinkisalvi8921
@pinkisalvi8921 Год назад
Kendriya vidyalaya Udaipur mein first class bacche ka naam nahin aana aaya ho to wapas form bhar sakte hain
@BGNEERAJ
@BGNEERAJ 2 года назад
Sir iske liye koi taiyari karni padti h ya basic test hogi
@cstechnical
@cstechnical 2 года назад
आपका सवाल समझ नही आया। पूरा सवाल लिखे।
@shivanshjain7352
@shivanshjain7352 Год назад
Ham general me aate h or hamara 1 hi boy h hamko kitni fees Deni padegi or ky fayda milega 4th class me admission karwana h
@DhananjaySingh-tc8sr
@DhananjaySingh-tc8sr Год назад
Class 1st ki list kab tak Aaegi sir Aur admission time par kya kya document lagega Kitni fees hai
@Akankshayadav-studio
@Akankshayadav-studio 4 месяца назад
Sir Central school m admission ke liye kya eligibility honi chahiye plz guide
@poonampoonam9393
@poonampoonam9393 8 месяцев назад
Sir mere questions ka answer jaroor dena main confusion me hun ki jese ews me k.v or dps dono me form bhar sakte hai ya sirf ek hi school me apply kar sakte hai please bataye
@sakshigupta2922
@sakshigupta2922 Год назад
Kya kvs me bacho ko english speaking seekhate hai ??? Kvs k admission open timing kya hoti h
@ytstudio369
@ytstudio369 2 года назад
Itna sasta school usse acha fee hi na lo. Aur hum private CBSE school me tution fee 80000 dete hain. Unfair hai ye😢😓😭😭😭😥
@vishalsahu580
@vishalsahu580 2 года назад
😂😂😂😂
@vishalsahu580
@vishalsahu580 2 года назад
Toh kyu jate ho private school 🏫 main..kuch bhi khass nahi padhate hai wo...bass 3ya 4 books extra laga denge or bacche ko activities kara denge..usike charges lekar badi badi building 🏢 khadi krte jate hai.bachho ki koi khass growth nahi hoti..hai👍
@sukhmanboutique8684
@sukhmanboutique8684 Год назад
Sir Mera baby abhi 3rd class main haii 4th majn admission mil skta hai sir please reply me
@taohidahemad2086
@taohidahemad2086 Год назад
Sir ek hi bachche k lie online mobile app dwara alag alag no se 2 ya 3 farm bhar sakte hai apply Kar sakte hai Kya plz batae sir ji
@cstechnical
@cstechnical Год назад
Ek school me ek se zada baar registration nahi kar sakte koi fayda nahi hoga
@kishorkhati6790
@kishorkhati6790 Год назад
Sr ji नमस्कार.. class 6 k liye admission हो सकता h...
@saurabhpandey5986
@saurabhpandey5986 2 года назад
2023 me kendriya vidyalaya me 6th ke liye form kab bhare jyenge
@manojsawant8941
@manojsawant8941 Год назад
Sir Mere ko kulaba ke kV me admission Mila Hai,lekin Mai mankhurdh Mai rehta hu,to trancefer kar sakta hu Kya.
@ManojKashyap-ez7zp
@ManojKashyap-ez7zp Год назад
Sir private job walo k bacche ka admission ho jayega kya kvs me plz reply
@cstechnical
@cstechnical Год назад
Kendriya vidyalay mein admission ke liye koi bhi apply kar sakta hai chahe vah sarkari job mein Ho ya Na Ho aap private employee hai tab bhi aap kendriya vidyalay mein admission ke liye apply kar sakte hain fark sirf itna hai ki jo government employee hote Hain jinke transfer baar baar hote hain unke bacchon ko admission mein prathmikta milati hai
@jyotisharma3089
@jyotisharma3089 2 года назад
Sir book free mai hoti h ya paise dane padte h scool bus ka kiraya kitna hoga
@tinkukumar1869
@tinkukumar1869 7 месяцев назад
It's most helpful information sir Thanks ❤
@harir.prajapati628
@harir.prajapati628 2 года назад
Thank you sir... Sir RT category kya hain.. sir category k uper video banaiye
@cstechnical
@cstechnical 2 года назад
RTE 👉ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-tlRAnpjV0gU.html
@Mintuvlogss
@Mintuvlogss 2 года назад
Kya kendriya vidyalaya government school hai indore kaa?
