Тёмный

KHEL KHEL MEIN: HAULI HAULI (REACTION) | Akshay K, Guru Randhawa, YO YO Honey Singh 

Dplanet Reacts
Подписаться 55 тыс.
Просмотров 982
50% 1

Опубликовано:

 

22 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 4   
@deltax.7
@deltax.7 2 месяца назад
Akshay Kumar ❤❤
@parashantpatil96
@parashantpatil96 2 месяца назад
Energy ka powerhouse Akshay Kumar 😎🔥
@nisargkalaskar158
@nisargkalaskar158 2 месяца назад
Hello Dada anhi vahini.Pichle kahi dino se me aapse ek movie ek trailer reaction aur review peh baat karne ko kehra hun and aap uspe baat hi nahi karre ho. Dharmaveer 2 peh joh humare ladke Marathi industry se aari hai in Marathi and Hindi.. Dharmaveer yeh kahani hai Thane ke sher ki joh Hindu hruday Samrat Shri Balasaheb Thackeray ke shishya the aur yeh guru hai humare Maharastra ke CM Eknath Shinde ji ke. Unka naam tha Dharmaveer Anand Dighe saheb. Hum aksar south ke movies meh dekhte hai ke kaise Antihero ke upar movies banti hai grand way meh aur usse Larger than life jaisa celebrate kiya jaata hai like Pushpa. KGF, Salaar, Kabzaa, Dasara. Etc. Aur aaj kal ke log unko hi follow karte hai and inspired hai joh ke bohot hi galat hai. Aur humare Maharastra se ek aisa sher hai joh ke Antihero nahi hai. Par ek shiv sena ke rajkarni hai aur unka vyatki mahatva bhi koi Larger than life character jaisa hi tha. Agar inspiration leni hi hai toh yeh Thaane ke dadhi waale baba se lo yaar tum. Joh Santa Claus ke tarah sabke sojane par Christmas meh gifts nahi batte the. Par raat ko sabhi logo ke suraksha ke liye woh jaagte the. Bohot se karyakram hi yaadi rakhte the aur agoe din ki planning karte the. Woh ek din meh double jeete the. Woh sabke lokapriya nete the. Logo ke bhagwaan bangaye the woh. Sabhi auratoon ko apne behene mante the aur unse dheer saaari rakhiya bandhte the aur unke rakshan ke liye kabhi kabhi kaide ki chaukat ko bhi paar karke unhe justice dilate the. Unka Thane ke tembi nake meh ek Ashram hai Anand Ashram. Aur woh apna hi ek parallel court chalate the. Jisme logo ko woh on the spot justice dete the. With purave aur shaksidaar jama karke. Aur haa agar kisiko unhone shabd diya hai ke meh aaunga tumhare bacche ke barsa meh yaa shaadi meh yaa Ganesh Chaturthi ke liye, toh woh jaate the woh chahe kitna bhi der hojaye raat ko. Par woh zaroor jaate the. Unhone gareeb logo ke liye bohot se hospital aur medical centres khole hai jaha peh inko saste meh heath checkups and treatments mile. Maharastra ke education system meh ache badlaav laaye to make study easier for childrens and students. Rural Gaon se aane waale bohot se gareeb log joh kaam ki talash meh sehar aate hai unke liye unhone townships banake diye hai and unhe employment bhi diya hai. Desh ko aur Dharma ko sarvoch rakhte the woh. Gadaron ko kshama nahi, yeh unka shabd hai. Aur unka shabd yaani kaale patthaar ki bhagwi resh. Ahinsa Parmo Dharma. Dharma Hinsa Tadevcha. Aur jaise 9 saal pehle Bahubali movie ke end meh ek sawaal hum sabke beech meh chod diya tha Rajamouli sir ne ke Kattapa ne Bahubali ko kyun maara, woh toh chalo phir bhi fictional kahani tha. waise hi ek sawaal pechle 23 saalon se sabhi Maharastrian ke dil meh ghar karri hai ke Dharmaveer Anand Dighe saheb ki maut kaise hui hai. Kyunki 24 August ko woh apne ek karyakarte ka ghar ke liye nikle the Thane se Pune ke liye nikle the tab subhe ke 3-4 baje honge as Ganesh Chaturthi ki samay tha 2001 meh tab. Aur tab unke driver ki ankh lagti hai and thode der meh unki gaadi ka accident hojta hai and unhe Thane ke singhaniya hospital meh admit kiya jaata hai. 2 din tak sab theek chalra tha. Sabhi log bole Raj Thackeray Saheb aur baak politicans aake mile unhe and sham tak ekdam ohkay the recover bhi hore the and unhe discharge bhi milne wala tha. Par 26 August ke raat ko 10:30 baje aisa kuch hota hai unke saath ke unhe heart attack aata hai aur unki death hojati Hai. Kisine btaya tha ke doctor logo ke negligence ne maara hai humare Dharmaveer Anand Dighe saheb ko aur tab kya. Saare karyakarta logo ne puri Singhaniya hospital jalake rakh kardi thi. And movie ke end meh bhi woh reporter Mangesh Desai sirji joh Dharmaveer aur Dharmaveer 2 ke producer bhi hai woh sawaal puchte hai ke inki death kaise hui. Toh woh kehte ke heart attack se. Then woh puchte hai. Ke shaam tak sab sahi the woh. Recover hore the and discharge milne wala tha achanak kaise heart attack. And phir puchte hai ke death certificate kaha par hai. Toh woh sab kehte hai ke woh toh hospital ke saath hi jalke khaak hogaye hai. So inki death aaj bhi mystery banchuki hai and maine padha hai bohot research karke with help of my friends ke. Inhel maara gaya hai and woh bhi bohot dardanak aur dangerous tarike se. Aise dev maanus ki journey ke liye please aap yeh movie ke trailer ko dekhiye and humare Marathi cinema ko support kariye. Dharmaveer 2 - Saheb ke Hindutva ki kahani. Releasing on 9th August in Marathi and Hindi. Jay Hind, Jay Maharastra, Chhatrapati Shivaji Maharaj ki Jay, Har Har Mahadev 🚩🚩🚩🚩🙏🙏🙏🙏
@SajinaSajir-cb5ce
@SajinaSajir-cb5ce 2 месяца назад
Joker kumar 😂😂😂
Далее
#kikakim
00:17
Просмотров 8 млн
#kikakim
00:17
Просмотров 8 млн