@jageshyadav9769
@jageshyadav9769 2 года назад
Sir vikashvnidhi ma girls ki bhi fee jathi ha
@bijaykumarsahu313
@bijaykumarsahu313 Год назад
Sir kya books ke liye pay karna padhta hai ya free milti hai ??
@cstechnical
@cstechnical Год назад
books aapko bahar se kharidni padati hai NCERT ki books padhaai Jaati Hai Kendriya Vidyalay mein jo ki coffee reasonable price Mein mil Jaate Hain
@monighosh6220
@monighosh6220 Год назад
Hlw sir mere ek he beti h mujhe v kv mei beti ki admission krwana h aur mujhe nhi pata ki uske lye mujhe kya2 documents chaiye n kis tara admission mileage kv mei aur sir school ki new from kb issue hota h
@mukeshpaliwal8631
@mukeshpaliwal8631 2 года назад
Maine bache ki fees pure saal ki jama kara di 2019 me for class 1st aur bache ko school nahi bheja how can I get fees reimbursed from kvs
@laxmikantmamde1989
@laxmikantmamde1989 2 года назад
श😆
@UnderINDIAwOrlD253
@UnderINDIAwOrlD253 Год назад
kV hostle nahi hai kya rahne ke liye
@sonalbarnwal
@sonalbarnwal Год назад
​@@UnderINDIAwOrlD253 Nhi hai
@snehagupta4815
@snehagupta4815 Год назад
Kv is goverment or private school Or goverment employee ke bacche kya free me padhte h
@munazzaaaiman
@munazzaaaiman 2 года назад
Sir Agr online class 1 m add nhi ho skta to hm ofline bhi kra skte h. Kya School m jakr kisi trha sy Hmara to luck hi nhi lagta
@cstechnical
@cstechnical 2 года назад
Class 1 k liye online hi registration hoga.... Offline nahi hoga... Jin bacchon ka naam lottery list me aayega bas unhi ka admission hoga....
@munazzaaaiman
@munazzaaaiman 2 года назад
@@cstechnical or baki garib baccho ka kya hoga sir
@sachinkapoor3323
@sachinkapoor3323 Год назад
Mere Papa ki death ho gyi h Hm BPL m atte h Hmm ST se blong krte h Abhi m 10 th m hu.. Mera hp board that Term 1 - 92% ayye h 2 ND term ke exam diye h Mene science rakhni h Too total fee kitni lgegi...
@paragmutyal7891
@paragmutyal7891 Год назад
How much reservation for state government employees kids? Pls mention which category
@ajityadav7857
@ajityadav7857 Год назад
सर जन्म प्रमाण पत्र on line ya off line लगेगा
@jyotiwalia3814
@jyotiwalia3814 Год назад
Sir admission Farm Kb Niklenge 1st class ke
@rangeshdharwa5743
@rangeshdharwa5743 2 года назад
सर केंद्रीय विद्यालय मै 1से 12तक होस्टल सुविधा है, या नहीं है, बताने की कृपा करे 🙏🙏
@cstechnical
@cstechnical 2 года назад
Nahi.....kuch hi vidyalyon me hai around 5-6 kvs me .......bas
@ARVINDKUMAR-nz2bo
@ARVINDKUMAR-nz2bo Год назад
RTE category me apply kr skte hai kya , 5 km ke under aata hai kv school ,waise category general hai
@ARVINDKUMAR-nz2bo
@ARVINDKUMAR-nz2bo Год назад
Or 2 school 5.2 or 5.7 km me aate hai to kya usme bhi RTE se kr skte hai kya?
@teachingwithfun1702
@teachingwithfun1702 2 года назад
sir d. a. bacchon ki padhai kis tarha se hoti hai kya koi special teacher appint ki jati hai mere bete ka da kota me administration hua hai
@MinakumariMinabenu-cw1dt
@MinakumariMinabenu-cw1dt Год назад
Sirr, 8th class yah 9th class main admission ho sekta hai kiya
@mubeenalam7991
@mubeenalam7991 Год назад
Bhai Mera beta GBSSS mai padta tha wo evening shift ka tha mujhe bachche ko morning shift mai karwana tha sir ne pucha k naam karwa kar kaha karwa rahe ho humne kaha private mai.bhai wo school 5 k baad 6 class mai government school mai jate hai lekin mere bete ko maha kar diya keh rahe hai ki sarkari mai padta tha waha se naam cut karwa k aao lekin us school walo ne SLC out of department wali banwa kar de di sir hum kya kar sakte hai batae plz
@bijaymajhi8094
@bijaymajhi8094 Год назад
Sir kv mein STD 1 k admission k liye SGC Jo adress hai Kahan ka Dena chahiye, mere Mrs govt employee hai. Bachi ka aadhar mein mere village ka adress hai. Mrs. Jo hai jahan job karte Hain mere village se 100 km dur hai alag district mein. Bachee wahan padhegi. To woh district ka local adress form mein Dena hai. Ya village (aadhar) ka. Mrs. Ka wahan adress proof only Gas connection Bill hai. Woh address proof ho sakta hai kya.
@rohitnaidu4453
@rohitnaidu4453 Год назад
Bhai ,. How to know which kendriya vidyalaya best branch in Bangalore
@sanketsaxena2327
@sanketsaxena2327 Год назад
Kya jo defence me nahi h unke bacche admission nahi le sakte kvs m
@Shraddha20335
@Shraddha20335 8 месяцев назад
Sir Agar 11 me admission karana h to kitni fee lgegi
@helpernoerror1446
@helpernoerror1446 2 года назад
Sir kvs school me ncert book hoti hai kya ...
@swastikasharma6550
@swastikasharma6550 2 года назад
Hello sir kya kV me nursery lkg ukg classes chalte h ki nhi
@cstechnical
@cstechnical 2 года назад
Nahi... Class 1-12
@poonamkhatri1702
@poonamkhatri1702 2 года назад
Sir mere bete ka 1class ka list dekhne ka hai. Lekin login id malum nhi sir. To list dekhne ka dusra koi option hai kya.. Pune se form fill kiya hai
@lavitiwari9415
@lavitiwari9415 2 года назад
Meri bachhi 8year ki hai or ladka 6 year ka kya mai unka admission ho satka hai krpa bataye or kab form nikalte hai or kya kya skybus me hai or kya kya test me lete hai please sari jankari de mujhe
@dr.girishdegavi9543
@dr.girishdegavi9543 2 года назад
Meri Beti ko SGC category me admission mila he .par school 1st class magistrate se affidevet mang rahe he. Magistrate Notification lao bol raha he jisme likha ho ki 1st class majistrate ka sign zaroori he. koe information he kya apke pas. kahi clear idea nahi he. please eply
@pradiptakumarbehera1360
@pradiptakumarbehera1360 Год назад
Chandan ji plz make video on exservice men(army, navy,airforce) grandchildren admission in kV class 1. What are the document needed for.
@mdabrar3256
@mdabrar3256 Год назад
Kv school me 10 th 12 th board exams ke bare me ditails bataye exam kaha chalte hai chek kaha hote hai questions paper kon nilalte hai please 🙏🙏🙏
@jitendrakhatik1213
@jitendrakhatik1213 Год назад
मुझे अपनी बच्ची का एडमिशन करवाना केंद्रीय विद्यालय में मैं क्या-क्या डॉक्यूमेंट लगेंगे
@nehaanshul9667
@nehaanshul9667 2 года назад
Hello sir Mera beta 6years ka h m form nhi bhr payi mujhe uski koi jankari nhi thi Kya ab isks of line admission ho skta h Kya agr ho skta h to kese plz guide me
@cstechnical
@cstechnical 2 года назад
Next year aap try kare...🙏
@Fitboy86321
@Fitboy86321 2 года назад
Sir 12 private krne he cbse board delhi se 10 up board se ki he sir konse school delhi me 12 class private kha se hogi koi patrachar khi btaye sir or kitni fees lgegi
@sanashaikh-nm7fm
@sanashaikh-nm7fm 2 года назад
Sir isme hostel ki v subidha hogi kya.? Bihar me kha kha pr hai kvs?
@priteshjain-mg8it
@priteshjain-mg8it Год назад
Sir 1st class me EWS se admission hota hay to kitni fess lagti hay saal bhar me?
@ShakilAhmad-vf9dh
@ShakilAhmad-vf9dh Год назад
बी-टेक मे दाखिला मे कौन से कागज देना पडता है एवं टेस्ट की तैयारी कैसे करे।
@sushantkumar405
@sushantkumar405 Год назад
Sir single girl child ko vvn fee to dena parega na
@rumakundu7476
@rumakundu7476 Год назад
Sir, kV me admission kab suru hota hai 3rd standard ka .. it's urgent plz rly
@sabanaseem6906
@sabanaseem6906 2 года назад
Sir mujhe 1class mai apne bacche ka admison karana hai ho jayega plz batye
@sujataverma6923
@sujataverma6923 2 года назад
sir Mera BABY august ME 5 year ka hoga.Abhi ukg ME h,To 1 k lie Age Bound h ,To 1 ME admission nhi ho skta h???
@sheetalsheetalbisht4236
@sheetalsheetalbisht4236 2 года назад
Sir from online hoga ya offline school m....
@magharam830
@magharam830 2 года назад
क्या केंद्रीय विद्यालयों में 10वीं में नाम चेंज किया जा सकता है क्या
@balramgurjar3941
@balramgurjar3941 2 года назад
1year valo ka admission ho jata h kya
@ashvinivilasvalandeashvini5920
Sir RTE ke thru open wale ko khya suvidha hai
@samratking7273
@samratking7273 Год назад
Sir mera bchaa abi 2nd class me hai agar form bhrne k bad number aa jaye to kya wha waps first class se lengw
@richasharma6759
@richasharma6759 Год назад
Sir muje ek confusion hai plz clear kre ki Ladli scheme KV school m hai yy nh plz btaye
@cstechnical
@cstechnical Год назад
Kaunsi scheme ki baat kar rahe hain aap ?
@richasharma6759
@richasharma6759 Год назад
Ladli scheme ki
@richasharma6759
@richasharma6759 Год назад
D.O.B - 05/08/2017 hai to possible hai ki admission ho jayega qki complete 6 to nh hogi age. Plz reply
@jaishankar6775
@jaishankar6775 9 месяцев назад
Sir meri daughter ka admission 2020 ma hua tha us sama ma unemployed tha par meri job lag gaya sep 2023 ma to kya mujhe education fee milaga ke nahi 2023 ka sir please mujhe batai
@sujaannigam
@sujaannigam Год назад
Sir form kab se start ho rahe hai aaply ke liye
@broken_status4622
@broken_status4622 Год назад
Sir mujhe kendriya vidyalaya mein 11th class mein admission karana hai please help me
@broken_status4622
@broken_status4622 Год назад
Kya ab Mera admission 11th class mein ho jaega ya nahi
@Vishalmakwana-zo5bn
@Vishalmakwana-zo5bn Год назад
Kvs me class addition ke liye nursery kg etc krvana jruri hai
@STSharma98
@STSharma98 2 года назад
जो बच्चे पहले से हिंदी मेडियम में पड़े हो और एवं केंद्रीय विद्यालय में पढ़ना चाहते तो क्या हिंदी मेडियम के बच्चो का एडमिशन हो सकता है kya
@nirmalrautela3490
@nirmalrautela3490 Год назад
Kya sir agar child ka date of birth 4 April 2017 ka to kya first class ke liye eligible hoga
@pradyumnaranjandas7990
@pradyumnaranjandas7990 2 года назад
Mera Beta RTE me ha class viii tak. Abhi class-ix me kitna fees dena parega ?
@cstechnical
@cstechnical 2 года назад
Approx 2400 Rs for 3 months
@_ankit_._._rajpoot_6843
@_ankit_._._rajpoot_6843 2 года назад
Hellow sir Mere papa ka coronavirus ho gya ta ab vo is duniya nahin toh mere liye KV kuch ho sakta kya money ko lekr
@swarahabbu5914
@swarahabbu5914 Год назад
Books and uniform hame khud se lena padega kya
@cstechnical
@cstechnical Год назад
yes
@vinodyadav-cl3cy
@vinodyadav-cl3cy 2 месяца назад
Up board ke fees par ek vedio banaye
@bs.chandaliya
@bs.chandaliya Год назад
Sir sc/st ke liye kvs me kya kya benefits hai??
@cstechnical
@cstechnical Год назад
Yes ......sc,st quota me apply kar sakte hain.
@bs.chandaliya
@bs.chandaliya Год назад
@@cstechnical sir please reply, my son age is 5 plus, and I'm working as driver in private sector, and I'm sc, kya mere bete kya admissions kvs me ho jayega??🙏🏻
@poojanagtilak6565
@poojanagtilak6565 Год назад
Can i take admission in 1st stnd for my single girl child.. There are always admission full.. outsider admission is not possible
@deepmalasaini9251
@deepmalasaini9251 Год назад
Agar hamari kvs m job Lag jati h tohamare bachche Dusre school se kvs m admission leave sakte h hamari posting k Hisab se
@poojajakhar7243
@poojajakhar7243 2 года назад
Sir 11 class ke admission kab start honge or total maths main kitni strength hogi
@vanshjeenwal7452
@vanshjeenwal7452 2 года назад
SC quote kaliya documents konsa hona chiye sir reply please
@cstechnical
@cstechnical 2 года назад
Sc caste certificate mandatory hai other documents k sath
@laxmishrivas9465
@laxmishrivas9465 2 года назад
Sir isme kon syllabus padate hai
@MR-ef8xd
@MR-ef8xd 2 года назад
Sir ji poora saal ka kitna hoga ek line yeh bhi bata dete general category keliye
@SoniadasSoniadas-vt2td
@SoniadasSoniadas-vt2td Год назад
मेरे बच्चे को एडमिशन करवाना है क्या प्रूफ लगेगा
@manjitmalik8392
@manjitmalik8392 2 года назад
Sir games kon kon se hote h KV m
@laxmighosh44
@laxmighosh44 2 года назад
Sir my son 4 years ka ha ma new admission leanga place kaisa honga place help..
@Hardikgamingyt2007
@Hardikgamingyt2007 Год назад
Sir 6class me admission karana hai ho jayega kya
@sweetydahiya4376
@sweetydahiya4376 Год назад
Mera husband railway m hai kya mara bacha ka admission ho sakta hai please reply
@mrinalbaruah8064
@mrinalbaruah8064 2 года назад
Sir if one takes admission in class 1 in a kv but one or two days later another kv which is nearer than the first one calls for admission And if the student takes admission in the second one, will ther be any proble m.
@sandeepkumarrawat8326
@sandeepkumarrawat8326 2 года назад
If you haven't deposited the fees in first one, you can easily get second kv.
Далее
Angry bird PIZZA?
00:20
Просмотров 7 млн
ТЕСЛА КИБЕРТРАК x WYLSACOM / РАЗГОН
1:40:47